darling you are mine>3 part 3

575 79 9
                                    

continuation from last part

HM-yes mr singh i am (pulled him from his collar but he removed her hands) ..thoda sa romantic hojaiyenge toh salary main se paise nahi kat jaiyenge ..

AS-hum romantic nahi hai ..(he questioned her)

HM-aur koi anubhav hai kya yahan par..aap he toh hain humare chikoo lonavala keh chikki humare anu (adoring him)

AS-pal main gussa aur pal main tareef ...poore duniya main ek he piece hain aap(he said looking at the road) chai piyenge kya humare saath

HM-zaroor piyenge aap pyaar se bolenge toh zeher bhi pe lenge..

AS-konse film dekhi the aapne jiss ka asar hogaya hai aap pe..

HM-aap ke ankhon ke suroor ka asar hai janab..kaash hum inn ankhon main khoiye rahe aur kabhi wapis nahi aaiye

AS-shaira ji (female poet ) chai peene chale ya aap humare nigahon main he khoye rahenge ...

HM-chaliye ...boyfriend ji (he chuckled on her cute antics but was loving every second spent with her he felt like everything around him has disappear she is his home his world his everything after his duty anubhav never thought of living a beautiful life he always dreamed of sacrificing and getting martyred for his country but when he met haseena he felt like he got a new reason to live )

AT TEA SHOP

HM-chai kaise hai..

AS-ache hain ..par aapke saath aur ache lag rahe hain (he wrapped his one arm around his shoulder)

HM-jab tak aap flirt nahi karle tab tak lagta he nahi hai keh aap humare he anubhav hai..

AS-humein saat din ka avkaash mila hai toh kya socha hai aapne...

HM-kahin ghoomne chale ..thande jagah par chalte hain... ahhchooo(she started sneezing)

AS-lucknow ke thand main aapka yeh haal hai aur aapko thande jagah par jaana hai

they started walking towards the car

HM-hum soch rahe hain kyu na sagai karle 10 dinon main ..saat din chuttiyan bhi hai toh taiyaari karna aasan hojaiyega

AS-agar aap chahte hain toh hum taiyaar hain...

HM-ammi aur maa se pooch lete hain ..woh toh sabse zyada excited honge

AS-unse zyada excited aap hain (he said adoring her happy face as she was on cloud nine)

HM-obviously excited toh honge he hum itne mushkilon keh baad finally hum sagai kar paiyenge ..iss baar angoothiyan hum kharidne chalenge

AS-baaki keh baatieng gaadi main baith kar karte hain ..

they both sat in the car

HM-anubhav hum soch rahe the keh sagai main hum kuch logon ke he bulayenge ..aur hum jaldi he cards bhi banwa lenge aur online card bhi bhej denge

AS-bas bas bas haseena ji saare taiyaari aap aaj he karlege kya ...

HM-aap toh excited he nahi hai..pichle baar humnein mehendi bhi lagwayi the (tears welled up in her eyes as she remembered the last year incident )hum agar aapke khamoshi padh paate toh pichle baar aapko khushi khushi wida karte mission keh liye aur wapis aane ka intezaar karte

AS-aur agar yeh intezaar kabhi khatam nahi hota toh..

HM-kyun karte hain aise baatien bhool jaiye joh bhi hua thaa...isbaar hum wapis parlour main 4 ghante baith kar mehendi lagwayenge pichle baar toh uss mehendi artist ne humein hilne bhi nahi diya thaa aapko pata hai ammi toh usse keh rahe the keh bhar bhar keh lagao ..humein aisa lag raha thaa jaise hum koi deewar ho aur humpe painting horahe hain (grumpy face)

𝑫𝒊𝒍 𝑴𝒆𝒓𝒂 𝑫𝒉𝒂𝒅𝒌𝒂𝒏 𝑻𝒆𝒓𝒊💖जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें