monu gets cornered

Start from the beginning
                                    

Mo : rukho tumhe ayisa hi nahi chodna chahiye agar tum jaise log bahar ghoomtha raha toh patha nahi kithni masoom ladkiyon ki life barbaad hojathi hai ...

Monu khud ko sambhali aur Neil ko call kiya lekin woh phone nahi utatha , Rocky isse dakka dekar waha se bhaag jatha hai ..

Monu seedha Ghar aake room mein chali jathi hai aur khud ko kamre mein bandh karke rone lagthi hai ..

*************

Evening ..

Rocky Priya ko msg kartha hai , paas wali park mein aa kar milne ko boltha hai ..

Rocky : Priya tumhari bhabhi ne saaf mana kiya hai humme help karneki ..

Priya Rocky ko ek jhor Dhar tappad maar dethi hai ..

Priya : maine sab kuch dekhi thi , coffee shop ki cctv footage mein , mahir bhai sab kuch dikhaya hai tumhari laptop mein kya kya hai , bus mein yeh bolne aayi ki ..

Woh ek aur tappad maardethi hai ..

Priya : how dare you ?? Ithne ladkiyon ki zindagi se khelne ki ??

Woh bolhi rahi thi Rocky ne kuch pocket se liya aur Priya ki muhh par dalke waha se chala gaya ..

Woh acid tha woh thank fully muhh haath rakh lethi hai toh pura haath aur neck ke hisse pura jal jathi  hai aur aas paas ki log Priya ko hospital le chalthey hai ...

***************

Monu checks sooraj , unki halat kuch teek nahi lag raa tha..

Mo : maa i think papa ko hospital le jana chahiye ..

Su : kuch problem toh nahi na ??

Mo : nahi maa lekin kuch tests karna chahiye ..

Woh dono sooraj ko hospital le jane lage ,

Su : beta ek baath bathadu , tum bura nahi manogi na ??

Mo : ji maa ..

Su : beta aaj kal tumhe kya hogaya hai ?? Matlab Aneesh ke saath tumhari badtaav kuch teek nahi lagra hai mujhe aur uss Rocky se kya dushmani hai , maine subha tum dono ko cafee mein dekhi thi tum usko tappad maar rahi thi , ayisa kya liya hai unhone ki tum usse thappad maari ..

Mo : maa ,, woh ..

Tabhi monu ki phone bell bhaji dusri taraf se bole ..

"Ma'am aapki nanad Priya , uske upar kisi ne acid se attack kiya hai , koi Rocky naam ka ladka tha , aas pass ki log bol rahe they , humne hospital mein admit kiye they , aap jaldi hospital puchun jayiye .."

Monu ki haath se phone choot jathi hai ...

Su : kya hua monu ??

Mo : mumma woh Priya ,, aap hospital chaliye ma mein Bathathi hunn ..

****************

Dursi taraf khurana house mein ..

Shourya : humm kal ka din yaad hai kisi ko ..

Mehek : kyu nahi yaad hai ?? Kal ka din hi humari laado ki bidai iss ghar se huyi hai , dekhthey hi dekhthey ek saal hogayi hai ..

Naina : i am planning ki kal hum sab milke usse surprise dedengey ..

Raj : haan yeh bhi teek hai ( in mind ) and i hope meri behen uss khadoos ka Mann jeethi liya ho ,, bagwaan ji un dono ko sahi salamat rakhna ..

************

Jab monu suhani aur sooraj hospital pahuntha hai , Priya ki halat dekh kar garahi jaathey hai , sooraj toh ek dum se sadmein hi chale jaathey hai , monu unlo sambhalne lagi , suhana Priya ko treatment karthey huye dekh kar gabra jathi hai ..

Uski dimaag kaam nahi Karthi hai ..

Mo : nurse inhe  ( sooraj ko pakad ke ) inhe ward mein le chaliye ..

Nurse sooraj ko waha se le chalthi hai , suhana ka gussa out of control hojathi hai , woh ek jhor Dhar tappad monu ki gaal par laga  dethi...

Pura hospital unhe hi dekh rahi hothi hai ..

Su : yeh sab kuch tumhari wajese huva hai , pehle Aneesh ko barbaad ki ab meri beti ko , sahi kehthey hai sab tumhare baare mein, tum manoosh ho tha aur humesha rahegi , bachpan mein hi maa baap ko Khali ab meri pariwaar ko barbaad kar rahi ho ..

Mo : maa ek baar meri baath ..

Su : kyu sunu mein ?? Agar tum uss Rocky se jagada na karthi toh aaj woh yeh sab nahi kartha , aur beti ki yeh halat nahi hothi ..

Mo : bus shaant hojayiye maa , mein maanthi hunn yeh sab jo hora hai galat hora hai iska matlab yeh nahi ki aap kuch bhi bole ..

Tabhi ek doctor waha aatha hai ..

Dr : ma'am Priya ki halat bahut karaab hai , aur Rao sir calls ko answer nahi kar rahe hai ..

Mo : aap treatment ki tayyari karo immediately aur mein Rao sir se baath karungi , mere personal contact unke saath ..

Su : koi jarurat nahi hum , khud humari baache ko bacha sakthey hai ..

Mo : dekhiye ma'am , mein iss wakth aapki Bahu ya aapke bete ki pathni nahi hunn , mein iss wakth iss hospital ki emergency physician hunn , aur mujhe kya karna hai aur kya nahi karna , aap na bathaye toh sahi rahega ..

Yeh keh kar phone utake Dr Rao ko call karthey huye Monami wahase chali jaathi hai ...

To be continued......

Bye bye




tere sang hunn akhari khadam tak Where stories live. Discover now