chapter 27

966 105 16
                                    


Avanthika in her room  standing infront of a photo on the wall.

Main ne khudh se wada kiya hai jo tere saath hua woh kisi aur ke saath nahi hone dungi par kai main jaldbaazi main sid ki zindagi tho daav par nahi lagayi na

Maa .

She wipes her tears and opens the door

Hmm

Kya hua aap itani choti baat se naraj hogayi

Nahi main thik hu

Maa pls ab mujh se jhoot bolne lagi

Main naraj nahi hu sid bas pareshan hu

maa aap itna pareshan kyun ho rahi ho

Kai main ne jald baazi tho nahi ki na Kai 

Maa  bas he stops her

itna kyun soch rahi ho shadhi kal hui hai use aur mujhe aap sun rahe ho mujhe khudh time chahiye in sab main adjust hone ke liye
So relax ok

Dekha maasi aapki behan kaisey meri jaan ka rahi hai he says looking at photo on wall

Main tujhe pareshaan kar rahi hu

Ha

Ab agar mausi se shikayat karna hogaya tho chaliye nashta kartey hai bahut bhuk lagi hai

Ha chalo main ne tho bichari sai par bhi gussa kar liya pata nahi kya soch rahi hogi mere baare main woh

Yahi ki uski saas kitani badi drama queen hai

She looks at him sternly

Sorry chalo

They went to dinning table sees Sai is standing there looking nervous

Sai iam really sorry beta pata nahi kya hogaya mujhe tumse kuch jyada hi rudely baat Kiya main ne

Nahi maa pls aap sorry mat boliye

No sai galti Kiya tho maafi magni hai na iam sorry main bina baat jaane hi tumhe galat samjh Li

Nahi maa galti meri hai

Nahi beta meri galti hai
Ek minute hum dono kyun sorry bol rahe hai ek dusare ko hamari jagadha tho iss gadhe ki wajah se hui na

Haa aapne bilkul sahi kaha maa inke wajah se hi hamari jagadha hua

Sid opens his mouth wide says

Waah yeh acha hai ab saari galti meri great

Ha chalo jaldi se  sorry bolo

Maaa

Haa

Iam really sorry aap dono mujhe maaf kardo
ab kush ab pls chaliye nashta kartey hai mujhe late ho raha hai hospital ke liye

Main lekar ati hu sai went to kitchen

Tune leave nahi liya

Nahi kyun

Sid Aaj sai ka iss ghar main pehla din hai aur tu use yaha akela chodkar jaoge

Maa itna daramatic mat ho woh mujh se jayada aapki close hai

Agar tu iss tarah bhagta rahoge kabhi comfortable feel nahi kar payegi woh tumhare samne

Maa aaj pehla din hai bas main agar pehle din se uski aage peeche ghumta raha tho uska dhum jarur ghut jayegeya uneasiness se dheere dheere sab thik hoga relax
And trust me jo maasi ne kiya woh sai nahi karegi I trust her
Woh itani kamjor nahi hai maa

Journey Of Sai: ghkkpmWhere stories live. Discover now