chapter 17

1.1K 107 6
                                    

Sai is sitting on  the terrace of hospital

Sdi  comes and sits besider no one say anything
But sid takes a choclate and gives to sai

Sai looks at him confusing says

Ma kehti hai agar kuch acha kamm kiya tho meetha khani chahiye

Sai looks at him confusing says

Kyun sir aap mujhe hospital se nikal rahe hai kya

Kya

Ha aapke liye acha kaam wahi hai na

Sid sighs and says
Sai hum jr dr ko apni surgery mein assist karne ke liye kyun raktey hai jo kaam tumhe kehtey hai woh hum nahi kar saktey kya

Taki hum aapse seekh sakhe.

Hmm so tum ne tho apni pehli surgery main sab se important baat seekh li   phir kyun udaas ho

Aap kya kehna chahte hai

Ek doc ke liye sab se important apni personal life ki problems ko  apni professional life main bhari padni nahi dena  chahiye
Yeh tum pehli surgery main seekh gayi ho

Sir aap mujh se gussa nahi hai

Nahi sai main tumse bilkul gussa nahi hu mujhe pata hai tumne apni galti se seekha hai next time  aisi galti nahi hogi
Hai na

Yes sir main aisa kabhi nahi karungi kisi ko bhi mujhe apne aur apni duty ko affect nahi karne dungi

Sid looks at sai's injured hand and asks
May i

Sai just nods her head he didn't ask anything and applies ointment on  her wound

Sais friends comes to terrace to check on sai they sees this and

Aji: Aniket sir sach main kitane ache hai yaar

Ani: Ha mujhe tho laga woh pata nahi kya karengey par unhone khud sai ko samjhaya hai

Sandhya in dreamy look wow kitane pyaare lag rahe hai dono hai na

Ani : Sandhya aniket says sternly

Kya hai bolo

ani : Sai ko acha nahi lagega so  shut up

San: Kyun tu chahta hai sai  uss pathetic excuse of husband ke liye zindagi bhar akele rahe ha
Sai na  sir  jaisey ache and well manners ladke ko deserve karti hai naki budhe aur jungli janwar jaisey Virat sir ko

Ani: Yaar par woh hamare sir hai yaar

San: Tho kya hua ek saath kitne ache lag rahe hai  yeh dono sai apni zindagi main kushi deserve karti hai aniket

Aji: Sandhya thik keh rahi hai aniket tumhe pata hai yeh sab bhi uss insaan ki wajah se hua hai
Then he says what happend morning

Ani: Kya isiliye woh subah itani udaas hai pata nahi kya chahta hai woh 

San: Kya yaar tum log stop talking about that useless man waise aap log aur  kya expect kartey ho uss janwar jaisey insaan se . bhul gaye kaisey mara tha ajinkya ko ek sorry bhi nahi bola
So use chodo aur meri baat suno

Ani: Ok madam bolo kya hai

San: Kyun na hum sid sir aur sai ko milane ki koshish kare both are perfect for each other what say

Ani: Par Sandhya sai is married sir accept karengey kyaa

San: Shut up aniket tum bolo ajinkya tumhe kya lagta hai

After thinking sometime sure yaar waise I just want sais hapiness

Both discussing about their plan leaving aniket

Ani: Guys main bhi hu tumhare saath bas sai ko takleef nahi honi chahiye that's what iam saying

San: Arrey yaar don't worry sir kabhi sai ko hurt nahi karengey  so Aaj se hamari mission hai sid sir aur sai ko Milana

Adi comes to terrace and hears this and  looks at Sid who is applying ointment to sai

San: waise bhi yaar un dono ke beech already spark hai hume  jyada mehnat nahi karni padegi

Ani: Kya matlab

San: Waha dekho

Meanwhile they are talking

Waisey kaisa hai

Sai looks at her hand says thik hai sir

Sid : tum nahi sai woh jisne yeh kiya showing her hand
Woh bichara kaha hai ab

Sai  shrugging her shoulders Maine isse mara hai sar par so  pata nahi hospital Gaye ya phir behosh hokar wahi gir gaye

While showing her water bottle

Thank God uss din tumhare pass yeh nahi hai

Both smiles looking at each other

San: dekha

Adi pushes aniket and ajinkya aside clicks a picture of both of them

In mind yeh tho kaafi age chala gaya aur mujhe pata bhi nahi chala  aunty ko batana padega

Trio looks at him worriedly

Guys don't worry main bhi aapke saath hu .

Thank u sir

Acha main chalta hu mujhe kaam hai aap log jakar un logo se baat karo thik hai

Adi leaves from there

Trio went to sai

Lo tumhare friends bhi aagaye hai aaj tumhara off hai kal apni mood thik karke aajana thik hai

Ok sir thank you

Sid also leaves from there

San: sai tu thik hai na

S: ha main ab bilkul thik hu
After talking some time with her friends sai went to her house

Thanks for reading
Hope you guys like the story

Sorry for late update i will try update next update early

Happy navratri




Journey Of Sai: ghkkpmWhere stories live. Discover now