Haseena Karishma ko apne aap se Dur karti hai aur uska face pakdati hai

"Ham aapse pyar karte hain isiliye hi to aapko rok rahe hain ab hamen taiyar nahin hai humne kaha na aapko jabardasti Aisa karne ki koi jarurat nahin hai"

"Pahle Jo hua vah meri galti thi lekin ab vah galti main nahin karungi kyunki pahle jo galtiyan maine ki hai uske koi mafi nahin hai.. isiliye main nahin chahti ki main FIR se vahi galti karun"

Abhi Karishma bahut jyada gussa ho jaati hai aur bolati hai

Ks(shout) - kya problem kya hai aapki jab main aapse pyar nahin karti thi tab to mere aaspaas ghumte the jab main aapse pyar karti hun jab main aapke pass jaati hun kya problem hai aapko..

Hm (clamly) - kuchh message dekhiae सुबह-सुबह aap main aapse bahas nahin karna chahti okay ab jaaiye... Fresher chahie FIR main jaaungi fresh hone..

Ks (angry) - aap baat Ko ghumaiye mat theek hai aap khud hi Suchi jab main aapse pyar nahin karti thi tab aap mere sath kya nahin karte The vah bhi jabardasti...

HASEENA INTERRUPT..

" Humne uske liye aapse mafi mangi hai Karishma ji"

Ks - han aur Maine maaf bhi kar diya hai aapko FIR kyon? Main kuchh dinon se dosti kar rahi hun jab se maine aapko pyar ki baat bataya tab se aap kuchh Ajeeb behave kar rahi hai..

Haseena Karishma ke kandhe per hath rakhti har kahati hai..

"Dekhiae hamare taraf..... aisa kuchh nahin hai jaisa aap soch rahe hain"

"To fir kyon jab bhi main aapke pass aati hun kis karne ki koshish karti ho tab aap bhag jaate Hain Jaise maine koi gunah kar diya ho aapko pyar karke Aisa kyon kar rahe hain aap Haseena ji mere sath"

Hm - agar kisi Ko sacche Dil se pyar Karo ...
to sirf uska sath hi kafi hai ..

(Kya aap log bhi is baat se agri karte hain Haseena ki tarah...!)

Karishma ji vah pyar ruhani hoti hai use per jismein ki koi jarurat nahin Hoti hai..(with smile)

Ks (angry) - iska matlab jab aapane pahle mere sath jabardasti ki thi kab aap mujhse pyar nahin karte The hai na...

Hm (clamly) - Ham galat samajh rahi hain Karishma ... Maine kaha jab ruh se Mohabbat Hoti hai tab jism ki koi jagah nahin Hoti hai aur yah sab to hota rahata hai bad mein kar lenge hai na..

Ks - ek to aapka yah shayari ya FIR jajbat mujhe samajh mein nahin aata Lekin main Bus itna kahungi yah jo aap man ke baithi hai ise Apne dimag se nikal dijiye theek hai Ham mante Hain ke pyar se hote Hain....... Lekin
.
.
Kaise samjhaun aapko aapse to baat karne bekar hai kisne aapko yah sab Patti padhaai mujhe pata nahin lekin ek baat yah Jo Patti aapko padhaai hai na Shayad ise aap apnon ko kho bhi sakte hain....

Itna kahkar Karishma fresh hone Chali jaati hai aur Haseena thodi der bahar tahalane jaati hai Jahan per use Riya takra jaati hai....

Hm - aahhhhuucvhhh.... Kya hai aap dekhne nahin chal sakti....

R (smile) - avi kya hu Karu mya ... Samne se agar mera husband ayega to mya takraungi hi Naa...

Hm annoying look to Riya...

Hm - husband....! Kya bakwas bat kar rahi hai aap...!

R - sahi kah rahi hu.....

Hm - apni bakwas band kariye or mujhe Jane dijiye...

R - itni asani se nehi avi to tume pana hai mujhe ....

Hm (irritate) - kya ....kya kah rahi hai aap ...!

𝙿𝚢𝚊𝚛 𝙻𝚊𝚏𝚣𝚘𝚗 𝙼𝚎𝚒𝚗 𝙺𝚊𝚑𝚊𝚗Where stories live. Discover now