Part - 2 ( Headquarters Moments 💫❤️ )

879 72 20
                                    

Continued...

Next morning ~

Anubhav house ~

Maa:- Anu , kab la raha hai meri Bahu ko ? ( Disappointly )

As:- maa , jald hi layenge ( smiled )

Maa:- To tune soch liya ki tu kese apne dil ki baat usse kahega ?

As:- nahi maa , hum soch rahe hai ..., Lekin usse pehle hume ye bhi to Janna hoga ki unke dil main kya hai ....

Maa:- ha teri baat to sahi hai lekin der mat karna ! Kal pata chale ki use koi or le gaya to...

As:- nahi maa , vo sirf hamari hai...! Aap subh subh boliye

Maa:- subh subh ( innocently + teasingly )

As:- Maa

Maa chuckled

Maa:- achcha chal nahi karti majak ... Ab tu jaldi tyyar ho ja tujhe headquarters nahi jana

As:- jana hai maa , aur aaj to bohot kaam hai....aur haa yaad aaya aaj to mahila police Thane bhi jana hai

Maa:- Are vo to tu roj jata hai ....haseena se milne...( Teasing )

As little blush

As:- nahi maa , hum kaam ke silsile main jate hai

Maa:- achcha chal tu jaldi tyyar ho jaa varna der ho jayegi

As:- Ha....

Anubhav Goes to Headquarters...

In Mpt -

Hm:- pushpa ji hum jara headquarters Jake aate hai

Ps:- dsp sir se milne ? ( Teasing )

Hm:- ha vo ( cut by ps )

Ps:- congratulations maddam Sir, aakhir kaar aap Karishma ji ki bhabhi ban gayi

Hm shoked

Hm:- pushpa ji, aesa kuch nahi hai , ha hum dsp sir se milne jaa rahe hai lekin ye case ki file Dene ....

Ps:- oh ( sadly)

Hm:- to hum chalte hai

Ps:- are maddam Sir , aap kyu taklif le rahi hai , cheetah hai na vo de aayega file

Hm:- lekin hume Anubhav sir se milna hai , unka muskurata hua chehra dekh kar hamara din ban jaata hai , hume bohot sukoon milta hai ( in mind )

Hm:- are nahi nahi pushpa ji , hum de aayenge

And then she leaves in a hurry....

Ps smiled

At headquarters ~

Anubhav is in the cabin and he is reading the file ....

then she comes...

Hm:- Jai Hind sir

As:- Jai Hind haseena ji ( smiled ) , aap kab aayi ?

Hm:- bas abhi abhi sir

As:- oh , bethiye

she sits on the chair...

As:- hume achcha laga haseena ji ki aap humse milne yaha aayi ...

Hm:- a....sir....vo hum ye file Dene aaye the

As:- oh ( sadly )

Haseena notices that Anubhav has become sad....

Hm:- aur aapse milne bhi aaye the

As:- sach ( smiled )

Hm:- ha ( smile)

Anuseena - Shorts ❤️ ( Recreation ) Onde histórias criam vida. Descubra agora