INTRODUCTION

311 13 2
                                    

Name- monami Malhotra

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Name- monami Malhotra

Age- 25

Profession- doctor

Dream- army doctor

Family- Deepika Malhotra=mother
Deepak Malhotra=father
Shivani Malhotra= bhabhi
Shivam Malhotra=bhaiya
Aachal Singhania= bff
Varsha Malik=bff
Karan sherillg = ex bf
Manik Malhotra= to be hubby
(Writer- may be not)

Nature- kabhi payare or sharati hua karti thi
aab chup or gum hai kabhi payar ki duniya ma rahte thi aab payar se darte hai
kabhi haat ma halka sa cut lag jae to ro ro kar ghar ser par utha lete
aab dil tut gaya hai par aasu tak nahi bhaati
phele jiske ankho se duniya ko pata chal jaye ki duke hai aaj vo ro bhi de to asu puchne wala koi nahi hai

Monu k dil ki baat:-
Payar ka mere tune fayad bhout uthaya
Ek baat bata mere jaan tujh ko yeh yaad kya khabi aaya
Mane kha tha tujhe le lena jaan mere
Par dil na kabhi dukhna
payar se nafrat ho gae tere jaane ke baad
Tu to khel gaya humse jase hum hai Bai(without) jaan
Tujhe ab bulana mumkin nahi tune Kam hi esa Kiya
kise lagu yeh dil kise se tune hume use kabil nahi kiya
......... _by writer

Name-karan shergill

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Name-karan shergill

Age- 25

Profession- army

Dream - desh ki raksha kar chahai uske liye kuch bhi kar na pade

Family- janvi shergill=mother
Jai shergill= father
Priti shergill= bhabhi
Prem shergill= bhaiya
Ankit varma= bff
Vihaan Khan=bff
Monami Malhotra=ex gf
Kanika Sharma = to be wife
(Writer- may be not)

Nature-kabhi khadus the kisi ne payara bana diya
Kabhi gusel (angry) the kise ne muskurana sikha diya
Patar jese dil tha Inka kise inke us dil ko dhadka diya
Payar jse bakwas lagta tha use payar kar na sikha diya kise ne

Karan k dil ki baat:-
Jaan tere payar ka fayada nahi uthaya
Mane
Yaad hai mujhe vo raat Tara jab tune mujhe se kha dil na dukhu tera par kya karu mere jaan mere bas ma nahi
tha jo hua
Nafrat ko payar karna sikhaya tha
tune
Phir kase bhul gayi vo hunar jo tune
sikhaya tha mujhe
Mana ki khel Raha tha ma tujhe se
Par Marzi nahi thi vo mere
Bul jaa mujhe apne zindagi ma aage
jaa ma tere payar ke layak nahi
Aaj bhi tere yaad bhout tadpati hai
Ma hi jaanta hu mujhe nind kase aate
Hai
Dokha de ke tujhe me apne aap ko tota paya kese batu tujhe mene apne
aap ko kese samjha ya
_by writer

So this is introduction of main lead in next part there is introduction of other co-actor

Byyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyy guys aapse fir milu gae tab tak ki liye byy byyy tata and khode(horse) bache ke soja

Nazariya Apna Apna Where stories live. Discover now