BGM

Main Kabhi Batlata Nahin
Par Andhere Se Darta Hoon Main Maa
Yun To Main,Dikhlata Nahin
Teri Parwaah Karta Hoon Main Maa
Tujhe Sab Hain Pata, Hain Na Maa
Tujhe Sab Hain Pata,,Meri Maa

Ks - aap aise Roya mat kijiye Ammi ko dukh hoga agar aap Tut jaenge to Ham sabko kya hoga Ab To strong hai na...

Hm ( rote rote) ne...hii.. my...aa mya St..rroonng nehi hu .. har kisi Ko lagta hai main strong hun lekin koi mere andar kya chal raha hai vah pata karne ki koshish nahin ki....

Ks (teary eyes) - Ham samajh sakte hain aapke andar kya chal raha hai agar aap ek chij ko lekar baith jaenge to aap Jinda kaise rahenge aur aadami Ko sukun nahin milega aapki halat dekhkar aap please hamare aapko...

Bheed Mein Yun Na Chodo Mujhe
Ghar Laut Ke Bhi Aa Naa Paoon Maa
Bhej Na Itna Door Mujkko Tu
Yaad Bhi Tujhko Aa Naa Paoon Maa
Kya Itna Bura Hoon Main Maa
Kya Itna Bura Meri Maa

Hm - aapko pata hai Abbu ke jaane ke bad Ammi kabhi bhi hamen chhod kar nahin gai thi Ham Jahan bhi jaate the vahan hamen hamare sath jaati thi abhi Ham bade ho gaye the to.....

Ks - Ammi ke bahut Kareeb the hai na Haseena!

Jab Bhi Kabhi Papa Mujhe
Jo Zor Se Jhoola Jhulate Hain Maa
Meri Nazar Dhoondhe Tujhe
Sochu Yahi Tu Aa Ke Thaamegi Maa

FIR donon hug break karte Hain aur Haseena Karishma ke samne theek se baithati hai aur bacchon ki tarah baten karne lagti hai Karishma se..

Hm (childish way) - aap..k..o aa..ppkko pata ...hai ..
Aapko pata hai ek bar Na Ham gir Gaye the kisi ko koi dos nahin tha fir bhi Ammi ne sabko danta tha aur ham bus Ammi ko Hi dekh rahe the..

Karishma bus Haseena ki baten sun rahi thi aur adore kar rahi thi...

Pahli bar vah donon acche se baat kar rahe the han samay galat tha lekin acche se baat kar rahe the...

Unse Main Yeh Kehta Nahin
Par Main Seham Jaata Hoon Maa
Chehre Pe Aana Deta Nahin
Dil Hi Dil Mein Ghabraata Hoon Maa
Tujhe Sab Hai Pata Hai Naa Maa
Tujhe Sab Hai Pata Meri Maa

Ks (soft tone) - FIR...! FIR kya hua

Hm - FIR... Fir Na ek din ham andhere kamre mein band Ho gaye khelte khelte aur vah hamen bahut dar lag raha tha Ham bahut roe ja rahe the aur Ammi bahar thi humne Bata bhi nahin sakte ki Ham yahan per attack chuke hain FIR bahut aadami hamen bahar nikala To Ham bahut Rone Lage The ammi ko pakad ke... Aur use din sari Raat Ammi ne hamen Lori sunaya aur kahani bhi FIR hamen jakar nind aaya...

Yah baat Kahi thi Haseena phir se Rone lagti hai aur Karishma ke God mein sir rakhti hai aur roe ja rahi thi...

BGM

Main Kabhi Batlata Nahin
Par Andhere Se Darta Hoon Main Maa
Yun To Main,Dikhlata Nahin
Teri Parwaah Karta Hoon Main Maa
Tujhe Sab Hain Pata, Hain Na Maa
Tujhe Sab Hain Pata,,Meri Maa

Ks Haseena ke Mathe ko saila rahi thi aur use khane ke liye bol rahi thi....

Ks ( Soft tone ) - Ham samajh sakte hain lekin abhi aapko khana padega Ham Mummy ki jagah To nahin le sakte lekin agar aap chahe To Ham aapko kahani Suna sakte hain....

Hm godse sir uthati hai aur bacchon ki tarah khwahish karne lagti hai...

Hm (childish way) - aap .... Aap Sach kah rahi hai aap hamen kahani sunaengi ?

Ks ( smile ) - han bilkul agar aap hamari baat sunenge to agar aap yah khana finish karenge to...

Hm - theek hai Ham finish karenge lekin aapko hamen khilana padega....

Ks - achcha theek hai Ham khila denge aapko aapko sab kuchh khana padega....

Hm - han Ham sab kuchh khaenge...

Karishma Haseena ko Apne hathon se ek nivala khilati hai FIR Haseena kahati hai...

Hm - aapane khana khaya?

Ks (smile ) - Ham aapki baat kha lenge ab pahle kha lijiye..

Hm annoying look to Karisma

Hm - nahin Ham nahin khaenge..(fake angry)

Ks - kyon ab kya hua aap kyon nahin khaenge Abhi To Ham aapko story bhi sunaenge...

Hm - nahin hamen story bhi nahin sunna hai..

Ks - kiu ?

Hm Karishma ki taraf dekhti hai aur...

Hm thought - Ham jante Hain hamari vajah se aapko bahut pareshani ho rahi hai lekin kuchh din jaane dijiye aapki har pareshani ki har ham nikaalenge Ham aapki Amma Ko sab Sach Bata denge FIR aap ki sari pareshaniyan dur Ho jaayengi bus kuchh din vate kijiye...

Ks - kya sochne lagi bataenge kyon nahin khaenge...

Hm - vah aapane khaengi To Ham bhi nahin khaenge aapko hamare sath khana padega..

Ks - nahin aap kha lijiye FIR Ham bad mein kha lenge...

Hm - nahin agar aap nahin khaenge To Ham bhi nahin...

Itne Haseena Apne hathon se kuchh nivala uthati hai aur Karishma ke munh mein de deti hai aise hi donon ek dusre ko khila rahi thi....

Khana khatm karte hi Karishma bolati hai...

Ks - Haseena ji aapko ek baat kahun..

Haseena ha mein note karti hai

Ks - aapse ek promise chahie dengi?

Hm - kaise promise.........?

That's it....

To Be Continue...

( Note - aap logon Ko बहुत-बहुत shukriya aap log hamare sath diye ek baat Ham kah rahe Hain dekhiae har story mein pyar major content Milan hona yah sab hota hai lekin meri story mein kuchh education kuchh sikhane ki baten yah koshish karte Ho likhane ki lekin kuchh log Hain Jo yah pasand nahin kar rahe hain vah log kah rahe hain bus story mein love story de jao Milan karva do aap hi kahe Ham Kya Karen)

......................................................

To aaj ka part yahan per hi khatm hota hai...

Vote karna mat bhuliye aur please support kijiye...

Intezar Karna stay tune.......

Bye.... 🙏🏻

𝙿𝚢𝚊𝚛 𝙻𝚊𝚏𝚣𝚘𝚗 𝙼𝚎𝚒𝚗 𝙺𝚊𝚑𝚊𝚗Where stories live. Discover now