Chapter 18 💫

3.6K 379 41
                                    

Please do follow me ❤️

Back to Story

After completing Dinner every one went to their respective rooms

Sidharth walking in the corridor we can say he is waiting for shehnaaz

But shehnaaz is in her room

Sidharth goes to her room and sees she is sleeping

Sidharth picks her up in his arms and takes her to his room

Shehnaaz : kaun kaun ??

Sidharth closes her mouth

Shehnaaz: aap ..kyu mujhe yaha lekar aaya ? Kya ye mein jaan sakti hu ??

Sidharth: meine kaha na yahi sojaane ke liye

Shehnaaz: woh sirf kal ki baat hai na

Sidharth: nahi shaadi ke din tak

Shehnaaz glares at him

Sidharth: mujhe neend aa rahi hai thak gaya .. sojane do biwi

Shehnaaz thinks he is tired and says acha sojayiye

Sidharth sleeps holding shehnaaz strongly

Shehnaaz also fell into sleep

Sidharth smiles that she convinced easily to his words without any argument

Morning

Shehnaaz wokeup early and goes to her room

Noor sees shehnaaz coming from sidharth room

Noor cleans the spectacles and puts again

But no one is there

Noor: mei kuch jyada soch rahi hu aaj kal shehnaaz ke baare mein .. shayad issliye mujhe aisa laga..

3 days to Faizal Inaya wedding

Hifza : Aaj mein kuch nahi sunne wali hu aapki beti ki shaadi mein aap nahi aa sakte ho toh.. kya bataungi mein sabko

Ali: mujhe bhi pata hai begum par haal aisa kuch hai mein aur jeh(zahra dad) yaha rehna bahot important hai

Hifza : aap har baar aise hi kehte ho .. mein nahi baat karnewali hu .. phone rakhiye

Ali ashraf disappointedly ends the call

Sidharth: kya hua ammi aap itni udaas kyu?

Hifza : aapka papa nahi aa raha hain shaadi ke din bhi says sadly

Sidharth listens and keep calm

Hifza : acha aaj se koi kahi nahi jayega sirf shaadi ka kaam karega

Sidharth: aap jo kahe wahi hoga ammi

Meanwhile shehnaaz comes with office bag

Hifza and sidharth looks at her

Hifza : beta mein kal raat bataya na tumko aaj se no office

Shehnaaz : ji tai par mere boss se bahot saare calls aa rahe hai woh sirf 1 din leave dena chahti hai .. toh mujhe jaana hai

Hifza becomes so sad knowing shehnaaz also can't accompany her in wedding works

Hifza : sab jao sab apne kaam mein lagi raho.. mein akele hi karsakti hu meri beti ki shaadi says sobbingly

Shehnaaz eyes get teary and pleads hifza not to cry

Shehnaaz: tai mein ghar se kaam karungi aap chintha mat karo mein bas office jaake file submit karke aajaungi .. office work mein ghar se karungi

Hifza nods

Nikkah ❤️Nơi câu chuyện tồn tại. Hãy khám phá bây giờ