Ks - lekin Ammi aap kyon khamokha..........,

Ammi - are kuchh nahin sunna mujhe..... Kya Bahu ka sirf farsh hota hai sabko khyal rakhne ka SAS ka koi kartavya nahin hota hai kya aur tum meri Bahu nahin meri beti Ho.... aur tum chinta mat karo ham use nalayak ko samjha denge...

Karishma bahut jyada Khush hoti hai aur Ammi ke gale lag jaati hai.....

Ks - aapka बहुत-बहुत dhanyabad ammi aap nahin jante aapane Kya Kiya I love u Ammi....

Ammi - han han theek hai theek hai ab tum bhi maska lagana Sikh gai Ho hansne ke jaise jao nashta karo chalo a jao a jao Ham donon ek sath karte Hain nasta.....

Aise hi donon nashta kar lete hain aur Karishma apni kamre mein chala jata hai....

Evening......

Haseena officer Ghar aati hai aur aate hi Ammi use rok leti hai kamre me jaane ke liye....

Ammi - Haseena Zara sun to tujhse kuchh baat karni hai....

Hm Ammi ke paas aati hai...

Hm - han han Ammi boliye...

Ammi - yahan per Aakar baith batati hun...

Hm - achcha Ham baithte Hain usse pahle aap bataiye aapane khana khaya aur dawai Li..?

Ammi - are uski chinta to mat kar meri Bahu hai na ...nahin nahin meri Beti hai Na vah sab khyal rakhti hai.....

Hm (annoying) - achcha theek hai FIR tu Kahan hai aapki Bahu yani aapki Beti.....!

Ammi - vah kamre mein hai rest kar rahi hai uske pass bad mein jana pahle meri baat sun....

Hm - han boliye na Ammi Ham to aapko sunane ke liye yahan baithe Hain...

Ammi - Kya tujhe pata hai Karishma ne apni padhaai Puri nahin ki hai..?

Hm - nee Ammi hamen kaise pata hoga aur unhone hamen bataya bhi nahin...

Ammi - Kya tu bhi itne din Ho Gaya abhi bhi tujhe pata nahin chala ki Karishma ne apni padhaai chhod di hai bich mein To tujhe pata kya hai Karishma ke bare mein....

Hm thought - ab aapko kaise batao Ammi Ham unke bare mein kuchh bhi nahin jante chaliye Aaj pahli bar aapse sun rahe hain unke bare mein

Ammi - are kahan soch mein pad gai....

Hm - kahin nahin Ammi Aap boliye...

Ammi - Ham chahte Hain ki Karishma fir se apni padhaai shuru Karen....

Hm - lekin A...mm...iii....

Ammi cut her sentence...

Ammi - lekin lekin kuchh nahin Ham kah rahe hain na aur tu chala jata hai सुबह-सुबह vah akele Ghar per Bore Ho jaati hai..
Hamara Umar Ho Gaya hai Ham kitni der baat Karen usse..

Hm - hamen yah aap kya kah rahi hai aapki Bahu hai vah aapka khyal rakhna uska kartavya hai...

Ammi - kartavya to Tera bhi hai tu Beti hai meri lekin tu To mere pass nahin rahti....

Hm - Ammi Hamara kam hai Ham agar Ghar per baithe rahenge to Kam Kaun Karega...,?

Ammi - yahi to main bol rahi hun..
Dekh tu सुबह-सुबह Chali jaati hai
Vah bechari Akeli Ghar per rah jaati hai Na kisi se baat Karti hai theek se...

Hm - to aap hai na aap unse baat kar lijiye...

Ammi - Haseena Tera dimag Kya tu office mein chhod kar aati hai..

Main kitni der baat karo mere bhi umra Ho Gaya hai tujhe pata hai ki main jyada der baat nahin kar sakti yah bol rahi hai..

Hm - achcha achcha theek hai aap kya chahte Hain ki main unki padhaai ke liye ya FIR jo bhi ho use han kah do...

Ammi - yahi yah Hui na meri Haseena wali baat.. han tu bus use bacchi ko fir se padhaai mein Bharti Kara de taki use mood bhi achcha rahe...

Hm - ji mate aapka aadesh sar aankhon per...., Ab Ham kamre mein jaaye?

Ammi - han han ja kamre mein aur han meri Bahu se kuchh mat kahana acche se baat karna (fake angry)

Hm - ji mate aapki Bahu urf beti se acche se hi baat karenge ab Ham jaaye...

Ammi ..- hmmmmm....

Haseena waha se Chali jaati hai Apne kamre mein aur jakar dekhti hai Karishma so rahi hai aur vah ek Tak Karishma ko dekhte hi rahti hai....

That's it....

To Be Continue...

......................................................

To aaj ka part yahan per hi khatm hota hai...

Vote karna mat bhuliye aur please support kijiye...

Intezar Karna stay tune.......

Bye.... 🙏🏻🌼✨

𝙿𝚢𝚊𝚛 𝙻𝚊𝚏𝚣𝚘𝚗 𝙼𝚎𝚒𝚗 𝙺𝚊𝚑𝚊𝚗Where stories live. Discover now