Naaz gave a faint smile, she has no right to hold him back she thought. They were sitting in Sid's balcony wrapped in quilt.

Naaz: Aap Sadia ke liye oncologist bane na...aap unko ko miss karte ho?

Sid: Miss karte hai but ab utna dard nahi hota jaise pehle hota tha. Wo sabse choti thi....aur sabse shaitan bhi. Uske jaane ke baad ghar ekdum khamosh ho gaya tha. Sabse jyada Ammi tooti thi. Tab itna bebas lagta tha. Wo bahut choti thi Naaz, uske jaane ka waqt nahi tha.

Naaz saw tears forming in Sid's eyes, she hugged him and rubbed his back. This was the first time he was talking about Sadia with anyone. His heart felt a little bit lighter after sharing his emotions.

Naaz: Allah ko shayad yahi manjoor tha. Ab aap logon ko usse rukhsat karna padega, meri Ammi kehti hai jab tak hum jane nahi denge wo bhi aage nahi badh payenge aur hume pareshan dekh kar, dukhi rahenge. Aap unhe jane denge tabhi wo kissi aur roop mein wapas aayengi.

Sid looked into her eyes, they too had some buried pains 'Tumne apne Abbu ko kaise jaane diya?'

Naaz had a faint smile: itne bhi khudgarj nahi ho sakte the naa; to jaane diya. Hum nahi muskarate to Ammi kaise muskurati. Unse jyada to kissi ne nahi khoya tha naa.

Sid was amazed at the girl, she was delicate but yet so strong; kiddish yet so mature; undeniably a perfect blend. 

Sid: Tum bahut strong ho, hum sabse jyada. Aur samjhdar bhi. And thank you for today. Shayad ab main bhi jaane de pau.

He held her hand and pulled her in a hug. They slept like that. In the morning, Reesha came to Sidharth's room to wake him up as his Sakina Phuphi was coming today. She saw Sidharth and Shehnaaz sleeping together on balcony, she smiled looking at them and left with a hope that Naaz can always be her family. 

Reesha: Praveen, tujhe Sidharth kaisa lagta hai?

Praveen: yeh kaisa sawaal hai bhabhi. Aacha hi lagega, bacha hai humara.

Reesha: Humne bhi Shehnaaz bahut pasand hai

Praveen was confused: Aap kya bol rahi hai bhabhi. sabko aapne bache aache hi lagte hai

Reesha: Arey pagli, mera matlab tha, mujhe Shehnaaz Sidharth ke liye pasand hai. Reesha looked at Praveen's shocked expression 'Arey main to bas aise hi bol rahi, par hum soch sakte hai'. Praveen immediately dismissed the idea 'Bhabhi, bete ke aane ki khushi mein aap pagal ho gayi hai. Sidharth kabhi nahi manega iss rishte ke liye'. 'Main kaun sa abhi ki baat kar rahi hu, but agar aisa main kuch sochu to tujhe aitraaz to nahi hai naa' Reesha inquired. Praveen smiled 'Mujhe kyu hoga, agar ye hua to Naaz hamesha saath mein rahegi aur Sidharth se aacha shauhar kabhi mil hi nahi sakta usse'. 

Sakina came early, she was Salim's cousin and had a daughter, Ruma who was of the same age as Sajia. Naaz, Sajia had gone to college but Sidharth and Sadiq stayed back to meet Sakina phuphi. 

Sidharth and Sadiq: Assalam walequm

Sakina: Walequm assalam Bacho. Kaise ho Sidharth? Bahut saal baad mile

Sidharth: Sab khairiyat phuphi. Aap bataiye.

'Bahut aache ladke hai tumhare Reesha. Waise aapki mauhtarma kahan hai Praveen? Ghar itna khamosh hai, kahin bahar gayi hai kya?' Sakina said taunting Praveen. She continued 'Ruma bachi, jaa tu bhi Sidharth se mil le. Yeh bahut yaad karti thi Sidharth ko'. Sakina had always wanted Ruma to be married in Khan family and she can never get a better damad than Sidharth

In the afternoon, Sajia and Shehnaaz came back from their colleges and greeted everyone. Sidharth noticed Sakina and Ruma said rude things to Shehnaaz but coated with sweet words and smiles on their face. Sajia, Ruma and Shanaaz were talking with eo while Sidharth and Sadiq had gone out to buy something. 

Ruma: Padhayi kaisi chal rahi hai Naaz? Pass to ho jaati ho na?

'Haa appi, aachi chal rahi hai. Thode number kam bhi ho gaye to koi baat nahi 'apne Mamu' ka hi to college hai' she said lauging at her own joke.

Ruma replied rudely: Mamu ka hai; abbu ka nahi...bhooli to nahi ho na Naaz.

Sidharth and Sadiq had come back and heard their conversation. The trio sibling were furious as they all loved Shehnaaz very much, she was their family.

Sidharth: Ruma, aapko fiqr karne ki koi jaroorat nahi hai. Uske mamu aur abbu, dono usse bahut pyar karte hai and uska khyal rakh sakte hai. Aur aap apni padhayi pe dhyan de, phuphi bol rahi thi badi mushkil se donation de kar aapka MBA mein admission hua hai, Naaz to khud ki mehnat se doctor ban rahi. 

Ruma was quiet after seeing Sidharth angry. She said those things only thinking nobody was around them. She did act very sweet in front of everyone. Sidharth went back to his room not wanting to engage with these fake people. They also went back home after not getting enough attention from anyone. But Sakina had already done what she came for; talking to Salim for Ruma and Sidharth's nikah.  


Sukoon (completed)Where stories live. Discover now