Samrakhi meet 😊

103 15 20
                                    

Hello guys 😊
Here is chapter 4
Let's start......
.
.
Countinue from last chapter.........

It's night......

(Ye baat jab arun ko pta chali ki chahek jal gayi pakhi ki vjh se... To gusse mein Arun bhi pakhi ko room mein jake use maarta hai....
(Yaar kya kroge baar baar pakhi ko pit ta dekh isliye bass padh lo ki maara hai ab pura detail mein rehne do 😜)
Our.... Iss baar jab vo pakhi ke room se bhr nikalta hai to..... Door ko lock karna bhul jata hai sirf band karke jata hai..... Our koi puchta bhi nhi ki door lock kiya ya nhi)

Next day in morning 🌄

Other side.....

(Samrat apne room mein hota hai... Use dobara fever ho raha hota hai... Our headache bhi.... To vo apni mummy papa ke room mein jata hai... Monika bed par bethi hoti hai)

S- mumma

M- hmm

S- mujhe bht bukhar ho raha hai... Utar hi nhi raha our sir dard bhi ho raha hai

M- to madicine lo our so jao.... Mujhe kyu pareshan kar rahe ho... Jao jake so jao....itni chhoti si baat par mujhe mat pareshan kiya kro.... Fever tumhe hai to tum apna khayal khud rakho mujhe kyu keh rahe ho

(Samrat was very hurt to listen these lines from her mom...... Samrat goes from her with moist eyes..... Our samrat ko bht gussa bhi aaya hota hai..... Samrat calm down hone ke liye park jata hai)

Other side.....

(Chahek school gayi hoti hai... Arun office.... Our renu apne room mein hoti hai.....
Pakhi apne room mein bed par bethi hoti hai apne legs ko hug karke.... Tabhi vo dekhti hai ki door bht thoda sa khula hua hai)

P- door khula hai kya...... Dekhu... Agar kisi ne dekh liya to.... Koi nhi dekhti hu ek baar

(Pakhi bed se utarti hai door ke paas jati hai.... Pakhi pehle door ko apni finger se thoda sa touch karti hai..... Then pakhi door thoda sa open karti hai)

P- ye to khula hai...

(Pakhi bhr dekhti hai vaha koi nhi hota)

P- yehi sahi mouka hai..... In sab se dur jane ka.... Jaldi koi aa na jaye

(Pakhi jaldi se door open karti hai our bht jaldi stairs se utarti hai our dheere se bhr ka door open karti hai our vaha se bhag jati hai..... Pakhi bht scared hoti hai our jaldi jaldi breath kar rahi hoti hai...... Pakhi bht tez bhagti hai use kuch nhi pta hota ki vo kaha jayegi kya karegi.... Pakhi ko bass ab vaha se nikalna tha..... Pakhi ko jaha rasta dikh raha tha vo vahi ja rahi thi...... Pakhi ko kuch pta nhi hota hai ki vo ja kaha rahi hai..... Pakhi thoda dur jati hai our use pta hi nhi chalta vo ek park mein pohoch jati hai.... Pakhi bhaag rhi hoti hai tabhi ek men se takra jati hai our gir jati hai..... He is samrat)

S- i am sorry..... Aapko chot nhi lagi

(Samrat pakhi ka haath pakad kar use khada karta hai our vaha ek bench par bithata hai our side mein samrat bethta hai)

S- aap thik to hai na.... Our ye aapko itni chot kyu lagi hai.... Our aap ese bhaag kyu rhi thi

P- ku....kuch nhi.... Sorry

S- it's ok..... Vaise aapka name kya hai

P- pakhi our aapka

S- samrat

P- nice name

S- aap apni family ke saath rehti ho

P- nhi

S- akele rehti ho

P- nhi

S- fir kaha rehti ho

P- abhi to kuch pta hi nhi hai

S- kya matlab

P- mein ghar se bhaag gayi

S- kya (shocked)

P- haan

S- kyu 

P- sab bure log rehte hai vaha

S- esa kya kiya unhone

P- mein nhi bta rahi

S- ok jab aapka mann ho to aap bta dena

P- ok

S- ye aapne apni halat esi kyu bna rakhi hai...... Itni saari chot lagi hui hai aapko

P- ye halat maine nhi bnayi.... Unhone banayi

S- kinhone

P- mere mosa mosi ne

S- kya..... Par tumhare mummy papa ne kuch nhi kaha

P- vo iss duniya mein nhi hai

S- oh.... Sorry

P- koi nhi

S- friend banogi meri

P- umm.... Ok

S- to ab kya socha hai kaha rahogi

P- kuch socha hi nhi hai

S- aapko itni chot lagi hai aapko doctor ke paas jana chahiye

P- kaise jau

(Samrat ko pta chalta hai ki pakhi ke paas paise nhi hai isliye)

S- aap mere ghar chaliye mein aapka first-aid kar dunga

P- par.... Tumhare gharwale kya sochenge

S- mere gharwale abhi ghar par nhi hai

P- kya

S- vo kahi ghumne gaye hai

P- tum nhi gaye

S- nhi

P- kyu

S- ese hi..... Tum chalo

P- (in mind) kya mujhe ispe bharosa karna chahiye..... Mein to abhi inhe ache se janti bhi nhi.... Agar ye ache insan nhi hue to.... Lekin baato se to nhi lagta ki ye bure insan hai

S- kya hua.... Kaha kho gayi 

P- kahi nhi

S- dekhiye I know shyd abhi apko dar lag raha ho mujhse.... Par mein bura insan nhi hu.... Ya fir agar aapko ghar par kuch bhi galat lage to aap mujhe maar sakti hai mujhe koi problem nhi hai

P- kuch bhi mat bolo

S- to aap chal rahi ho mere saath

P- umm.... Ok

S- thank you mujhpe bharosa karne ke liye 

P- thank you meri help karne ki sochne ke liye

S- to chale

P- hmm 

••••••••••••••••••••••••••••••••••••

Hope you like this chapter??

What will happen next???

Bye 👋
See you soon 🔜🔜
Love you all 😘🥰🥰🥰🥰

He's her light Where stories live. Discover now