Chapter-4

378 61 8
                                    

Next day king go to Village to meet nandini like a normal people with senapati and  some soldiers.He reached there and asked a man . Man told him about nandini home .
He see veer there .
King - Suna beta kya tum bata sakte ho is ghar main jo ladki rehti hai wo kaha hai .
Veer - aap nandini didi ke bare mein puch rhe hai .
King - Nandini bahut pyara naam hai .
Veer - lekin aap kaun hai .
King - Hum ek Musafir hai kisi ne humein bataya ki is ghar main jo bhi aata hai bhuka nahi jaata to hum bhi aa gye .
Veer - Bilkul sahi suna hai aapne aap thodi der baithiye nandini didi aati hi hongi .
King - thik hai waise tumhara naam kya hai .
Veer - veer naam to suna hoga . Aapka naam kya hai
Listen this king smile .
King - Hamara naam bhi veer hi hai .
Veer - acha ye to achi baat hai . Lijiye nandini didi aa gayi .
Listen this king turn and see Nandini .

Nandini come to them and see king and ask veer about him and veer tell .
Nandini - aap thodi der baithiye hum abhi apke liye khana late hai .
Saying that Nandini go inside and king sit with veer . Nandini serve food to them and they eat .
King - ye tumne banaya hai .
Nandini - ji
King - bahut acha hai .
They eat the food but suddenly sarpanch come there with  some people come there
Nandini - aap sab yaha .
Sarpanch - humne tumse ye Ghar Khali karni ko kaha tha tumne abhi tak kiya nai .
Veer - lekin agar hum Ghar Khali kar denge to hum jayenge kaha .
Sarpanch - wo to tumhare baap ko karz lene se pehle sochna chahiye tha khud to mar gya aur tum dono ko chod gya .
Veer - ap hamare pitaji ke bare mein aise bat nahi kar sakte .
Sarpanch - acha to phir kya kahun .

Listen this king is getting angry come to them and give them some gold coins .
King - Chale jaiye yaha se aur dobara kabhi inhe pareshan mat karna .
Sarpanch - kaun ho tum aur inki madad kyu kar rhe ho .
Listen this senapati come to them .
Senapati - izzat se baat kariye aap Vijay Nagar ke maharaj se baat kar rhe hai .
Listen this every one is getting shocked.
Sarpanch take the coin and left for there.
Nandini - aap ko hamare liye ye karne ki zarurat nahi thi.
King - Apni beti ke liye main nahi karunga to kaun karega .
Listen this veer and nandini is confused .
Nandini - hum samjhe nahi .
King - nandini aap hamari beti hai .
Then king tell her everything and nandini is shocked to listen this.

King - nandini apka pariwar apka rajya apka intezar kar rha hai kya aap hamare sath mehel chalengi .
Nandini - nahi
King - lekin kyu .
Nandini - hum bahut khush hai ye jankar ki hamara ek pura pariwar hai . Maa pita bhai behen sab hai lekin iske liye hum apni ye duniya nahi chod sakte. Yaha veer hai aur yaha ke baccho ko hamari zarurat hai hum ye sab chod kar nahi Jaa sakte .
Veer - nandini didi main samjhta hoon apko hamari chinta hai lekin aap ek Rajkumari hai . Apke pariwar ko apki zarurat hai apko Jana chahiye .
Listen this king smile .
King - humein bahut khushi hui apki vichaar jankar . Nandini hum apse wada karte hai ki baccho ko koi takleef nahi hogi aur veer hamare sath chalega .
Listen this Nandini is getting happy.
Nandini - shukriya .
King - senapati ji sainiko ko mehel bhejiye aur rani sa se kahiye ki swagat ki taiyari kare hamari beti aur vijay Nagar ki Rajkumari ghar wapas aa rhi hai .

Ankhon ki Gustakhiyan Where stories live. Discover now