Everything comes to an End....

Magsimula sa umpisa
                                    

K – tho deal kisne kiya..

VK – duniya me kahi chote chote country hai jaha par unhee koi mud kar nahi dekhtha tha...unn logo keliye government koi bhi facility nahi kar pa rahi thi...kyuki vaha ke log inthne weak hotha hai ki koi kuch bhi kaam kar hi nahi saktha.....isliye vaha ki government ne kahi logo se madad mangi par koi bhi unki madad ke liye tyaar hi nahi tha..na unhee accha khana miltha aur na hi accha life....jab unn logo ko humare baar me pata chala tho aaye tho research karne..but jaise inhee iss immunity ke baare me pata chala tho unhone ek deal kiya ki..aagar humare Madison ke baache unke saath jaaiye.... military aur sports me participate kare tho unke liye bahut hi accha hoga....pehale ye sunn kar hum isse ek opportunity samjh raha the..fir jab unka intension kuch aur hi tha tho humne maana kar diya..

H – kasie intension..

VK – yaha ke baach ko kidnap ya smuggling karne apne saath le jaatha ur unhee aise drugs dethe ki unhee khud ke baare me pata hi nahi hotha ki koun hai..aur saare baatho ko bhula the the aur vaha uss vdesh me apne nayi zindagi shuru karthe...ye log unhee train karthe hai for military and sports keliye taki unn logo ko facility mili....pehale unn logo iss baar shak tha kahi unke ye experiment fail na ho jaaye par jab humare ladka..Olympics me gold le aaye tho puri duniye ko apne taraf kar diya tha...matlab humare ladke unke desh keliye khel the hai kaam karthe hai...aur naam aur fame unhee jaatha hai.... ye success hone laga tha tho unhone deal kiya haar 10 saal me ye log humare Madison town se bacche ko le jaayge jab ye 2 saal ke honge....kyuki unke liye vohi wqt hai unn baache ko train karna...2 saal ke bacch ko train karna inthne aasn jo hai....aur humara kaam hotha tha ki hum ye immunity ko barkara rake...isse hume inthne pasie mil raha the ki kya hi bole...sab kuch aache se chal raha tha...kisi ko shak bhi nahi lag raha tha..bahar ke logo ke keliye ye sab ek radiation problem thi..isliye koi kcuh nahi kaha sakatha tha....par kuch saal pehale ye immunity dheer dheer karke kahatm hone lagi..aise lag raha tha ki log puri tarah se heal hone lage hai....jab vdesh ke doctors ne humare baccho ka test kiya tho unhee ye baat pata chala aur unhone hume warn kiya ki hume kisi bhi haal me iss immunity ko heal hone nahi dena chaiye nahi tho bahut muskil ho jaayegi..unke iliye bhi aur humare liye bhi...

Hume kuch bhi karke aise kuch karna tha jise hum logo ke immunity heal hone se rok sake...fir humne plan baanaya ki kyu na hum khud ek formula create kare jise hum logo ko dethe raha aur unki immunity kabhi heal na ho....humne kahi researchers ko pasie se karid liya tha..aur vo log Project X- D me kaam karne laage...aur vo jasie dawai baanane lagi ki jo affect radiation se huva tha hovi affect uss dawai me ho..aur inn logo ko bina baathaye khila the raha par vo sab karna humare liye mushkil tha....isliye humne usse liquid me convert kiya aur yaha ke pani ke mix karth diya...jise logo ko pata hi nahi chalegi ki unke piche chal kiya raha hai...iss plan se hum sab kush the.. par sab kuch kahatm ho chuka tha jab ye baat Neelam ko pata chala...

K – unhone tho Antidote baane ki koshish ki thi na...fir usse destroy kyu kiya...

VK – Neelam ko hum fir project me kaam karne le aaye the..jab unse antidote ke baare me baathaya tho hum shock ho gaaye the kyuki hum ye chahathe nahi the ki ye sab ho..par vo baar baar baana the gaayi aur hume destroy karthe raha....fir achanak unse ye plan ko drop kiya aur projects me kaam karne lagi....fir hume pata chala ki usne humare medical centre me spy camera laga ke raka hai hum par nazar rakne...

A – tho unhee pata chal gaaya tha ki tum log kya kar raha ho...

VK – bikul...usse Project X-D ke baare me pata chal gaaya aur usne sabot kata karne lag gaayi....jaise hume pata chala tho hum uske piche pad gaaye.....vo police ko ye baat baatha thi humne usse maar diya...humare liye vo asan kaam tha but usne jaane se peahle bahut hi baada kaam kar diya jise keliye humare liye mushkil ho gaaya....

H – aise kya kiya unhone...

VK – Neelam ne jaane se pehale apne antidote humare baanya huve liquid me daal diya..ye baat hume pata nahi tha..but jab hum isse testing keliye le gaaye the jab hume pata chala ki usne kya kiya...

The Dark Memories..Tahanan ng mga kuwento. Tumuklas ngayon