Another entry of the same month and Haseena sits straight to read it as it's a long one....she keeps the diary on the bed reads it...

Entry – 6

Sept 2010, 4:20..

Mujhe pata chal gaaya hai iss Madison me kiya ho raha hai aur ye bhi pata chal gaaye hai ki ye log mujhe kyu laaye hai....maine pehale hi iss diary me likha tha yaha kuch ajeeb ho raha hai aur aaj jaake sure huva hai..mujhe ye sab baathana tho nahi chaiye kyuki ye bahut hi confidential hai but aagar nahi bhi baathaya tho hum log bahut mushkil me ho jaayege.....iss Madison ke history ke baare me tho sunna hi hoga jaha par sirf ladke hi born hothe hai ladkiya nahi....hum sab issi ko research karne yaha aaye the ki ye sab kis liye ho raha hai...research karne se baat samne aayi hai ki bahut saal pehale yaha par ek chota sa atomic centre huva kartha tha...aur usme kuch experiment galath hone ke karan pura centre hi blast ho gaaya tha aur uski radiation se human ki immunity me asar hone laga..isliye yaha ke logo ko ladki nahi ladke hone lage...but abhi humne experiment aur research kiya ki ab ye radiation iss jagh me kaam hone lagi hai aur effect bhi human body me bhi kaam dekhne laga hai...baas uske keliye aagar ek antidote tyaar kiya jaaye tho hum yaha le logo ko cure sakthe hai aur aage ke kuch saalo me iss jagha me ladkiyo ke guj sunne ko milega..aur future generation ko bhi bacha sakenge..ye tha mere proposal aur isse mere team aur yaha ki management bhi bahut hi kush thi...aur mujhe antidote baana ki permission bhi diya gaaya...par baat tho mujhe aage jaakar pata chala ki yaha asal me ho kiya raha hai.....

Jasie hi mujhe permission mile ki iss ka antidote baana keliye tabse mere lab me kuch na kuch ho raha hai...aur mere experiment baar baar laaga taar fail ho the jaa raha hai...maine haar taraf se iss antidote ko baane ki koshish ki par kuch huva hi nahi...aisa lag raha tha ki shyd mujhe ye sahi tarah nahi baan raha ya fir kuch tho gadbad hai....bahut dino ke practise ke baat mujhe solution mil gaaya aur maine ek antidote baana bhi di...bahut kushi ka din tha....but jab agle din yaha aayi tho dekha ki humar centre me short circuit ke karan antidote ke saath pura lab bhi jaal gaaya hai...saari ummed hi utt gaayi but mere team ko firse baana ne ko kaha....

Mere team biche hattne lagi aur kahane lagi ki hume ye antidote idea ko drop kar dena chaiye...but maine zid ki aur mujhe kisi bhi haal ye karna tha kyuki ye logo ki zindgai ka sawal tha....fir bhi lakh koshish karne ke baad maine baana di aur fir se apne management ke samne present kiya...isse vo bhi kush the......maine bahut dino se continuous kaam kar rahi thi isliye mujhe kuch dino keliye chutti di gaayi...but mujhe nahi pata tha ki ye log kuch aur hi plan baana raha hai......ek din chutti ke wqt me kisi kam se vaapas aayi aur vo bhi night shift me....apne lab gaayi kyuki mujhe kuch kaam tha aur maine vaha kisi staff ko bhi nahi kaha ki mai aa raha hi...jasie mai apne lab aayi vaha kuch logo ki baathe sunn kar ruk gaayi...kuch sunnayi nahi diya but jithne sunna usse tho mere hosh hi udd gaaye....unhone mere antidote ko hi khatam kar diya...pata nahi kyu ye sab unhone kyu kiya...but jiss tarah se baat kar raha the uss yahi lagtha hai ye log nahi chachathe ki maine antidote baanavo...mujhe se yaha ruka nahi gaaya isliye vaha se chali gaayi...fir kuch dino ke baad jab maine join kiya tha vaha par sach me antidote nahi tha... mere team mates ne kaha ki yaha koi kuch dino pehale koi aaya tha iss lab ko saaf kane aur galathi se jisme antidote raka tha vo gira diya......mujhe pata tha ki sach kiya hai isliye maine react nahi kiya aur aage ka kaam bhi maine chodne ka decision liya...mai ye baat ab management ke aage rakne waali hoon..jaha par mujhe koi respect aur mere invention ki kadir nahi denge tho vaha par mujhe kaam karne manjor nahi....isliye maine pehale hi resignation letter le aayi...dekh the hai yaha kiya bol the hai...

"Ye kiya....aise bhi kiya log hai jo antidote ko thik tarah se safe kyu nahi kar raha...hume aise kyu lagtha hai jauru yaha kuch tho gadbad hai....isliye ye log baar baar iss antidote ko girane me lage huve hai...I hope Neelam ne iska pata kiya hoga...." Haseena talks to herself while reading the diary....

The Dark Memories..Where stories live. Discover now