bechara anirudh 😭 😂🤣🤭

816 46 7
                                    

Bondita ko shopping pa jana ha make a cute puppy face

Bondita folded her hand

Ya loo pati babu ka shopping cards credit 💳 cards cash aaram sa jana aapna dosto ka saath do teen din ( 2 3 days ) tak aaram sa shopping karna aapna friends ka liya bhi shopping kar lana chaho to pura London ka liya bhi shopping kar lana

Pati babu make a anger paut
Aap bhi mara saath chalaga balki aap hi mara saath chalaga

Kya.......😨 😱

Anirudh ko chota heart attack aa jata haa

Kya hua pati babu aap aasa chilaya kyu deakhiya nicha gir gaya aap aapna haat dijiya

Ani sit behind bondu and hug her from back

Shona eassa nahi ho shakta ki tum aapni friends ka saath nahi ja Shakti

Bilkul nahi jab mara pass mara pati babu haa to ma unka saath kyu jaaou

Kya 😨

Anirudh remember flash back

Are shona kaha jaa rahi hoo

Todi si shopping ka liya bass todi sabjiya lani ha or mara thoda saaman ha

Aacha to ma bhi chalta hoo vasa bhi ghar ma bore ho raha hoo

Jada sa jada ek ya doo ghanta ma hamm bapas aajayga phir ma aaram sa shona ka saath romance karuga 😁☺😉 think anirudh

Pati babu kya soch raha haa chaliya

Ha haa chalo

8 hours 55 minutes 326 seconds letter

Are pati babu aap bath kyu gaya aabhi aadhi shopping baki haa

Kya  😱 abhi or bhi kuch kharidna ka ha shona

Haa abhi to hamna sirf ghar ka saman liya ha or mara toda bhot saman haa abhi to bhot saaman baki haa

Ek kaam karo tum shopping kar lo ma ghar chala jata hoo

Kya phir shopping bags kon utthayga 😱

Kya kaha aapna madam 😑🤨

Mara Matlab tha pati babu aap aapni bondita sa payar nahi karata 😭

Aab issma payar kaha aagaya 🤨

Ha haa aagr mujh sa payar karta too mujha aakal nahi chod ka jaata ma aakali ladki sumsan road par itna bags laka gahr kasa jaugi 😭

Vasa shona mara bolna sa pahala too tum aakali hi jaa rahi thi naa tab to tumha aakala bapas aana pad taa 🤨😑

Aap saath aaya tabhi to mana itni shopping ki ha varna todi karti think bondita.....

Kya soch rahi hoo shona jabab doo pati babu koo

Ahhh....ahhh aap mujh sa payar nahi karta barrister babu aap nahi ha mara pati babu act like vaJayanti

Bondita tum ya bayjanti ki aavaj ma baat kar rahi hoo

Aayo bayjanti nahi vayjanti thik sa boliya

Vayjanti vayjanti aab ham kaam ki baat kar shakta haa 😡

Aayo pati babu ma vayjanti nahi aapki bondita hoo kam sa kam mujh sa to payar sa baat kijiya and start crying 😭 acting

Off ya bondita bhi naa aab ek hi rasta ha iss rokna kaa think anirudh

He pick her up

Pati babu kya kar raha haa ham public ma haa

Aab tumhara pati babu ghar jaka hi rukaga

Anidita's ansh (Season 1) CompletedWhere stories live. Discover now