chapter 27

274 33 15
                                    

In cafe

Kavin is waiting for Raghav Raghav comes there kavin stands nd handshake with him they both sit-down

Kavin : so kya baat karni thi aapko

Raghav : mr. Khanna mein ek business deal ki baat karne aaya hu

Kavin : par yaha aap office aa sakte the

Raghav : actually mein chahta tha ki first aap mera idea sun le

Kavin : hmm boliye

Raghav share his idea

Kavin : hmm interesting but mujhe apne team ke sath discuss karna hoga

Raghav : sure

Kavin : okk

Saying this they both left

In  beauru dushyant is completing his file when ishita message him to meet her at terrace dushyant reads her message nd see ishita already left after sometime he also left to terrace nd see ishita is standing there waiting for him

Dushyant : haa ishita

Ishita : sir mujhe aapse kuch baat karni hain

Dushyant : bolo

Ishita : sir aapne mujhse kal raat joh baat kahi main aapka koi jawab nhi diya tha

Dushyant : hmm

Ishita : sir maine iss bare mein bhot socha par mujhe nhi lagta ki yeh work karega

Dushyant : matlab tum kya kehna chahti ho

Ishita : mera matlab h sir mera jawab
Ishita nods her head in no dushyant understand her but he can't control his feelings so his tears made his way but he turns ishita also having tears in her eyes there is silence for sometime they wipe there tears dushyant turns to her with a smile

Dushyant : it's okk ishita... Jaruri nhi main joh feel karta hu ... Woh tum bhi karo maine tumse kaha...tha na ki tumhara joh faisala hoga mujhe manzoor hoga

Ishita : sir i m sorry

Dushyant : sorry kyu ishita isme tumhari koi galti nhi hain

Dushyant : par isse hamare bich kuch nhi badlega hum phle bhi dost the aur abhi bhi hain okk

Ishita hugs him he also hugs her his grip is tightning on her it's like he don't want to separate form her but after sometime they both separate

Dushyant : ishita ab ek acchi smile de do mujhe tumhare face pe yeh sadness bikul acchi nhi lagti

Ishita smiles

Dushyant : hamesha aisi hi hasti rehna

They both look at eachother

They come in beauru

In night time acp dushyant nd kavin are sitting on dinning table

Dushyant : dad mujhe kuch baat karni hain

Acp : bolo

Dushyant : dad meri haa hain iss rishte ke liye

Acp : par tum toh shadi nhi karna chahte the aur bina mile hi haa keh rhe ho

Dushyant : haa dad par ab mujhe samjh aagya hain mujhe shadi kar leni chahiye

Acp : par kam se kam mil toh lo usse jaan lo

Dushyant : dad aapne usse pasand kiya hain toh mujhe koi problem nhi hain

Acp : thik hain to phir dush woh log 2 din baad yaha aayenge aur tab toh shadi ki date kar denge

Dushyant : okk dad

Kavin is looking at him





In night dush in his room

Dushyant : kabhi socha nhi tha ki Joh pyar ke naam se bhi bhagta tha usse pyar hojayega my first love mera pehla pyar adhura reh gya aaj pyar ka ghum mehsoos kar rha hu sayad meri kismat mein pyar hain hi nhi zindagi mein pheli baar kisi se pyar kiya aur woh bhi nhi mila

Kavin enter in his room while knocking at door

Dushyant : arey kv aana kya hua

Kavin : aapko kya hua hain bro

Dushyant : mujhe kya kuch nhi hua

Kavin : bhai kya tha woh sab aapne bina mile rishte ke liye haa kaise kar diya

Dushyant : kv maine faisla le liya hain

Kavin : bhai kyu kar rhe ho aisa aap toh ishita se pyar karte ho na

Dushyant : par woh mujhse nhi karti

Kavin : kya

Dushyant told him everything

Kavin : bro aap ishita se pyar karte ho aap uss ladki ke sath khush nhi reh paoge aur na hi usse Khush rakh paoge

Dushyant : kv sayad meri destiny mein yeh hi likha h

Kavin : bro yeh aap galat kar rhe ho

Dushyant : kv ab tu ja mujhe neend aa rhi h

Saying this he push him outside of the room nd locked the door

Kavin room

Kavin : bro main nhi dekh sakta aapko sad aapki khushi ishita ke sath hain apne mann ko samjhane ke liye bhale hi aapne iss rishte ke liye haa kar di ho par main yeh nhi hone dunga

At ishita home she is talking on the phone with her parents

Ishita mother : beta hum log 2 dinn mein mumbai aa rhe hain

Ishita :thik hain maa

Phone rakh deti hain aur gallery open karke dhushyant ki pic ko dekhti hain

Ishita : dhushyant sir kitne acche hain ek baar bhi mujhse sawal nhi kiya na hi mujhe force kiya itne acche insaan ka dil tod diya maine main nasib mein toh pyar nhi tha par bhagwan ji sir ki life mein kisi aisi ladki ko bhejna joh unko mujhse jyda pyar de sake

She is crying she sleeps at the position























Aaj ki pheli

खुली रात में पैदा होती

हरी घास पे सोती हूँ

मोती जैसी मूरत मेरी

बदल की में पोती  हूँ

That's the chapter

Please do vote nd do comments

If you like please share as well as

Okk till then bye

❤️❤️❤️

ishq hua dosti ke dar par Where stories live. Discover now