Kavin : kyu

Purvi : kya kyu

Kavin : purvi tum meri liye yahan kuch der nhi reh sakti

Purvi : ofcourse reh sakti hu kavin par aap hi toh keh rhe the ki bhai aapko chodke chale gye toh isliye main unhe call kar rhi thi ki unhe batau ki unka bhai unhe kitna miss kar rha h

Kavin : main koi miss viss nhi kar rha unhe

Purvi : accha aap dono bhai kitne pyare ho aapko pta hain kavin jab aap icu mein the tab dushyant sir kitna dar gye doctor tak se lad gye the bhai sab kuch sehan kar sakte h par aap par ek kharonch tak bardast nhi kar sakte

Kavin : janta hu main dush bhai sirf mere bhai nhi hain he is a like mother to me he always there when i need him papa se itne saal tak dur rhe we both miss dad but bro kabhi apne chahre pe nhi dikhate the infact unhone hamesha meri care dad ki tarah kari meri fikr maa ki tarah maa ko kabhi nhi dekha par bhai ne mujhe kabhi maa ki kami mehsoos nhi hone di

Purvi : aur aap unhe hamesha ek nutanki bacche ki tarah pareshaan karte rehte

Kavin : main nutanki

Purvi : aur nhi toh kya

Kavin : purvi tumne kabhi sachin ke bare mein kyu nhi bataya

Purvi : kavin kabhi uss bare mein baat hi nhi hui

Kavin : sachin bhot accha dost hain na

Purvi : haa woh to hain par aap tension mtt lijiye aap mere bestfriend the aur hamesha rahenge

Kavin : woh mujhe pta h purvi main toh bas aise hi bol rha tha

Purvi : aap bhi na

In evening dushyant came hospital

Dushyant : kavin tujhe discharge mil gya

Kavin : finally i get rid of this place

dushyant told him that doctor said kavin ko discharge toh mil gya hain par usse abhi bhi rest ki jarurat hain kyuki uski body abhi bhi weak hain

Kavin is about tp get up but still weak so he can't able to stand properly
Dushyant nd purvi nods their head in disappointment they took him to car

Purvi : bhai ab mein ghar ja rhi hu aap log sambhal ke jana

Dushyant : ek minute tu akeli nhi jaayegi tu hamare sath chal

Purvi : bhai

Dushyant : no argument

Purvi nodded nd sits in the car beside kavin dushyant sits in the driving sit
Soon they reach purvi's home

Purvi : bye bhai bye kavin khyal rakhna

They nods nd left to home in driving kavin start singing

Bewafa tera masoom chahra bhul jane ke kabil nhi hain

Dushyant : kya hogya aise gane kyu ga rha hain

Kavin : ab aise gane na gau toh kya karu mera bhai bewafa hain

Dushyant : main bewafa kya bewafai ki hain maine

Kavin : aap ishita ko pasand karne lage ho aur aapne mujhe bataya bhi nhi

Dush : kya bakwas kar rha h tu aisa kuch nhi h

Kavin : toh phir aap ishita ki favourite cheez ke bare mein kyu puch rhe the purvi se

Dushyant mumured: yeh purvi ke pet mein ek baat nhi tikhti

Dush : woh toh usse sorry bolne ke liye

Kavin : sorry phir jagda kiya aur kamal ki baat toh yeh hain ki aapne apni galti maan li par hua kya tha

Dushyant told him the morning incident

Kavin : waah mere bro bade samajdar ho gye ho

Dushyant : kya matlab hain tera main abtak samjhdar  nhi tha

Kavin : nhi dushyant glare him nhi matlab samjhdar hamesha se hain aap par first time aapne ishita se mafi mangi na toh bas

Dushyant : okk

Kavin : waise bro sach batana kahi aapko woh acchi lagne toh nhi lagi

Dushyant remembers his moments with her nd a smile captured his eyes which noticed kavin ask him

Kavin : bhai ishita land se bahar aao

Dushyant look at him

Kavin : bhai aapko ishita se pyar ho gya h

Dushyant : what kuch bhi keh rha hain aisa kuch nhi woh sirf meri dost hain isliye maine usse sorry bola that's it

Kavin in mind : aap mano ya na mano  par aap ishita ko pasand karte hain aur kahi na kahi usse pyar bhi karne lage h

Soon they reach home






































That's thr chapter
Pls do vote nd comments

Target 34+votes nd 24+comments

Jaldi se target pura karo taki next update mil sake

Pheli for you guys

Ek table par Plate mein do santre raakhe hue hain kahne wale teen insaan hain teeno barabar kaise khayege

rule - na toh orange ka juice banana hain aur na hi Orange ka hissa karna hain

❤️❤️❤️

ishq hua dosti ke dar par Where stories live. Discover now