H – ki.....

E – she is no more.....Priya Accident ho gaaya....aur vo bhi ussi din jis din vo mujhe milna aayi thi...jasie hi mujhe ye news dekha..mere tho hosh hi udd gaaye..mujhe samjh nahi aa raha th ki ye kaise ho saktha hai...fir jab uski kaha huvi baat yaad aayi tho saare dots clear hone lage...aur mai samjh chuki thi ki jo bhi Priya ne kaha vo sab sach hai...aur ye bhi confirm ho gaaya ki Priya ke haath aise kuch mil gaaya jise ke karan unn logo usse humesha keliye shaant kar diya....

H – fir apne police ke paas kyu nahi gaayi..

E – kasie jaathi..mere paas koi proof hi nahi tha...expect for lab test...maine vaha ke officer se baat ki tho unhone bhi yahi kaha ki uski accident ek drunk an drive...aur mujhe yaad hai ki uss raat usne kuch piya hi nahi....in fact vo tho police ko baathane hi waali thi iss baare me par usse pehale hi vo chale gaayi...

H – apne uske ghar me check nahi kiya..

E – check kiya tha...par mere jaane se pehale hi unhone sab kuch saaf kar diya....fir bhi maine bahut koshish ki kuch pata laaga ne ki par kuch mila nahi...

H – apko Mr Vincent ke baare me pata kasie chala...

E – unki blogs ke karan..kahi news hai jo unki sachi hai...isliye maine unhee contact kiya..fir unhone hi kaha ki mujhe aapse baat karni chaiye...vaise bhi sunna hai ki aap bhi apne paper keliye news dudn rahi hai..

H – haan...par kabhi ye nahi socha ki inthni badi baat hogi...

E – tho kya meri madad kar sakthi hai...kyuki mujhe ye baat bahar lana hi hai..logo ko aur duniya ko bolna hai jo Winden me jo ho raha hai vo sab galath ho raha hai.....

H – par mai isme kaise madad kar sakthi hoon....

E – mai unke samne nahi jaa sakthi ....par tum jaa sakthi ho kyuki tum ek journalist ho.....aur baat pe doubt hi hogi.....aur mai ye kaam akele nahi kar sakthi...aagar tum mere saath chalogi tho mai andhar me kaam karugi aur tum bahar se kaam karna...

H – Elizabeth....aagar tumhe sach me madad chaiye tho humari behan se baat karo....vo bhi police me hai....aur vo tumari baat jaur maanegi....hum ye risk nahi le sakthe hai....

E – dekha maana ki tumari behan police me hai aaagr usne bhi nahi maana tho....kyuki mere sab sabut hai hi nahi..ye sab theory hai...isliey mai tum logo ki madad maag rahi hoon taki tum log iss duniya ko kaha sako ki yaha kya ho raha hai...plzz...meri madad karo...

Before Haseena could say anything her phone...she sees the caller id and smile creeps on her face....Elizbeth observes it and listens to her one side conversation carefully....

H – haan baba hum pouch gaaye......ohhh sorry hum bul gaaye.....ji nahi humne kuch khaaya hi nahi baas thodi der me kha lenge....ji jaise hi meeting kahatm ho jaaye hum apko fir call karnnge...haan bacha jarur karenege....accha thik hai aap bhi kha lijiye..rakthe hai....haan yaad se pastry le aayege....bye.....( smiles and hangs up the phone )

E – lagtha hai ki apki behan bahut pyaar karthi hai ...

H – haan..bahut...aagr hume kuch bhi ho jaaye tho bardash nahi kar paa thi....( shows her the photo of Karishma to Elizabeth )

E – ( smiles seeing the photo ) bahut hi pyaari behan hai...par aap bacha kyu bula thi hai...

H – ( keeps the phone aside ) vo kya haina ki duniye ke liye vo bahut badi hai aur kabil detective hai...par vo humare liye humesha bacchi hi hai...maa papa ke jaane ke baad hum dono ne khud ki zidhagi baanayi hai....aur aaj hum jo bhi hai ek dusare ke karan hi hai....humne bachapn se Karishma ko ek bacche ki tarah hi sambal hai...aagar unhee kuch huva tho hume kuch ho jaatha hai...aaj tak humare bina nahi rahi hai ..aagr kisi assignment keliye bhi jaana ho tho biche aa jaathi hai..ek din 10 calls karthi hai jab tak hum ghar nahi puch jaathe...puche tho bol thi hai unko humare bina din nahi nikal tha....isliye hume unki fikar raha thi hai...sahi kaha tho humari bhi dil bait jaatha hai jab tak hum usne baat nahi kar lethe...

The Dark Memories..जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें