S – ye body hume yaha hi mili thi...baache jab subha yaha khelne aaye the tab unhone hi usse dekha tha..

K – uske paas kuch mila..id ,bag ya kuch

S – bikul bhi nahi..aaj tak nahi pata ki ye kaha se aayi hai....iska face damage kiya gaaya hai taki hume pata na chale....jab ye mili thi uske body me pura injuries the....uske paas se hume kuch nahi mila..no id aur na hi koi bag...

K – ( thinking for a while ) uske kapde kasie the..

S – kapde se kya lene dethe na..

K – hai MR...kapde se hi hum pata kar sakthe hai ki vo koun hai...aur uske profession kya hai...kuch tho lead mila hoga na...

S – vaise kapde pe dhydaan nahi diya...par haan usne gown pehana huva tha like old one....jaise purane log pehane tha vaise...

K – forensic report usme kuch mila..

S – nahi..baas inthna kaha hai usse torture kiya gaaya hai...aur kuch nahi...

K – ( takes a deep breath and looks at the deep forest ) uss taraf kya hai..

S – restricted area hai..

K – restricted area hai...(shockingly )

S – jaan tha hoon ki tum kya soch rahi ho...maine bhi pehale vohi socha tha par vaha bhi kuch nahi mila in fact vaha ke barrier bhi thik tak hai...koi bhi gadbad bahi hai usme bhi....

K – ek baat puche...

S – sure...

K – tumare log ajeeb se behave kyu karthe hai..

S – ( offended ) kya matlab...

K – yahi ki jabse aaye hai tabse hume aise dekh raha hai jaise hume kisi aur duniya me se aaye ho...

S – vo isliey kyuki yaha ye pehale case hai jo murder ka huva hai..uppar se ye case bahar diya gaaya hai kyuki humare paas inthne sorces nahi hai....aur rahi baat logo ko ghurna ho tha shyd inhee tum khoobsoot lagi ho...( smiles )

Karishma gives him a stern look.

S – dekho jo sach hai maine kaha..aur loga ka ghurna ye mujhe kaise pata hoga...

K – ( signs ) tho aage kya kare...kuch tho investigate kiya hoga..

S – ( rubs her forhead ) well...maine kiya par kuch haat nahi laga..kyuki kisi ko bhi iski identity pata nahi hai...

K – kisi ne missing report likhavyi hogi na..

S – nahi jaha tak mujhe pata hai....humare yaha koi missing report nahi hai...aur mai sure hoon ye bahar se aayi hai..par koun hai ye bahut hi bada sawal hai...inke fingerprints ko bhi jala diya hai ki data base me bhi hume kuch mil na jaaye..

K – hmm...lagtha hai bahut hi planning ke saath ki hai...koi tho hai jo nahi chahatha ki uske baare me pata chale...

S – lagtha tho aisa hi hai...par humne pura town ka push tash ki par iske piche koi nahi aur hoga kaise....ye kaam yaha ka koi kar hi nahi saktha..

K – vo kyu...( folds her hand to her chest )

S – shyd apko yaha ka history pata nahi hai...aagar hotha tho aap aisi baathe nahi karthi...

K – aacha....ab baatha bhi dijiye...

S – ye Winden British ke samane ka hai...vo un logo ne iss jagha ko Military base baanaya tha....fir unke jaane ke baat humare logo ne bhi use karna shuru kar diya as secret..unki vo nahi chahtha the ki koi humare dushman ko yaha ka pata chale...yaha pe soldiers ko treat kiya jaatha hai...Doctors yaha din raat mahant karthe hai....pehale ye base huva karthe tha fir thoda thoda ye jagh family se baarne laga....yaha bade bade doctors huva karthe hai aur duniya kahi ke log yaha treat karne aaye karthe hai...aur aaj bhi..aise koi bhi bimari nahi hai jiska hal nahi hai...haar bimari ka treatment yaha cure hotha hai..jaise ye baat bahar ke logo ko aur government ko pata chala tho kahi funds aane lage....aur ye jagh khoobsoorti barane laga....

The Dark Memories..Where stories live. Discover now