..Sapnon ki taraf ek aur Kadam..

1K 49 5
                                    

IN Mumbai :

Monami was ready to start her new journey so she take a look to her mother's photo and take blessings from her and Said... Main apki beti hoon toh give up kaise kar sakti hoon .. Zidd toh mere khoon mein hi hain, hain na mamma. You know I love you and please bless me for my new journey i know it will be tough not an easy but i want to feel proud you and papa and I will... (With determination attitude).
Then woh chalti Hain devlali ki or apni sapno ki aur.

IN Delhi :

Ko : Main chalti hoon mom and dad and haa ap dono apna khayal rakhna. ko.m: Beta tum apna khayal rakhna.
Ko. D : And haa hamari chinta bilkul maat Karna and apna khayal rakhna okay.
Ko : Thik hain tho Main chalti hoon.
Ko M/D : All the best for your new journey. (at the same time) .
Ko : Hmm (While smiling and take leave from there and start to walking her dreams).

IN parakram's Republic Day :

Republic Day ke liye tayyari chal rahi hain academy mein....
F : Toh aj se hume civilians ko train Karna hoga.
Sa : Humne keh diyo hain kyu ki mana na kar sake Batra sir humri pita saman hain unka anadar kar kese sako hu.
KS : Toh aj aa rahe he woh naamune.
Agar unhe academy mein training leni hain toh pehele ek test pass Karna hoga.
F : Par karan woh toh civilians hain train nahi hain unhe training ke liye hi toh yeh mission start kiya hain.
Sa : Haa sir ji Faizi sir sahi keh raho hain.
Ks : Janta hoon koi bhi maa ke pet se hi soldier nahi banta bante woh training ke baad hain par academy mein enter karne ke liye bhi toh kabiliyat chahiye. Toh ane do un naamone ko.

Sab civilians ek line mein khare ho jaate hain and then our spl. Agents aate hain ki unne rules samjha nehi wale hote hain tabhi piche se ek awaj sunai deta hain...
Reporting sir Dr. Monami Mahajan... Sorry thoda sa late ho gayi woh tra- mid interrupted..

Ks : Jo time se nahi aa sakte woh wakth rehete kisi ke kaam bhi nahi aa sakte and ap kahi ki rani hain kya bole toh bethne ke liye chair mangbaye.
Mo : Sorry Sir... Next time se nahi hoga.
Ks : waise bhi agar test mein fail hogayi toh to apko ulte kadam se wapas jana HI hoga saying this he sigh her to standing in the line.
(She glare him and follow the order).
Uj : Yeh hain humari sir spl. Agent Karan shergill, spl.Agent Sanjana Dubey aur Spl. Agent Faizzudin Siddiqui.
Mo : karan shergill ya Khadoos shergill. (Monami murmers to herself).

Ks : So aj republic day hain and aj ke din bohot logo ne apni jaan deke kahi jaan bachayi hain and shahid hue hain toh agar dar lag raha hain toh ghar ja sakte hain ...is that clear .
Ev. Re : Yes Sir..
( Ev.Re = Every Recruits).
Ks : Toh har kisi ko ek test clear Karna hoga jo pass karenge wo academy mein honge and jo fail honge woh apne ghar laut jayenge. Is that clear.
Ev. Re : yes sir..
Ks : Suna nahi aur jor se is that clear.
Ev. Re : yes Sir ( loudly).
Ks : Toh 1600 hours mein apko jungle se tracking karte hue academy aana hain jo late hoga tho next chance nahi milega... Ustaad ji and spl. Agent Sanjana Dubey  apke saath rahenge...
I'm clear (with Stern voice ).
Ev. Re : yes sir

KS : (In Mind)  Mom and Dad main bhi apki tarah bhaiya ki tarah shergill ka sar uccha karunga.
Mo/Ko : I can do it (at the same time).

IN the Jungle :

Sa : Arre dada.. jinghuro jaldi kario na tho ahi se chalte banio.
(please bear with sanajana language.. Mujhe zyada nahi atta)

  SiMi .. .   Mere liye tum Kaafi Ho ... {Discontinued}जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें