What if they met online? (KarEena)

825 37 17
                                    

Anuseena are married, living in Mumbai. Karishma is married and stays with her husband and mother in law in Lucknow (Luckwow 😂) Karishma and Haseena, both are professional writer.

Mumbai, Gateway of India...

A girl around 27, clicking pictures with her friend Bhavika(😂). Suddenly she turns around and collided with a women near to her age and suprised to see each other.

Girl: Karishma?

Ks: Haseena?

Hm:- tu yaha kaise?

They hugged each other tightly

Ks breaking hug: mai toh mumbai kaam se aayi thi. Infact tujhse milne tere ghar aane hi wali thi.

Hm was about to speak when Bhavika came calling Hm...

Bhavika Sharma (Bs): Haseenaa

Hm:- yeahh

Bs:- kon hai yeh?

Hm:- Bhavika yeh hai Karishma, Anubhav ki behen hai. Aur Karishma yeh hai Bhavika, yeh meri colleague hai.

Both shake their hands

Bs:- waise Karishma ji aap karti kya hai?

Ks: I am a professional writer, and yes, you can call me Karishma.

Bs:- oh, even I am writer.

Hm:- btw bhavika, let me tell you ki Karishma sirf meri nanad nahi balki meri mentor, meri idol aur meri sabse achhi dost hai. Jisse mai bahut kuch seekhti hu (saying this she side hugged KS).

Bs:- Haseena Malik ki idol, matlab Karishma kuch toh baat hai aapme ki Haseena aapko apna idol aur mentor maanti hai.

Hm:- ha toh maanungi hi na. Karishma jaisi dost ho toh zindagi ban jaaye. You know what? We met online, on Wattpad. Karishma ko bachpan se hi likhne ka shauk hai. Aur mai bhi thoda bahut shayari likhti thi. Hum dono ek dusre ki books padhte the, and slowly we became very good friends. Phir mai isse mili peheli baar Lucknow me mili thi aur wahi pe Anubhav se bhi mili the. Wahi hume aur Anubhav ko ek dusre se pyaar hua tha.

Ks:- aur jitni mehnat humne anubhav bhaiya aur haseena ko milane me ki hai na utna zindagi me kabhi nahi ki.. Dono ekdam confused rehte the apni feelings ko lekar. Kabhi kabhi hume lagta tha ki indono ko ek dusre se pyaar hua kaise Kyunki dono ki preferences aur pasand ekdam alag thi. Aur indono ko jaisa Husbund ya wife chahiye tha voh bhi bilkul alag tha. Phir hume dheere dheere pata chala ki indono ko ek dusre se pyaar kyu hua.

Bs:- kyu hua?

Ks:- kyunki dono pagal hai. Abb pagal ko pagal se pyaar nahi hoga toh kisse hoga. Sabse bada matching toh yahi hai dono me.

Bs and Ks laughed while Hm frowned

Hm:- Karishma, tum hume pagal nahi bol sakti. Ha jaante hai ki hume gussa bahut aata hai aur kabhi kabhi samaj nahi aata ki hum khud kya bol gaye. Par iska matlab yeh nahi hum pagal hai, aur na anubhav pagal hai. Ha thode pagal the starting me, par phir humne unhe theek kardiya (proud of herself 😂)

Ks:- ha yeh toh sahi hai ki tumhare aane se humare bhaiya ki zindagi badal gayi. Pehele ekdam reserved rehte the, tumhare aane se thoda khul ke jeene Lage hai zindagi.

Hm:- abb tum Ghar chalo, aur milo apne bhaiya se. Voh bhi roz kehte rehte hai ki haseena, Karishma kab aayegi ya hum kab jaayenge uske pass. Bahut yaad aati hai uski, usko pareshan karne ka bahut Mann karta hai (laughed)

Ks:- ha toh chalo, hum bhi dekhe hume kaise pareshan karenge. Voh hume pareshan kare usse pehele hum karengi unhe pareshan voh bhi double. Areee hum behene paida hui hai bhai ko pareshan karne ke liye, hum bhi dekhe kya karte hai voh.

Hm:- ha ha chalo, hum bhi tumhari aaj madat karenge....

All 3 laughed😂
.
.
.
.
.
This short was related to anuseena_rulkilove and me, just thinking about our future😂 Finally anuseena_rulkilove ke request par maine yeh part likh diya😂

So this is the end of this short, next short will be out soon.
.
.
.
.
.
Note: Don't compare any of my Kareena/Yuki Shorts with other parts of the this story. Everything will be different in every short.

You've reached the end of published parts.

⏰ Last updated: Feb 14, 2022 ⏰

Add this story to your Library to get notified about new parts!

Maddam sir: Teri DhadkanWhere stories live. Discover now