Part 1- "30th Nov"

3.7K 113 14
                                    

(......) - thinking
*....*- Expression

This is happening after the Diwali party
----------------------------------------------

In morning🌞

Karan at the boys side

Karan- sab ke sab utho bohot ho gayi Diwali yah training karne aye the na ab utho sab namuno!

Sanjana at the girls side

Sanjana- sabh ke sabh jinghur utho bohot ho goyi Diwali Sab ke sabh nahake mess me aa jana
(Me- Sorry mujhe sajana ki language nahi aati hai 😅)

After everyone came at the mess and started the training

Faizi- Janab humne kal dekha kya ho raha tha 😉

Karan- Kya bolta rehta hai tu kya dekha aab tune 🙄

Faizi- yahi ki kaal aap Monami ke liye Diwali manane aaye 😏

Karan- Aasa kuch nahi hai tujhe kuch jayada hi dikhta hai

Faizi- ha ha hame hi jyada dikhta hai 😏😏

Karan- Faizi ghar wapas jana hai? 😏

Faizi- Hum toh mazak kar rahe the aap to serious ho gaye😅

Karan- mazak ho gaya ho to trainning karwane pe dhyan de

Faizi- 🤐

Just then Mr. Batra enters

Everyone- Jai Hind sir.

Mr. Batra- Jai Hind
Toh kal hamri academy me ek naya recruit aa raha hai

All trainers- okay sir

Mr. Batra leaves

Sid G- Monu bro kal ek naya friend aaye ga 😊

Monami- Sid tu kaise sure ho sakta hai ki friend banega *in sad tone*

Sid G- kyoki.... Ek minute tu itni said kyo hai

Monami- me kaha said hu *fake smiles*

Sid G- dikh raha hai kitni kush hai 🙄

Karan- Sid Monami aap yaha baat karne nahi aaye hai training pe concentrate kijiye

Simi- yes sir

Karan- (Monami aaj kuch udas kyo dikh rahi hai)

Sajana to Faizi- Sir ji aaj je doctornii kuch bhuji bhuji si na dikh rahi

Faizi- Ha sanju mujhe bhi esa lag raha hai. Aap kya kehte hai janab

Karan- (lag to mujhe bhi ye raha hai par bola toh ye fir se suru ho jayega) Pata nahi Faizi mene dhyan nahi diya

Faizi- Aacha thik hai ( hum jante hai janab aapko sab dikh raha hai par bata nahi rahe😉)

After training during lunch

Suman ji- Monami kya hua tu itni udas kyo hai

Karan- (Wah Suman ji man ki baat keh di aapne toh)

Monami- kuch nahi Suman ji me thik hu

Suman ji- thik hai

Sid G- Bro me janta hu tujhe kya hua hai aaj 30 Nov he na to tujhe uski yaad aa rahi ho gi

Karan- (Aaj kya hua tha? Monami ko kiski yaad aa rahi hai? Rani sahiba ko aakhir hua kya hai??)

Faizi- Sanju tujhe kya lagta hai Sid kiski baat kar raha hai *while looking towards karan*

Sanjana- Pata na sirji

Part End
Kaisa laga batana me ho sake toh daily upload karungi
Comment me batana kaisa laga
Thank you 😊

Next part will come soon

Again In Love 💕💕Where stories live. Discover now