Chapter-21

3K 231 12
                                    

Next day every one come to breakfast.
Dadu - Ab sab kuch theek ho gya hai toh mere khyal se nandni aur Manik ki shadi ho jani chahiye .
Nyonika - aap ne bilkul sahi kaha papa humein shadi usi date par karni chahiye jis date par fix hui thi .
Abhi - Ji aunty aur don't worry saari preparation hum kar lenge .
Anahita - bilkul aur bhai bhabhi aap dono please sad mat Rehna aap dono sad bilkul ache nahi lagte .
Manik - hum sad nahi hai doll kyunki hamare paas aap sab jo hai .
Listen this every one smile .
Raj - Toh phir aaj hi farmhouse ke liye niklate hai .
Then everyone doing there breakfast and do there packing .

After some time they start there journey for farmhouse. Manik, nandini, veer , Anahita, abhi aur Avni come to one car and dadu , Raj and nyonika and kairav and Aarohi come to one car .
Veer - Manik jiju kuch sunaiye na .
Manik - Mera man nahi hai veer phir kabhi .
Veer - ok
But Manik see veer is sad.
Abhi - koi baat nhi veer Manik to humesha gaata hai aaj main tujhe gana sunaunga .
Listen this avni and nandini is shocked.
Anahita - Abhi bhaiya aap bhi gaate ho.
Abhi - bilkul
Then abhi start singing . Listen his voice veer and Anahita closed there ears .
Avni - abhi band karo warna hum behre ho jayenge .
Listen this Manik start laughing.
Every one see him and smile .
Avni - Manik tum hi suna do .
Manik - Avni please sach mein mera man  nahi hai.
But suddenly they listen some one sing . They turn and see abhi is singing.

Tu jo rutha toh kaun hasega
Tu jo choota to kaun rahega
Tu chup hai toh mujhe dar lagta hai
Apna mujhko ab kaun kahega

Tu hi wajah
Tera bina bewajah bekar hoon main
Tera yaar hoon main

Car is stopped in a place. Every one come out and roam there for sometime. Manik stand alone in a place . Abhi go to him and sing .

Aaja lade phir khilono ke liye
Ku jeete main haar jaun
Aaja kare phir wahi sharartein
Tu bhagen main maar khaun

Meethi si woh gali teri
Sunne ko taiyar hoon main
Tera yaar hoon main
Hoo hoo tera yaar hoon main

Main go to him and hug him tightly.
Abhi - Manik bachpan ka dost hu tera bahut ache se samjhta hoon tujhe isliye tujhse keh raha hoon un selfish logo ke liye tujhe udas hone ki zaroorat nhi hai. Woh kabhi tere nahi the lekin jo tere hai unke liye toh tu khush reh sakta hai na .
Manik - Main teri baat samajh gaya abhi . Aaj se main bilkul sad nahi honga .
Abhi - yeh hui na baat warna soch aise roti hui shakal se sath teri shadi ki photos kitni kharab aati .
Listen this every one is laugh . Then they continue there journey.

Rooh ka Sukoon Where stories live. Discover now