EK PARIKSHA

557 55 37
                                    

Ananya is putting wheat  in the sun to dry it when she noticed someone legs .She look up and found Rani pari and Baal pari standing .She looks around to make sure that no one is seeing them and then stands up and takes them inside her grainery.
Ananya-"Aap dono yaha phir se kyu aayi hai.Humne keh diya tha na ki humara nirnay nhi badlega"

Rani pari-"Hum aapko kuch samjhane nhi aapse madat magne aaye hai.Kyuki aapne hi kaha tha ki aap pari lok ke prati apne farz ko bhi nibhayengi .

Ananya-"Kaisi madat ?

Rani pari-" Jab se aap pari lok chhor kar gayi hai aam pariyo me asantosh badh raha hai aur aapke aur Balveer ki Vivah ke baad ye aur bhi jyada ho gaya hai. Pari lok ki Rani hone ke nate humara dayitva hai ki hum aam pariyo ko ye yakin diliaye ki wo surakshit hai.per jab hume khud hi pari lok ki suraksha per sandeh ho raha hai to hum unhe kaise vishwas dilaye"
Ananya-"Humare Vivah se pari lok me asantosh kyu hai?

Rani pari explain about consequences of her marriage and also about  her insecurity.

Ananya-"Aapka ye dar niradhar hai.unhone humesha niswarth bhav se nyay ka sath diya hai .Humne dekha hai unhe dusro ke liye jite hue wo to anjan logo ko bachane ke liye bhi apni jaan ki parwah nhi karte aur kabhi bhi wo aisa kuch bhi nhi karenge jiske baad wo apne aap se nazre na mila paye"

Rani pari-"Shayad aap sach keh rhi ho .Aap unhe jaanti hai per hum .Pari shakti humare liye aur pariyo ke liye Balveer ke anjan vyakti hai jinke bare me hum kuch bhi nhi jante.Aur aap janti hai ki hum pariya kitni baar dokha kha chuki hai.Mitr ke roop me kitni baar satruyo ne war kiya hai.Aise me hum ek anjan vyakti per kaise yakin kare"

Ananya-"to aapne kuch socha hai?"

Rani pari looked at her nodded yes.
Rani pari -"ek pariksha.aapke Viswas ki aur Balveer ki sachhai aur samarthya ki .Ek aaisi pariksha jisme yadi Balveer utrin ho gaye to hume aur pariyo ho jayega ki aap dono ek dusre ke liye bane hai aur yadi nhi to apko vishwas ho jayega ki hum sahi hai"

Ananya-"Agar sab soch hi liya hai to ye bhi bta dijiye ki pariksha kya hoga"

Rani pari-"Hum aapse jhoot  nhi bolenge .Ye pariksha aap dono ke liye hi bahut kathin hogi.Aur agar Balveer iss pariksha me unutrin(fail) ho gaye to aap phir kabhi Balveer se nhi mil payengi"

Ananya-"Pariksha kya hai?"
Rani pari doesn't know how to say ?She herself saw happiness in Ananya 's eyes when she is with Balveer  but she can't take risk by believing a unknown man .So she has to test him.

Rani Pari-"Balveer ko ek PAHELIYO KE MAYAJAL SE GUJARNA HOGA.JISE AAP BANAYENGI.Har paheli ko suljha kar wo dusri paheli tak pahuchenge.Aur har paheli ko suljhane ke baad unhe ek smriti chinh milegi jo aap dono ke jivan se juda hoga.per un tak pahunchne ke liye unhe humara kuch khatro ka samna karna padega jisse unki achhai aur shakti ki pariksha hogi.Aur un badhao ka nirman hum karenge.Per

Ananya-"Per?"
Rani pari-"PER ISS PARIKSHA KE DAURAN BALVEER KO AAP YAAD NHI RAHENGI .UNHE AAP SATH BITAYA EK PAL BHI YAAD NHI HOGA.WO AAPKO BHUL JAYENGE.

Ananya feels like her world stops for that moment.He will forget her.Her eyes filled with tears .
Rani pari-"per jaisa aapne kaha tha hum aapko aadesh nhi de sakte .Yadi aap chahe to inkar kar sakti hai

Ananya-"Agar baat sirf humari hoti to hum kabhi bhi unki pariksha nhi lete kyuki pariksha vaha hota hai jaha sandeh ho aur hume unper khud se bhi aadhik vishwas hai.Per yaha baat pari lok ki hai issliye humara kartavya hai ki hum aap ke ashuraksha ki bhavna ko samapt kare issliye hum iss pariksha ke liye taiyar hai per tabhi jab wo bhi iss pariksha ke liye taiyar ho.
Rani pari-"Hum samjhe nhi"
Ananya-"Rani pari jab baat hum dono ki hai to nirnay keval humara kaise ho sakta hai . Issliye hum unhe sab sach bta denge aur agar wo iss pariksha ke liye taiyar honge tabhi ye pariksha hogi"
Baal pari-"Aur nhi hue to?"

Ananya(sternly)-"to hum Pari lok wapas aa jayenge humesha ke liye ."
Saying this she leaves from there wiping her tears.

Rani pari-"Hum prathna karte hai ki hum galat sabit ho jaye . Yadi aisa hua to hum bahut khush honge"

So how was the chapter?
Paheliyo ke Maya jaal se kuch yaad aaya ?
Agar nhi to read my story
"Kuch to hai darmiyan"

Will Balveer be ready for this test?


HUMARI ADHURI KAHANI- An incomplete love storyWhere stories live. Discover now