5.1 Mistakes I made

Start from the beginning
                                    

Flashback starts

As you all know that anubhav did fake love towards haseena and due to which she is totally heart broken but she loves him from the bottom of her heart and so can't deny that fact that she still loves him. Okay so let's move to POV of Haseena and Anubhav

Anubhav's POV

Hum ne bhot hi galat kiya hai haseena ji ke sath jo bhi ho hame unka dil todne ka koi bhi haq nahi hai aur wese bhi hum ne yeh sab desh ke liye kiya hai na.....nahi anubhav desh ke liye bhale kiya ho par tume apne deshbhakti dikhane ke liye yahi rasta mila tah ki hum haseena ji ka dil todo aur bhi bhot raste milte agar tum sochte toh khair abb jo ho gaya so ho gaya abb hum haseena ji ka dil phir se nahi dukhayege kabhi bhi nahi aur wese bhi abb toh hame bhi hone laga hai unse pyar....ha yeh baat toh cah kar bhi hum nahi thikara sakte ki hum bhot hi prem karete hai haseena ji se aur haseena ji apke prem ne yeh toh hame sikhla diya ki pyar kamjori nahi hoti balki takat hoti hai aur hum apse yeh baat jarur kahenge ki hum kitna pyar karte hai apse abb aur taklif aur duri hum nahi seh sakte apse bas kuch dino baad apke chate pe apki woh wali smile wapas aa jayegi......

Haseena's POV

Anubhav apko pata hai hume akh (eye) band kar kar appe bharosa kiya tah aur apne yeh bharosa eak pal mai tod diya woh pal jab hame pata chala ki app sirf pyar ka natak kar rahe hai hume esa laga ki shyad hum apke liye bane hi nahi the apne hame eak jariya bana diya tha mission ke liye desh premi hum bhi hai par esi chiz kabhi bhi kisi ke sath na karte...hum toh apko yeh bhi nhai keh sakte that I Hate You saccha wala pyar jo kiya hai apse dimag toh apko bhula dega hai yeh (pointing towards her heart) zalim dil ko kon samjhaye yeh pyar jo kar ke batha gai apse aur wajah toh bhot sari hai apse dur hone ki par pass ane ki sirf eak hai kyu ki hum shyad....

Now anubhav decided to just behave normal but he wants to confess that he is in love with her

(Hindi mai feelings)

Uske dil ke pyar ne dimag ki siddhanton ki diwar toh tod di jo the great wall of China se bhi badi thi par abb yeh dil bhut hi gabra raha hai usse yeh kehna ki woh pyar karta hai kyu ki usne jo haseena ke sath kiya hai woh bhot hi galat tha abb woh kis muh se usse kahe ki woh usse pyar karta hai woh kya sochegi woh kay samjegi......pyar yeh na bhot hi uljano wala shabd hai kabhi kisiko duniya ki sari khushiyan deta hai toh kabhi kisko are dard kya woh phir se viswas kar payegi uspe kya woh haa kahegi usko kya kabhi woh dono eak ho payege kya likha hai unki kismat mai khuda jane......

He gain some strength and finally decides to propose her on Christmas he called her and told her that he wants to talk to her urgently so without wasting time she should come there

As instructed she came wearing a red light weight gown reaching to her toes with perl earrings and red lipstick as after meeting him she have to go to a Christmas party held by on of her best friend anuradha.......

She reached the location and and saw that anubhav was standing under a gazebo watching a beautiful view that water is flowing with the wind accordingly and the moon speeding it's light.....

She move toward him and put her hand on his shoulder making him turn and he had the perfect look of her on which he dies

HM- aa.....anubhav sir apne hame bhulaya tha

AS- ji haseena ji woh hame apse bhot hi mahatvapurn baat karni hai....(he said wike coming in front of her)

Heart Strings (Anuseena) Where stories live. Discover now