SS: nahi dii...... Aap kuch bhi karengi magar wo excitement aur khushi nahi aayegi.

PJ: bilkul sahi kaha santu ne. Sab ka mood bigad diya.

PH: very bad mumma. I'm very sad.

HM: sorry.... let's do a think how about aap log humare saath UK tour par chale. How about this?

KS: nahi hasu. Thana koun Sambhal lega. Koi rehna chahiye na. Aap jaiye aur kaam khatam kariye.
In a sad tone.

HM: aap uski tension mat lijiye. I will manage that.

PJ: nahi haseena. Tum jao.

PH: mumma I will come with you.

HM: okay princess.

KS: nahi princess aap ka school hai. Itne din nahi jana achi baat nahi hai. Chaliye sab so jate hai bht raat hogayi hai.

CC: haan kal thana bhi jana hai.

SS: correct cheete.

Everyone left for their home and rooms. Only RK and HM was left.

RK: haseena beta ek baar phir souch lijiye. Karishma ko dehka na kitni udas hogayi thi. Upar se bol diya ki theek hai par dil bht dhuka hai unka.

HM: I know RK.... Par hum ki bhalai k liye kar rahe hai.

RK: ye koun si bhalai hai jo sab ko dhuk de. Haar baar ek hi cheez nahi hoti. Sab kitne dhuki hogaye the. Aur aap UK jaa kar kya karengi? Waha koi kaam nahi hai.

HM: for the first time in my life I don't what to do.

RK: aap business me itne risk leti hai aur life me bhi kitna risk liya jab aap Pihu ko layi thi. Aur haar baar aap successful hui hai to iss baar lejiye. Kuch nahi hoga. Sab hai aap k saath aur kis ko kuch nahi hoga.

HM: business me to aadat si hai. Aur wo humari life thi. I can take any risk with my life not others. Specially when they are my family.

RK: beta ek baar aur souch lijiye. Kyuki aap sab dhuk de rahi hai.

HM: RK sab to same rehega even after marriage it's just a formality.

RK: shaadi ek formality nahi hai beta. It's a commitment that you are hers for the whole life. Shaadi k saath bht saare responsibilities aur rights aate hai jo shyd bina shaadi k nahi de sakte. Pihu ko hi example le lijiye. Karishma Pihu ki officially maa jab hi hogi tab aap unse shaadi karengi. Aur aise kai aur cheeze aur hoti hai.

HM: to kya aise nahi de sakte hum wo rights and responsibilities?

RK: kuch de sakte hai aur kuch nahi de sakte. Aur bas itni si baat nahi hai. Aap khush dehkna nahi chahti karishma ko?

HM: of course RK. But you know my past.

RK: ab past ki wajah se present aur future ko affect karengi?

HM: no.... Agar phir se wohi sab hogaya to?

RK: risk hi to speciality hai The Haseena Mallik ki. Haar risk me loss nahi hota aur aap se acha ye baat koi nahi janta. Agar tab 23 saal ki Haseena Mallik ne risk nahi liya hota, apne dad ka business empire nahi sambhal hota, ye responsibility nahi li hoti to ab tk to aap k chacha ji ne Mallik group and industries ko khatam kar chuke hote. Aur na hi aap world ki youngest billionaire and most successful entrepreneur hoti. Chance lelo beta. Dehkna sab acha hi hoga. Tab to sirf main aur Arhaan the aap k saath the. Par iss baar to mere saath saath aap ki family bhi hai.

HM: okay. I will think about it. I need some time.

RK: okay beta.
RK left.

HM spent some time in garden thinking more about it. Then HM went back to her room and saw KS and Pihu sleeping. Pihu cuddle up with KS.

HEART CONNECTIONS Where stories live. Discover now