DISCOVERING EACH OTHER 💕

2.6K 199 38
                                    

MG: so this my idea ma'am.
HM was still lost.
MG: ma'am....
RK: MM...... ( Touching her shoulder)
HM: yes RK....
RK: kahan kho gayi aap?
HM: nothing thinking about kar...... Kuch nai.
MG: ma'am how was my idea.
HM: give the presentation once again.
RK: kyu beta sab theek to hai?
HM: haan. Hume phir se sab dehkna aur analysis karna.
MG: ok ma'am.

Manager gave the presentation once again. This time HM listened to presentation.

After the meeting HM went back to her cabin and called KS.

HM: Miss whatever.....
KS: ji boliye hasu.
HM: wo...... Wo.....
KS: wo kaa? Jldi boliye bht kaam hai hume.
HM: to hume b free nahi hai. Aap ka home address msg kariye.
KS: ji kar denge. Par aap ne ye bolne k liye call kiya?
HM: yes...... Why? You were expecting something else.
KS: nahi. Theek hai rakhte hai.
HM: no... one minute.
KS: ab kaa hua?
HM: wo aap ne lunch kiya?
KS: hume pata tha aap ka call zaroor aayega. Kyuki aap me bikul b patience nahi hai. Aur haan kar liya aur aap ka msg b mil gaya.
HM: so you didn't call on purpose.
KS: haan..... ( Giggling 😁) hume pata tha ki aap humare call ka wait kar rahi hogi wo msg k baad.
HM: you......
KS: aur hum ye b jante the aap se control nahi hoga aur khud call karengi. Aur call b aagaya. 🤭
HM: 2 din me bht Jan liya hume.
KS: hum hai hi aise. Waise thanks uss msg k liye.
HM: now you are forgetting something....
KS: kaa?
HM: friendship rules.
KS: ok thanks cancel aur humare ghar ek bikul normal gaadi me aayengi bina bodyguards.
HM: karu..... Aap janti hai na..... Normal gaadi to hum arrange kar lenge. But without bodyguards it's very difficult. RK is very strict about my security.
KS: hum kuch nai jante aap unhe kaise b mana lijiye. Aur aap humare saath hogi, ek police officer k saath jis ka bhaukal pure Lucknow me famous hai.
HM: okay only for you. I will try.
KS: jldii aana...
HM: okay. Any other order mam?
KS: abhi k liye bas itna hi. Good luck RK ko mana k liye. Bye.
HM: ok bye.

Back in the thana.
In the evening ,KS came in the hall.

KS: PJ aaj hum jldi jaa rahe. Aap thana sambhal lijiye.
PJ: wo to hum Karlenge. Par aap to ghar sab se akhir me jati to aaj sab phele kyu?
SS: arey PJ..... Aaj wo aana wala hoga na......
CC: koun wo santu ji.
Billu: arey cheete wo....wo...(raising his eyebrows)
CC: aachaa wo....
PJ: acha wo chit wala...... To isliye......
KS: humari marzi hum ghar kabhi b jaye.
CC: no no MS.....
PJ: jaiye jaiye. Wo wait kar raha hoga.
KS: ye baketi band karo sab aur thana sambhaliye.
PJ: ji
Everyone: jai hind.
KS: jai hind.

KS leaves the thana and reaches the thana. She freshen up and was wearing t-shirt and shorts. KS was in the kitchen preparing dinner when the bell rings. KS opens the door and sees HM wearing t-shirt and 3/4 shorts completely normal .KS sees outside over HM shoulders.

HM: koi hai humare saath. I'm alone. No bodyguards.
KS: good. Par aap late hai.
HM: sab baate yahi karni hai. Andar nai bulangi.
KS: haan aaiye andar.

HM went inside and KS closes the door.

HM: aap ka ghar to bht cosy hai. And it's very beautiful.
KS: wo to hai.
HM: aap k liye kitna manana pada hume RK ko.
KS: par wo maan to gaye.
HM: haan hume bola ki hum aap k ghar jaa rahe ek police officer k ghar to safe hoge.
KS: good.

KS went to kitchen and HM went behind her and sat on the platform.

HM: aap ko cooking aati hai?
KS: haan
HM: so what's for dinner?
KS: Chinese.
HM: wow!! Wo to humara favourite hai. And you are looking soo... Cute in this outfit...

Pulls KS cheeks 😘. KS continue to cook.

KS: waise aap yaha kaise aayi. Bina apni car k?
HM: RK ki scooty par. Hum RK ko new scooty dedi aur unki purani wali hum ne rakh li.
KS: gaadi theek to hai ya phir.....
HM: it's absolutely fine. Hum speed chalte hai carelessly nahi.
KS: aap ne purani scooty kahe rakh li?
HM: because it's special.
KS: kaise?
HM: because I started a new journey on it. Ab wo humare liye special hai aap ki tarah.
KS: aur aap humare. Chaliye dinner ready.
HM: let's taste. Let's see kaise banaya hai.

HEART CONNECTIONS Where stories live. Discover now