KAISE HUA 🎸

1.7K 156 32
                                    

One month later. All were back in New York. They enjoyed as a lovely, happy family and it was now time to leave for India except KS. KS has decided to quit the job even after HM insisted thousand times. She was in no mood to listen to anyone. Next day the MPT members were leaving.

PJ was sitting in her room, when HM knocks on the door.

HM: PJ can I?

PJ: arey tum aise puch kyu rahi ho. Aajao.

HM: okay.

HM directly went and kept her head in PJ lap. PJ caresses her hair. She senses something wrong with HM.

PJ: haseena kya baat tum pareshan lag rahi ho ?

HM: aap ko kaise pata chala?

PJ: beta maa hai aur maa ko sab pata lag jata hai. Bolo kya hua? Business me kuch hua?

HM: no maa..... Sorry.... By mistake

PJ: Hume bht bht acha laga sun kar.

HM becomes emotional as felt mother's presence after a long time.
HM: I'm very sad.

PJ: kyu?

HM: because you all are leaving.... Ruk jaiye na...

PJ: wo to hai Par kuch aur baat bhi tumhe sata rahi hai.

HM: wo... Wo....

PJ: kyaa wo wo. Bolo.

HM: hume acha nahi lag raha hai that karu has left her job because of me.

PJ: beta karishma ne tumari liye duty nahi chordi hai.

HM: mtlb? Then kis k liye ?

PJ: khud k liye. Tumhe pata hai ye ek saal me wo bas ek zinda laash thi. Koi emotions nahi bas gussa hi gussa. Karishma k maa baap ka accident hogaya tha jab wo bht choti umar thi.

HM: yess karu said me this.

PJ: to bas wohi ki ab phir akele nahi rehna chahti aur jo dusra parivaar mila ya ne ki tum aur pihu. Wo isse khona nahi chahti.

HM: to hum kya kare? Because I know how she loves her duty and country. I can't take away her passion from her. Agar hume koi kahe ki business karna chorde hum nahi kar payenge because I love do this and this my passion. Boliye na maa kya kare. Hume kuch samhj nahi aa raha hai.

PJ taps on her head
PJ: wo apne desh ki seva karna chahti hai to jo santu kar rahi hai Karishma ko wohi karne k liye bolo.

HM: wo ye sab me interested nahi hai. She doesn't want to work as a agent.

PJ: phir kya kare?

HM: nahi pata isliye to aap k pas aaye hai. Aur please jane se phele kuch bata do hum karu ko aise nahi dehk sakte. She is incomplete without her uniform.

PJ: tum india wapas kyu nahi shift hoti?

HM: I too said the same thing. But karu said princess have a better future here. And I tried to convince her. Par aap janti hai na kitni stubborn hai.....

PJ: hmmm...... To phir kya kare ye to dikkat hogayi...... Tum ek kaam karo bina Karishma ko bole india shift ho jao. Aur DSP sir ko boldo ki resignation letter reject karde aur kuch din aur  chutti dede.

HM: fantastic idea.... I love you. Hum abhi RK ko bolte hai. Par ye baat kisko mat bolna. I want to give everyone a surprise. And also santu can also join back her duty.

PJ: theek hai. Ab phir se headquarter shift karogi tum?

HM: obviously PJ.....

PJ: kya bola....

HEART CONNECTIONS Where stories live. Discover now