CHEETOSH AND MAA

1.9K 115 14
                                    

Next day..
Hm and ss were still sleeping..

All gathered in hq.. including aru, ammi and mj..

Fb
Mj- subah ke 5 baj rhe hain.. par haseena hai kahan.. cheeta se poochhti hun..
To Cc- cheeta beta.. haseena kaha hai..
Cc- kaha hai Matlab.. Kal nikali toh thi hq se ..
Mj- magar woh nhi aayi na yaha raat se..
Cc- kya.. aap rukiye hum hq jaake dekhte hain..
Mj- mein bhi aaoongi cheeta..
Cc- ji Amma..

Ammi was passing by so she also listened the talks..
Am- kya.. rekha ji.. kahan hai meri bachi..
Mj- salma ji.. dhairya rkhiye..
Am- mujhe kuchh nhi sunna.. mein bhi aa rhi hoon..
Mpt- hum bhi..

Fb ends..

They were searching everywhere.. only hm cabin was left..
All went there and saw the view..

Ss on couch sleeping..  hm on floor with her hand on ss forehead as if she was tapping it and fell asleep..

A smile came on cc lips but he immediately covered it..

Mj went near them.. and sat near them.
First she caressed hm head..
Feeling the commotion, hm snuggled her head in mj stomach like a small kid..
Mj- haseena.. uthh ja beta..
Hm groaned..
Hm- kya Maa.. sone dijie na pls..

Cc went near her..
Cc- di.. uthiye.. hq mein hain aap..
Hm woke up with a jerk..
Hm- s.ss..sorry.. pata nhi aankh kaise lag gyi.. hum toh santu ko... and stops as everyone was looking at her as she didn't say santu to ss in last 3 yrs..

Hm- kya?
Cc- santosh sharma..
Hm- nhi cheeta.. santu.. humne use maaf kr diya hai..
Cc- magar di..
Hm- 3 saal ki saza kaafi hai uske liye cheeta..

She looks at her and caresses her head..
And plants a kiss on her forehead..
Hm- santu..
Ss- hmm..
Hm- santu.. utho..
Ss- di...sone do na..
Hm- baad mein sona..
Ss- uth rhi hun.. and she gets up and hugs her..
Hm hugs her back..

Both go and change their clothes and were talking while coming back to cabin....

Hm- waise ek baat batao.. tumne kabhi kisi se pyaar kiya hai..
Ss- kiya toh hai..magar shaayd woh ab pyaar nhi karta..
Hm- kon hai woh..
Ss- cheeta.. uske mujhse door jaane ke baad mujhe realize hua..
Hm smiles..

all r in the cabin now..

Am walks towards hm and was about to touch her when hm holds her hand and jerks it down..

Am- hassu.. meri beti
Hm- haseena mallik.. aur hum aapki beti nhi hain
Am- kaisi baat kr rhi hai.. aur waise bhi surname toh Mera hi lagati hai na tu..
Hm- galat Mrs..salma mallik...hum apne abbu ka surname lagate hain apka nhi.. iss galat fehmi mein mat jiyo aap.. kyunki Agar humare abbu hote na toh humari Maa ki tarah humpar vishwas karte.. aapki tarah nhi..
Am- maaf krde mujhe beta.. ammi hun na Teri mein..
Hm- ammi thi..  behraal.. humein santu aur cheeta se bahut zaroori baat krni hai.. aap sab pls Bahar jaayie..

Only cheetosh and hm is in the cabin..

Hm takes ss hands and was about to put in cc hand but he withdrew it..
Cc- kya kr rhi hain aap di..
Hm- do pyaar krne waalon ko mila rhe hain..
Cc- kon pyaar krta hai.. kisse?
Hm- itne bewakoof toh tum bhi nhi ho cheeta.. tum donon ki baat kr rhe hain hum..
Cc- kisne kaha aapse ki hum pyaar krte hain ss se..
Hm- toh kya nhi karte..
Cc- nhi..
Hm takes his hand and puts it on her head..
Hm- toh phir humari kasam khakar yahi baat bol aaj..
Cc- hum nhi kahenge..
Hm- cheeta.. hum jaante hai 3 saal pehle jo bhi hua woh nhi hona chahiye tha.. magar koi bhi iss baat ko nhi jhutla sakta ki tum donon ek doosre se mahobat krte ho..
Ss- cheete.. mein sach mein bahut sharminda hoon ki meine di ka saath chhoda.. pls cheeta.. terko Pata hai.. tere jaane ke baad mujhe ehsaas hua ki mein tujhse pyaar krti hun.. log sahi kehte hain.. kabhi kabhi apne pyar ko samajhne ke liye alag hona parta hai jaise hum hue jisse kam se kam mujhe yeh realize toh hua ki mein tujhse pyaar krti hun.. magar cheete Agar tu mujhse ab pyaar nhi bhi karta na.. toh bhi mein tujhse humesha pyar karoongi.. Mera one sided love kaafi hai humare liye.. lekin mein kabhi bhi apna decision tujhpe thopna nhi chahoongi.. I really love u cheete.. from the bottom of my heart.. and will love u forever..
The bro sis duo is in tears listening to her..
Hm sees towards cheeta..
Cc opens his arms towards ss and she runs and hugs him..
Both hug each other tightly.. words not able to come from mouth.. both just speak together 3 magical words.. I LOVE U!!
finally cheetosh r together

Ss- Terko Pata hai meine tera woh uff yeh masumiyat santu ji bolna Kitna miss kiya.. Bina singhade ke hi mein mature ho gyi thi kyunki tu nhi tha na..
Ab mein firse masumiyat waali baatein krungi..
Cc- uff yeh masumiyat..

The trio chuckles..
Hm calls everyone inside..

Hm goes towards mj..
Hm- Maa.. hum jo bhi bolenge pehle use dhyan se suniyega.. phir kahiyega kuchh...
Mj nods..
Hm- hum chahte hain ki aap sabko maaf krdein.. mj was about to say something when she continues..
Maa hum jaante hain aapke liye bhi mushkil hai.. magar inhone jo bhi kiya woh humare saath kiya.. apke saath nhi.. aapne toh sirf sachai ka saath diya hai na.. mante hain hum aapki beti hain magar hume yeh baat manzoor nhi hai ki ek rishte ko bachane ke liye hum aapko aapke baaki rishton se door krein.. 3 saal pehle jo bhi hua uske liye hum maaf nhi krenge inhe lekin aap.. aap anubhav singh ki Maa hain.. karishma singh ki chachi ji aur veyom singh ki chachi saas hain.. pj ki samdhan hain.. aur Salma mallik ki dost aur aru ki nani.. ek Maa beti ke rishte ko bachane ke liye humein hakk nhi hai Maa ki hum aap sab ko ekdoosre se door krein.. pls Maa..  humare liye sab ko maaf kr dijie..

Mpt was cursing themselves for hurting and not believing to one of the purest down to earth souls who though being heartbroken was trying to mend other relations..

Mj nods and hm hugged her...
Hm- ty Maa..
Mj caresses her cheek..

Soon as, KS, vs, pj, am and aru hug mj..

Then am goes towards haseena..
Am- pls haseena.. hum bahut sharminda hai.. pls hum..mei..
And she was facing difficulties to breathe and she faints..

Hm sreams...- Ammiii..

TO BE CONTINUED..

Hey guyzz.. thnx for reading.. I hope u liked this part.. pls vote and comment and follow too if possible.. do share your views and opinions..

Regards.
Aegle..

SAATH YA DOOR?? Where stories live. Discover now