Bondita throwed a show piece on him in anger. Which hurt Anirudh.

Anirudh : aah!!!

Bondita : dikhawa maat kijiye....

she looked at his hand which really started bleeding.She walk towards him and held his hand.

Bondita : Sorry sorry.

She made him sat on bed and started dressing.

Anirudh : its okay. par tum mujhe maar kiyu rahi thi?

Bondita : kiya karti? aap baat hi aise karte ho. main apko moti lag rahi hu? dhiyaan dekhiye kabhi mujhe bhi.

Anirudh looked carefully and he realise that its her 5 month baby bump.

Anirudh : kiya tum...tum

Bondita noded her head. Tears were falling from his eyes in joy.

Anirudh : main baba ban ne wala hu?

For few moments Bondita forgot about liana . and hugged him. they couldn't hug properly beacuse of belly. They were crying in each other's embrace.

Anirudh : humara baccha ane wala hain or tumne bataya nehi.

Bondita remembered about Liana and pushed him.Anirudh got shocked.

Bondita : humara nehi shirf mera baccha hain.

Anirudh : aisa kiyu keh rahi ho? yeh humara baccha hain.

Bondita : yeh dikhawa karne ki zarurat nehi.

Anirudh : kiya keh rahi ho dikhawa? dekho tum shant ho jao. aise ghussa maat nehi karna cahhiye.

Bondita : meri fikar karne ki zarurat nehi. aap jake ush ladki ki fikar kijiye jaiye uske pass.

Anirudh : konsi ladki? kiski baat kar rahi ho?

Bondita : jaise apko to pata hi nehi main kiski baat kar rahi hu. ek min konsi matlab kitne hain?

Anirudh : yeh sab kiya keh rahi ho tum?

Bondita : kiyu sach boli to accha nehi laga apko?

Anirudh : bas! kuch bhi boli jarahi ho. kiski baat kar rahi ho tum?

Bondita : woh kiya nam hain uska? illiyana?

Anirudh : Illiyana kon hain? Uska nam liana hain.

Bondita : dekha? aap mujhe dhoka kaise de sakte ho?

Anirudh : dhoka? kiya matlab hain tumhara?

Bondita : kiyu apka uske sath...uske sath...

Anirudh : tum jaisa soch rahi ho waisa bilkul nehi hain.

Bondita : to kaisa hain?

Anirudh : woh shirf meri dost hain.

Bondita : accha dost ke sath puri raat ek e ghar main kaise reh sakte hain? Chi barristerbabu chi. ghin arahi hain mujhe aap se. pata nehi mere bacche ko kiya bolungi.

Anirudh : tum aisa soch bhi kaise sakti ho? main or woh...mujhpe sakh kar rahi ho?

Bondita : sakh nehi yakin hain mujhe.

She bring out a handkerchief from wardrobe and show it to him.

In flashback :

last night she opened his luggege to set the cloths but she found that handkerchief from anirudh's shirt's pocket. When Liana changed cloths that night she forgot her handkerchief in pocket.

Bondita : zaurur ussi ladki ka hoga. matlab patibabu nehi barristerbabu ne mujhe sach main dhoka diya.

Flashback ends.

Bondita : fir yeh kiya hain? barristerbabu?

Anirudh : mujhe nehi pata yeh mere pas kaise aya.

Bondita : or kitna jhoot bologe aap? chi..

Anirudh : Itna hi bharosa hain tumhe mujhpar? dekh liya aaj...

Anirudh left from there in anger. Bondita was crying holding her belly.

Anirudh in Study : kiya itna hi bahrosa hain tumhe mujhpar bondita? apne patibabu pe? tum aisa soch bhi kaise sakti ho?

He started throwing things here and there hearing the noise everyone came there exept bondita.

Kaka : kiya hua anirudh?

Anirudh : kiya hua? yeh puchiye kiyu hua?

Binoy : pehle tum shant hojao or batao kiya hua?

Anirudh : Bondita ko lagta hain mera kisi or ke sath chakkar chal raha hain. woh aisa soch bhi kaise sakti hain?

Binoy : usne sahi to kaha.

Anirudh : kiya matlab aap ko bhi yeh lagta hain? or kaka? Som, batuk tum dono ko bhi?

Everyone was silent and looking at floor.

Anirudh : wah dekh liya aaj sabko? kitna yakin hain mujh par. aplogo se accha to liana hain jo parai hokar bhi mujhpe bishwas karti hain. or aaplog apne hoke bhi mujh pe barosa nehi karte.

What will happen next? Will Anirudh able to clear the misunderstanding of everyone?































Jag andhera tu sitara mera (Complete ✅)Where stories live. Discover now