Kaka : bahu....tum thik ho na?

som and batuk took her to the room.She was fainted. After few moments she got into sense and started crying.

kaka : kiya hua bahu? tum ro kiyu rahi thi? or phone pe kisse baat kar rahi thi?

Bondita : woh patibabu...se.

Binoy : to tum ro kiyu rahi ho woh thik to hain na?

Bondita : woh thik hain. par...

Kaka : kiya par?

Bondita : par woh ek ladki ke sath hain. itni raat ko.

Kaka : kiya? yeh tum kiya keh rahi ho?

Bondita : ha ksj. unhone kaha ki woh busy hain or tab pichese ek ladki ne unhe bulaya or woh chale gaye.

Binoy : tum jaisa soch rahi ho waisa nehi hain. sayad abhi busy hoga. tum kuch din badh usse phone karle na.

Kaka : ha aisi halat main ziyada chinta maat karo. bacche ke liye accha nehi hoga.

1 week passed. Anidita didn't get time to talk eachother. Anirudh and Liana getting closer. don't worry they won't fall in love.

Bondita : 1 haftah hogaya. unhone koi phone nehi kiya. woh thik to honege na? ek baar phone karu?

She dialed number. Anirudh picked up the phone.

Anirudh : hello.

a smile crepte on her face hearing his voice.

Bondita : patibabu aap thik to hain na? aapne phone kiyu nehi kiya itne dino se?

Anirudh : main bilkul thik hu. or pata hain mujhe signature bhi mil gaya. bas kuch din main school bhi ban nah shuru hogaye ga.

Bondita : mujhe apko kuch bata..

Anirudh : or yeh sab mumkin hua ush ladki ki wajah se.

Bondita's smile vanished : kon ladki?

Anirudh : Liana. bohat acchi hain woh.

Liana : kon hain anirudh?

Bondita : woh abhi bhi apke sath hain kiyu?

Anirudh : ha baat karogi usse?

Bondita : nehi aap hi kijiye. mujhe nehi karni.

Anirudh : par suno to....

Bondita cut the call in anger and went to her room and started crying. On the other hand anirudh got confused.

Anirudh : isse kiya hua?

Liana : kiya hua anirudh? kon tha?

Anirudh : bondita thi.

Liana : bondita kon hain?

Anirudh : meri patni Bondita Anirudh roy Chowdhury.

Liana : tum married ho? mujhe laga tum unmarried ho.

Anirudh : nehi humari shadi to bohat pehle huyi thi.

Anirudh told Liana about Bondita and his relation. Liana felt very inspired hearing about bondita.

Liana : woh barrister hain? main usse ekbar milna zarur chahungi.

Anirudh : ha milaunga kabhi. pehle khudh to mil lu usse.

Liana : koi bohat miss kar raha hain apni patni ko.

Anirudh blussed and they started laughing.

On the other hand bondita was crying. She was talking to her baby.

Bondita : pata hain baby tumhare baba bohat badal gaye hain. Sayad woh aab apki maa se piyaar nehi karte. sayad unhe koi naya mil gaya hain. unhe to abhi tak yeh bhi nehi pata ki aab aap bhi aan chuke ho. tumhare baba to puchte bhi nehi ke main kaisi hu. par agar woh humre bina khush hain to hum bhi nehi royenge unke liye. thik hain?

Kaka entered. Bondita wipped her tears.

Kaka : bahu tum firse ro rahi ho?

Bondita : nehi to.

Kaka : aab apne ksj se ansoo chupayogi?

Bondita hugged him and started crying. kaka pated her head.

Kaka : kiya hua beta?

Bondita told him about anirudh.

Kaka : kiya? uski itni hinmaat ekbar hum abhi usse baat karte hain. usse yeh bhi nehi pata ke woh baap banne wala hain.

Bondita : nehi ksj unhe kuch maat kahiye. woh jaise rehna chahte hain rehne dijiye.

Kaka : par...

Bondita : aapko meri kasam ghar main koi unse kuch nehi kahega aab to jab woh wapas ayenge tab hi unhe pata chalega unke bacche ke bare main.

Kaka : kiya kasam de diya bahu?

Bondita : please ksj.

What will happen next? How will Anirudh react when he got to know about the child?





















































Jag andhera tu sitara mera (Complete ✅)Where stories live. Discover now