Chapter 20 engagement

Start from the beginning
                                    

Kaka : lo agaya Anirudh. aab chalo.

Manorama in mind : main janti hu tum nehi jana chahte par main tumhe tumhari bondita loutake jayungi.

Manorama : aap log jaiye. mujhe thoda kam hain main badh main aati hu.

Anirudh : aisa kiya kam hain ish samay?

Manorama : woh badh main bata dungi. abhi aaplog jao.

Kaka : accha thik hain hum chalte hain.

The reached basu house.

Mr.Basu : arre agaye aap sab. hum apka hi intezar kar rahe thei.

Binoy : aap itne piyar se bulayenge or hum na aye aisa ho sakta hain?

Mr.Basu : arre yeh to aplogo ka badappan hain. ayiye bathiye.

They sat on a round table.

Som in Anirudh's ear : yeh sab kiya horaha hain dada? aapne to kaha tha aap boudi ko mana loge. yaha to unki hi sagai ho rahi hain.

Batuk : ha dada boudi aise kaise kisi or se sagai kar sakti hain apke hote huye?

Anirudh : main nehi mana paya tumhari boudi ko. Woh khudh yeh sadi karna chahti hain. or usse rokne wala main koi nehi hota.

Som : yeh kiya keh rahe hain dada?

Batuk : par aise kaise?

Anirudh : chup!😠 kuch nehi bologe tum dono. chup chap baithe raho.

Suddenly the bride means bondita appeared. She was wearing violet lehenga with diomond jewellery. She was looking damn beautiful. Everyone surprised seeing her. Dev was like
wow...😍😍

Anirudh didn't noticed her. He was looking down and was lost in his own thoughts.

Som : wow dada yeh kitni sundar lag rahi hain.

Batuk : ha dada...dekho na...dekho dekho

Anirudh : kiya dekhu main....He looked at bondita and git lost in her. He just staring her.

Dev forwarded his hand to bondita. Bondita put her hand on his.

Dev : wow bondu. kitni sundar lag rahi hain? main bohat lucky hu jo mujhe itni sundar patni milne wali hain.

Bondita : kiya tu bhi dev? waise tu bhi aaj bada handsome lag raha hain.

Dev : agar tu itni khubshoorat dikhegi to mujhe bhi handsome lagna padega na?

They laughed. Anirudh was watching them. he was hurting inside.

Anirudh in mind : kitni khush lag rahi ho tum dev ke sath. main hi galat tha jo soch raha tha ke tum jhoot bol rahi ho.

Mr.Basu : agai meri beti. kitni sudar lag rahi hain. kal hi to choti si thi aaj itni badi hogayi.

Bondita and dev hugged Mr.Basu.

Bondita : maa abhi bhi naraz ho mujhse? kiya ajke din apne beti ko hug nehi karogi?

She made a cute face. Mrs.Basu couldn't control anymore and hugged bondita.

Mr.Basu : are roy Chowdhuries se to dev mila hi nehi. chalo unse milata hu. bondita tubhi chal.

They were coming towards Rcs. Seeing Anirudh bondita held dev's hand more tighly. They were touching binoy and kaka's face. Anirudh was looking them with painful eyes.

Mr. Basu : isse miliye yeh hain dev. humare hone wale jamaibabu.

Dev : namaste.

Kaka : kitna accha ladka hain or sankskari bhi.

Binoy : bilkul. or yeh dono sath maim bhi kitne acche lagrahe.

Mr.Basu : hain na?

Anirudh was listening everything. All words hurting his heart like arrow.

Bondita to Anirudh holding dev : arre sir kaise hain aap? apka bohat sukriya ki aap humare sagai main aye. apke bina to adhura hain yeh party. waise apki patni nehi ayi? kaha hain woh?

Anirudh : woh kisi kam se bahar gayi hain. kuch der main ajayegi. 🙂 congratulations to both of you.

Bondita : thankyou Sir.

Anirudh : or dev mujhe maaf kardo. maine ushdin tumhare sath bohat bura bartav kiya. I am sorry Dev.

Dev : koi bast nehi sir. mujhe khushi hain ki aap aye humare sagai pe. or woh sab to main kab ka vul chuka hu. aap bhi vul jaiye.

Anirudh smiled. Bondita asked dev for dance and they started dancing on a romantic song. Anirudh felt very bad watching them.

Anirudh : baba main ghar jaa raha hu. mere sar bohat dhukh raha hain.

Binoy : par sagai to baki hain beta.

Anirudh : nehi baba please.

Binoy : accha thik hain jao.

Anirudh left the party and reached to his room. He started crying holding bondita's photo which they clicked together.

Anirudh : kiyu kiyu kar rahi ho aisa tum mere sath. kiya mil raha hain tumhe mujhe itni taqleef de ke. main nehi dekh sakta tumhe kisi or ke sath.

Where is manorama? What is she doing. Would she stopped the engagement?



Jag andhera tu sitara mera (Complete ✅)Where stories live. Discover now