Chapter 13 who is he?

Magsimula sa umpisa
                                    

Vinita : Now That's like my bondu. Mujhe tujhpe garv hain bondu. main humesha tere sath hu.

Bondita smiled and hugged vinita.

Vinita : sablog pareshaan ho rahe the ki tujhe kiya hua? usiko puchne ke liye to mujhe bheja. aab sabse kiya kahungi?

Bondita : Ek kam karna sabse kehna ke dev ka call karne wala tha par main bhul gayi or jab mujhe yaad aya to main bhagg ke chali ayi. or sabko sorry bhi keh dena.

Vinita : haa yeh accha idea hain. isshe kisiko doubt bhi nehi hoga.

Vinita went back to Rc mansion.

Mr.basu : Vinita kiya hua hain bondita ko woh thik to hain na?

Anirudh desperately : haan usse kiya hua tha,? batao batao.

Vinita : Woh Bondita ka dost dev usne kaha tha ke woh call karega par bondita bhul gayi thi. or jab usse yaad aya woh bhag ke chali gayi kahi call miss na ho jaye ishiliye or koi baat nehi hain.

Mr.Basu : Accha. main to daar hi gaya tha ke kiya hogaya meri bacchi ko.

Mrs. Basu : yeh ladki bhi na. pagal hain. main uski taraf se sabse maafi mangti hu usse aise jaana nehi chahiye tha.

Kaka : Arre koi baat nehi. maafi mangne ki zaroorat nehi aap dono ko.waise badi piyari bacchu hain apki.

Everyone smiled and finished their dinner and Mr. and Mrs.Basu returned to their house.

Anirud in his room - he is little jealous.

Anirudh : Aab yeh dev kon hain? jiske liye Bondita aise bhagi?😏😏😏 Itna bhi kiya khash baat karni thi ke sabko kuch bina bole hi chali gayi? 😒😒😒

kiya anirudh? tu bhi kiya soch raha hain yeh sab? hoga koi Bondita ka khash. mujhe kiya? Main kiyu undono ke bare main soch kar apna time waist kar raha hu?🙄

And Anirudh slept.

Next day Anirudh went to office. When he entered his eyes were just looking for Bondita.

Anirudh was in his cabin. Gayatri entered.

Gayatri : May I com in sir.

Anirudh : arre ha ha gayatri aao.

Gayatri : Sir yeh lijiye files jo apne laane ko bola tha.

Anirudh : Thankyou Gayatri.

Anirudh want to know about Bondita but he feel hestitated to ask about her. Gayatri about to leave.

Anirudh : 1 min Gayatri.

Gayatri : Ji sir?

Anirudh : Woh....woh Bondita kaha hain?

Gayatri smiled and said : Nehi sir woh abhi tak nehi ayi.🤭

Anirudh : Kiyu? 😧 kiyu nehi ayi woh?

Gayatri : Pata nehi sir. Waise to humesha aa jari hain time pe par aaj ayi nehi.

Anirudh : Accha thik hain tum jao.or bondita aye to usse cabin main bhej dena.

Jag andhera tu sitara mera (Complete ✅)Tahanan ng mga kuwento. Tumuklas ngayon