Chapter 2 heartbroken bondita

Magsimula sa umpisa
                                    


Mr.Basu :Nehi beta. yeh tum kiya keh rahi ho? tum to hum dono ki beti jaisi ho.


Mrs.Basu: Haan tum humari beti jaisi ho. Main kabhi maa nehi ban payi ishliye humari koi bacche bhi nehi hain. Par tumse milke laga ke mujhe ek beti mill gayi hain. Pata nehi tumse alag hi rista ban gaya hain hum dono ka in 6 mahino main and tears rolling from her eyes.


Bondita: Koi baat nehi main hu na. aaj se main aapki beti hu.


Mr.Basu: par ab tum kiya karogi beti? kiya tum aapne ghar wapas lout jaogi?

Bondita: haan mujhe apne patibabu ke pass jana hain. pata nehi mere bina woh kis haal main honge?Kiya aap mujhe waha le chalenge?


Mr.Basu: haa beta jarur.



After discharging from Hospital Bondita and Mr. Basu went to RC mansion.


In Rc Mansion:-


The whole mansion was decorated beautifully with flowers. Everyone was very happy. Because A grand puja was going to happen so everyone was busy.


KSJ : Arre bihari😠! kaha reh gaya tu? abhi bhi kitna kaam baki hain. jaldi aah.😠


Bihari: Ji malik abhi ayaa. kahiye malik?


Ksj: jaldi se dekh som or batuk taiyaar huye hain ya nehi? Jaldi jaa.


Som and batuk came to the hall.


Som: Arre batuk batao zara kaisa lagra hu?


Batuk : Yeh bhi koi sawal hua? jaise lagte ho humesha waise hi lag rahe ho. Or batao main kaisa lag raha hu?😎


Som: Ekdam bandar 😂😂


Batuk: Kiya dada? 😒


And they laughed.



Bondita was watching everything secretly from a window. And she felt very sad.


Bondita's pov:


Yaha sab kitne khush hain.lag raha hain jaise kisiko meri zarooraat hi nehi hain. Aisa lag raha hain ki main jo itne samay se nehi thi kisiko meri kadar hi nehi hain. sablog mujhe bhul gaye hain. kisine mujhe dhoonda bhi nehi.


Suddenly kaka shouted: Arre tum dono jaldhi yaha aao. Arti ka samay ho raha hain. Kitni der laga di tum dono ne? Tum dono ke liye hi to puja rakhwai hain😤


Then Bondita saw Anirudh and Manorama coming together for Arti.And they were looking at each other and suddenly Manorama slipped.


But Anirudh hold her and said:


Anirudh: Tumhara dhiyaan kaha hain? agar gir jaati or chot lag jaati to? Dhiyaan se chalo.


Bondita was watching them from window. she felt very broken and tears were rolling on her cheeks.


When they were coming Anirudh felt someone's presence.


Anirudh in his mind: aisa kiyu laga ke koi hamain khidki se chup kar dekh raha hain?


He went near the window and get shocked.


Why he got shocked? Did he saw bondita? did they met?🤔🤔


Anirudh went near the window and but he saw nothing.


he get shocked and he to himself: Arre yaha to koi nehi hain. Mujhe aisa kiyu laga ke koi tha waha pe. He was thinking and Manoram called him for Arti.


Manorama: Arre kaha reh gaye Anirudh? Jaldi aao

arti ka samay ho gaya hain.


Anirudh: Haa ayaa.


He felt confused and left for mandir.

On the other hand Bondita got heartbroken again and ran from there before Anirudh saw her.

Bondita to herself while crying:


Main to bekar hi pareshaan ho rahi thi ke mere bina sabka kiya haal ho raha hoga. Waha to sab bouhat khush hain. kisiko meri yaad nehi aati. Khash kar patiba..nehi Barristerbabu woh to kitne khush hain Apne nayi patni ke saath. Maine to socha tha ke woh bouhat dhookhi honge mere bina Par main galat thi and tears were rolling from her eyes.


suddenly Mr. basu came from behind and put his hand on Bondita's soulder gently. and said..


Mr.Basu: Roo maat beti. maine dekha woh log kitne khush hain tumhare bina.


Bondita: haan kisiko main yaad nehi. mera koi nehi hain. Meri apni maa ne bhi mujhe mera sath usi din chodh diya tha jisdin Patibabu ne chodha. And she started crying badly.😭😭😭


Mr.Basu: Aisa maat kaho beti. tum humare sath chalo tum abse hamare saath rahogi. Kisne kaha tumhara koi nehi hain? Hum hain na? Chalo ab rona bandh karo or ghar chalo. Bondita smiled and then they went to Basu mansion.

Jag andhera tu sitara mera (Complete ✅)Tahanan ng mga kuwento. Tumuklas ngayon