D- This is a miracle...she is out of coma now....filhal behosh hai....kuch hi der mei hosh aa jayegi

They all genuinely smiled after 3 months but soon their smiles faded as they thought about KS. What will they answer her if she asks about KS....they were getting tensed with each passing second. 

After an hour, HM slowly opened her eyes only to find many eyes fixed on her.

HM- ham kaha hai? (she asked looking around)

SS- di...ham hamare ghar mei hai....aur yeh aapka kamra hi hai

HM- aap kaun ho?

This question shocked them to the core

HM- aap sab kaun hai? ham yaha kya karr rahe hai? ham kaun hai?

Just then the doctor came

D- aap sab bahar jaayiye hame kuch tests karni hai

They all left the room and doctor performed certain tests and came out

AS- doctor kya hua hai unhe....unhe kuch yaad kyu nahi hai?

D- dekho unka operation ka baad hamne kaha tha unko koi stress nahi honi chahiye....shayad stress aur iss accident ki wajah se unka memory loss hua hai

SS- lekin doctor woh mujhe kaise bhool skti hai....mai toh unki behen hu na(crying)

VS- doctor kya ham unka memory wapas laane ke liye kuch kar sakte hai?

D- i would suggest ki jiss wajah se yeh sab hua hai agar woh wajah inke saamne na aaye toh behtar hoga warna inki healt kharab ho sakti hai

AS- matlab behna (he could not complete his sentence)

D- ji....uss incident ya unke baare mei inke saamne koi zikr na kijiyega....ek aur shock shayad yeh bardasht nahi kar payengi....inki jaan ko bhi khatra hai....aur aap sab unke saath normally hi behave karna

MP- ji doctor

They all went inside where HM was sitting with a blank expression. SS went and sat beside her and took her hand in her hand and spoke lovingly

SS- diii....aapko kuch yaad nahi hai na....aap bilkul bhi tension mat lo....ham hai na aapke saath

HM(sad)- hame aap bhi yaad nahi hai.....kya aap bata sakti hai aap kaun hai aur ham kaun hai?

SS-aapka naam hai Haseena Malik aur ham aapki choti behen hai Santosh Sharma

HM just nodded.

HM- aur yeh sab kaun hai?

SS- yeh (pointing to CC) mera pati hai aur baaki sab mere colleagues hai

HM- ok....hame kya hua tha?

SS- aapki tabyat theekh nahi hai na....aap aaram karo thodi der ok?

HM- lekin hame neend nahi aa rahi

SS- ham aapko sula denge....aapko woh lori sunati hu jo ammi ham dono ko sunati thi bachpan mei

SS made HM lie on the bed with her head in her lap. She started to sing the lori

Aa leke chalun tujhko

Ek aise desh mein

Milti hain jahan khushiyan

Pariyon ke bhes mein 

  Pariyon ke bhes mein

She tapped her head lovingly and HM closed her eyes listening to her sweet voice

Ho chand chahe aadha

Ho phir bhi roshni

Ummeed jo na chhute

Har baat hai bani

Raaton ke sur se nikle

Subah ki raagini

Lori tujhe sunaun...

Lori tujhe sunaun

Bachpan ki ek main

Milti hain jahan khushiyan

Pariyon ke bhes mein

Pariyon ke bhes mein....

Aa leke chalun tujhko.....


All were adoring the cute sisterly bond and how SS was taking care of her elder sister. They were having tears in their eyes seeing the youngest member of their family being the strongest one.

Main aasmaan ko khidkiyon se

Ghar mein laa doon

Saare ke saare taare

Yahan chun le la doon

Sapno mein rang mann ke

Yoon hi bharti aayi hoon

Har dard bhool jaaun....

Har dard bhool jaaun

Yoon hi khel khel mein

Milti hain jahan khushiyan

Pariyon ke bhes mein

Pariyon ke bhes mein....

Aa leke chalun tujhko....

By the end of the lori HM had fallen asleep. SS slowly shifted her from her lap to the pillow and kissed her forehead and ran away from the room controlling her tears.


{Lori is from Naamkaran}

That's it for today

Waiting for your response


Past BFFs- KarEena😍Where stories live. Discover now