Bondita : sotti som dada.aab aap khana kha lijiye or yeh dabai bhi leni hain.

som noded his head. Bondita smiled and left from there. when she entered at hall she saw binoy was reading newspaper and kaka was doing some calculation.

Bondita : aap dono ne khana khaya?

Binoy : nehi mujhe bhuk nehi hain.

Bondita : or ksj apne?

Kaka : humara bhi maan nehi hain kuch khaneka.

Bondita went to kitchen and returned with breakfast.

Bondita : aap dono agar khana nehi kahenge to kaise chalega? Chaliye khana khaiye.

Kaka : humne kaha na humara maan nehi hain

Binoy : ha or mujhe bhi bhuk nehi hain.

Bondita : khana to maine bhi nehi khaya or agar aaplog nehi kahenge to main bhi nehi kahungi.

Kaka : yeh kaisi zidh hain beta?

Bondita : aaplog bhuke rahe or main khana kaise kha sakti hu kiya? jabtak aapdono nehi khayenge main bhi nehi kahungi? or aplog mujhe aise dekh sakte hain kiya? nehi na?

Binoy : sach main tum bohat acchi bacchi ho beta.

Bondita : woh to main hu. aab aapdono bhi acche bacche ki tarha khana kha lijiye.chaliye jaldi khaiye.

Finally Kaka and binoy had their brekfast.

Kaka : ek taraf tum ho. or dusri taraf woh tin nalayak.

Binoy : tumhe kitni chinta hain humari or humure beto ko to jarah bhi nehi.

Bondita : aisi baat nehi hain ksj. sasurji. woh tino aap dono se bohat piyaar karte hain. ha thode ziddi hain par maan bikul saaf hain.

Binoy : ha bilkul da pe gaye hain.

Kaka : kiya kaha hum pe gaye hain? tumhare bete tum peh gaye hain.

Bondita : woh tino aapdono pe gaye hain. dekhiye kaise baccho ki tarha ladh rahe hain aapdono.

The trio laughed.

Bondita in mind : chalo idhar to hogaya aab jake batuk ko dekhti hu.

Bondita went to kitchen and saw batuk already eating luchis. Bondit pulled his ear

Bondita : batuk...😑

Batuk : woh boudi bhuk lagi thi na ishliye kha raha tha.

Bondita :or main soch rahi thi ke tumne khana khaya ya nehi. main to bhul gayi thi tumhe bhuk bardas kaha hoti hain.

Batuk : woh to hain boudi. bina khane ke main kaise reh sakta hu. waise khana aaj bohat accha bana hain.

Bondita : matlab roz nehi banta accha?

Batuk : nehi.

Bondita : kiya kaha? abhi yeh khana wapas do.

Batuk : arre boudi main to mazak kar rha tha aap to ghusaa hoagyi.

Bondita : main bhi mazak kar rahi thi.

They both laughed.

Bondita : aab nere raksasbabu ko coffee deke aati hu. dekhu to woh kiya kar rahe hain.

Bondita went to her room with coffee and saw Anirudh sleeping. Bondita put the coffee on table and sat near him and smiling seeing her patibabu.

Bondita : kal raat kitne parshan hogaye thei bechare. or abhi dekho sote huye kitne piyare lagte hain. maan karta hain dekhti jayu.

Anirudh : to dekho na kisne maana kiya?

Bondita got red.

Bondita : main...main abhi ayi.

She was about to got up Anirudh pulled her by her wrist. she fall on Anirudh.

Anirudh : kaha jarahi ho? abhi to keh rahi thi dekhte rehne ka maan kar raha hain.

Bondita : dhatt...

Anirudh : are jitna chahe utna dekho main to tumhara hi hu or tum shirf meri...his cage getting more strong.

They were lost into each other's eyes. Feel like time stopped. they could only heared their heartbeats. Suddenly Kaka screamed and they came in reality.

Bondita : chodiye kaka bula rahe hain.

Anirudh : nehi chodunga.

Bondita : chodiye warna...

Anirudh : warna kiya karogi?

Bondita pinched on Anirudh's waist.

Anirudh : aah... and loosen his grip bondita got a chance to freed herself and she ran.

Anirudh : yeh bondita bhi na? humesha bhag jaati hain.

What will happen next? bondita somhow handle today but will she successful to convince kaka and binoy?

























.

Jag andhera tu sitara mera (Complete ✅)Where stories live. Discover now