Binoy : hum a bhi chinta hain som ki.

Anirudh : jhoot. yeh jhooti chinta maat dikhaiye. aap dono hain som ki ish halat ke zimmedar.

Kaka : nehi som galat tha. uski zidh galat thi.

Binoy : ha usko aisa nehi karna chahiye tha.

Batuk : aap dono abhi bhi apni baat pe ade hain? ek baar som dada ke bare main to sochiye.

Kaka : hum ne uske bare main hi soch ke yeh faisla liya hain.

Anirudh : bas kijiye aapdono yeh jhooti chinta dikhani ke zarurat nehi.

Batuk : ha hum dekh lunge apni bhai ko.

Kaka : par beta...

Anirudh : kuch nehi sunnah hum a aapdono jaiye yaha se. main hu apne bhai ko samhalne ke liye. jaiye aapdono.

Bondita : patibabu! yeh kaise baat kar rahe hain aap?

Anirudh : tum chup raho....kuch nehi bologi tum.

Bondita : kiyu nehi bolu main?

Anirudh : kaha na chup raho. samjh main nehi aata kiya?

Bondita : par patibabu.....kaka interrupted.

Kaka : rehne do bahu. in tino ko samhane ka koi faidah nehi.

Binoy : ha pata nehi yeh tino itne ziddi kiyu hain. inse behes karne ka fiadah nehi. chaliye da hum chalte hain.

Kaka : ha bahu samhal lena humare som ko. or indono ko bhi.

Binoy and kaka left. Anirudh and batuk or crying. Som was fainted.

Bondita in mind : yeh sab kiya hogaya dugga maa mera parivaar aise kiyu toot gaya. main kiyu nehi kuch kar payi? ek taraf som da patibabu or vinita to dusri taraf ksj and sasurji. aab kaise sab kuch thik karungi main.

Tears were rolling from her eyes seeing her family getting broken infront of her eyes.

Anirudh : batuk tum sone jao. main rukhta hu som ke pass.

Batuk : nehi dada aap jaiye. main rukhta hu.

Anirudh : kaha jao. main hu yaha pe.

Batuk left from there. Anirudh was sitting beside som. he was crying holding Som's hand. som was still fainted.

Anirudh : yeh tune kiya kardiya som khudke sath. mujhe maaf kar do. main ek accha bhai nehi ban paya.

Bondita came near Anirudh and put hand on his shoulder. Anirudh looked at her with moist eyes and hugged her by her waist and brust into tears.

Bondita pated his back and put her jaw on Anirudh's head.

Bondita :aap chinta maat kijiye. som dada bilkul thik hojayenge.

Anirudh : yeh sab kuch meri wajah se huya hain. maine maa ko wadah kiya tha ki som or batuk ke sath kuch galat nehi hone dunga. par main haar gaya nahi main ek accha beta ban paya na ek accha bhai.

Bondita lift his face up and wipped his tears by her pallu and cupped his face.

Bondita : nehi patibabu aisa bilkul bhi nehi hain. aap ek bohat acche bete or bhai hain jo apne parivaar se bohat piyaar karta hain. apne to kosis ki thi na samjhane ki fir?

Anirudh : par main samjha nehi paya kaka or baba ko. main har gaya bondita.

Anirudh again hugged her. bondita hugged him back.

Bondita : nehi patibabu. aap hare nehi hain. aapne hi mujhe humesha shikhaya hain ke kabhi haar maat mano. fir aap kaise har maan sakte hain. hum firse samjhayenge unhe. main wadah karti hu main sab kuch thik kardungi. bharosa hain na mujhpe?

Anirudh : tum kitni acchi ho maine tumpe bewajah chillaya fir bhi tum mujhe samjha rahi hu. sach main meri kismaat bohat acchi jo mujhe tum mili.

Bondita : kismaat to meri acchi hain jo aap jaisa pati or itna piyara parivaar mila. aapne mere liye bohat kuch kiya hain. kiya main apke liye ish parivaar ke liye itna nehi kar sakti?

Anirudh smiled at her with teary eyes.

Bondita : aab rona bandh kijiye. apke ankho main ansoo bilkul acche nehi lagte.

Bondita left from the room. Anirudh stayed whole night with som.

Bondita in her room : maine wadah to kardiya patibabu se. par kiya main sabkuch thik kar payungi? kiya apne bikhre huye parivaar ko ek kar payungi?

How will bondita fixed everything right? What she will do now? would she able to convince kaka and Binoy?


















Jag andhera tu sitara mera (Complete ✅)Where stories live. Discover now