Anirudh pulled her more closer now their lips were in just an inch far. Bondita punched him and freed herself from him.


Bondita : fir to aise hi roz uthaungi. kiyu?


She laughed and ran from the room in shyness. Here anirudh also blushing hard and smiling thinking about bondita.


Anirudh came to dining table everyone was sitting there. Bondita while serving nasta to anirudh -


Bondita : patibabu apne ksj se permission li hain?


Anirudh : nehi abhi tak to nehi. ruko abhi bolta hu.


Bondita noded her head.


Anirudh : woh kaka...London jaana hain.


Kaka : ha to jao kisne roka?


Anirudh : main akele nehi jaa raha hu sath main bondita, vinita or som bhi jaa rahe hain.


Kaka : kiya? par bahu to abhi abhi ayi hain.


Anirudh : woh kaka humain ek case ke silsile main London jaana hain. bondita ka jaana bhi jaruri hain.


Kaka : accha thik hain par vinita or som jaake kiya karenge?


Anirudh : woh kaka vinita yaha akele akele kiya karegi? ishiliye socha undono ko bhi sath le jayu.


Bondita : please kakasasurji? ... and made an innocent face.


Kaka : accha thik hain par shirf bahu ke kehne par.

Ek or baat dhiyaan rakhna waha jaake koi garbar nehi hone chahiye.


Bondita : ji kakasasurji. apke bondita bahu par bharosa hain na?


Kaka : ha bas tumhare bharose hi jaane de rahe hain.


Bondita : Sukriya kakasasurji .


Kaka : waise kab jaa rahe ho?


Anirudh : kal ki hi ship hain.


Kaka : accha thik hain.


Everyone finished breakfast and left from there.

Jag andhera tu sitara mera (Complete ✅)Hikayelerin yaşadığı yer. Şimdi keşfedin