Anirudh : bond...

Bondita : main abhi khana bana ke aati hu and she left from there.

Anirudh : itni naraz hain kiya mujhse? aab to or daar lag raha hain. apni dil ki baat kaise kahu?

Bondita in kitchen : koily didi aaj main khana banati hu.

Koily : thik hain bahurani ji.

Bondita made luchi, aloor dom, begun bhaja, kheer.

Bondita : patibabu aab chai pite hain na? koily didi?

Koily didi : haa bahu rani ji aapke jaane ke badh chote malik ne coffee pina chodh diya.kiyu ki unko aapki haat ki bani coffee ke alwa kisi or ki pasand nehi thi.

Bondita : accha to yeh baat hain? mujhe laga ki woh manorama ji ke wajah se chai peete hain. kitna galat thi main.☹️

Koily : koi baat nehi bahu rani ji. aaj aap coffee bana dijiye unke liye woh jarur piyenge.

Bondita smiled. She made coffee for Anirudh. She came out from kitchen and serve food to everyone.

She served coffee to Anirudh.

Anirudh : coffee?

Bondita : kiyu nehi pina? fir main wapas le jaati hu.

Anirudh : nehi nehi pina hain na.

He drank coffee.

Anirudh : wah bondita! tumhari haat ki coffee pi ne ke liye main taras gaya tha. tumhare alwa kisi or ki haat ki coffee mujhe pasand hi nehi hain.

They were looking at each other.

Kaka : ahem ahem. arre bahu hum bhi hain yaha.

They came in reality and they were blushing.

Bondita : ji ksj.

Kaka : bahu aaj bhi tumhare haato main wahi pehle wala suwad hain. maan khush kar diya.

Bondita : Sukriya ksj.

Bondita went to kitchen. Anirudh also went their.

Anirudh : bondita...

Bondita : haa kahiye.

Anirudh : woh aaj jo bhi hua subeh woh...

Bondita in her mind : kahi yeh datenge to nehi.😢

Anirudh : jo bhi hua uske liye maaf kardo main neend main tumhe apni taraf khich liya tha. Sorry😅

Bondita : oh accha aap yeh kehne aye the? mujhe laga ki aap....

Anirudh : kiya main?

Bondita : kuch nehi aise hi.... she started gigling.


Anirudh : tum hash kiyu rahi ho.


Bondita : woh kuch nehi or aapko maafi mangne ki koi jarurar nehi. hojata hain kabhi kabhi.


Anirudh : sotti Bondita.


Bondita : haa sotti.

Anirudh left from there.


Suddenly smapoorna entered. Everyone was angry seeing her exept binoy.

Binoy : aare sampoorna tum agayi.


Sampoorna : ji agayi wapas.


Kaka : huh agayi nagin dash ne ke liye.😏


Sampoorna : kuch kaha apne jeth ji.


Kaka : nehi hum kaha kuch kehte hain. Bahu jara bahar aana.


Sampoorna : bahu? matlab?


Bondita came out. Sampoorna shocked.


Sampoorna: tum tum...to bondita basu ho na?


Bondita : main basu thi. aab main bondita anirudh roy Chowdhury hu.😒


Sampoorna : or manorama?


Vinoy : arre sampoorna yeh humari bahu bondita hain matlab tumhari behen.


He told everything to sampoorna.


Sampoorna : kiya meri behen bondita? tu zindah hain?


Bondita : kiyu aapko dhukh ho raha hain ki main zindah hu?


Sampoorna : nehi main to bohat khush hu meri behen jo wapas aagayi.

Bondita : behen? kaisi behen? apne kabhi mujhe behen mana bhi hain? Bas kijiye apna jhoota natak.


She left from there.


Sampoorna : yeh bondita bach kaisi gayi. itne dino tak manorama thi or jab woh gayi to Bondita wapas agayi. par main ek louti malkin baanke rahungi. or aab to yeh anirudh ne bhi isse patni maan liya. kahi yeh ish ghar ko warish de degi to mera kiya hoga? ek kaam karti hu isse pehle ki bohat der ho jaye main Anirudh ko hi jaan se mar deti hu or fir bondita to bidhwa hokar waise bhi kuch nehi kar payegi.

Now how will sampoorna kill Anirudh? will Bondita save him? or somthing wrong will happen?







Jag andhera tu sitara mera (Complete ✅)Where stories live. Discover now