QAHAR

2.3K 293 24
                                    

Dua krna ki
Fir na mile hum
Kyuki mere savalo
Ka javab desako
Iss layak nhi tum.

After reading the shayri only KS'S hands started shivering she was knowing that whom this whole chapter is about after gaining some courage she started reading the chapter.

Tum dhokha khalo lekin dhokha mat Dena kyuki insaan dhokha kha lene se kuch nhi khota hai. Dhokha Dene se sab kuch kho deta hai. Aur aaj aap bhi khoyengi KS aap khoyengi apni MS ko ham ham sachme thak chuke h yeah jimmedariya uthate uthate badappan dikhate dikhate.

Sabko lagta h MS toh samjhdar hai maaf krdengi par ab nhi kyuki maaf krne ke liye MS bhi honi chahiye jise toh bahot bakubhi se aap sab ke dhokho ne maar diya h aur ek zindaa laash se kesi maafi vo toh chahkar bhi kuch nhi kr payegi.

Hame nhi pata tha ki zindagi me ham itne kamzoor kabhi padenge, hame nhi pata tha ki ham khud ki kabiliyat par kabhi shakk krenge, hame nhi pata tha ki jinhe ham sabse jayda pyaar krenge vohi hamari sath aisa krenge, hame nhi pata tha ki Jo logo ko hamne hamare parivar kha vo kabhi iss layak tha hi nhi.
Sach baat toh yeah h ki hame kabhi kuch pata hi nhi tha ankho par pati band kar sabki bato par vishwas krlete thee par issab se hame kitna dard hoga hamne kabhi socha bhi nhi tha.

KS aapko toh hamne apna dost kha thaa aur usee bhi kayi jayda mana tha fir iski kya zaroorat thi?
Aapko pata h insab ki vajah se aaj jab hamare samne koi kehta h mera vishwas Karo mein apko kabhi dhokha nhi dunga toh hamare chehre pe muskurahat ke alawa kuch nhi hota h.

𝗪𝗛𝗬 𝗔𝗟𝗪𝗔𝗬𝗦 𝗠𝗘?حيث تعيش القصص. اكتشف الآن