promo.

2K 146 11
                                    


Nandani apne room main bethi hoti hai jab manik enter karta hai manvi aur mansi ke sath.

Manik _ woh main mansi aur manvi ke sath outing par jaa raha hon tumhe kuchh mangwa na hai to bata do main leta aaonga.

Nandani _ no thanks.

Manik _ pakka kuchh nahi mangwa na hai tumhe yad karo

Nandani _ kya yad karo jab kuchh bholi hi nahi main aap jao na kyu time kharab kar rahe ho mansi badi has rat se nandani ko dekhti hai aur.

Nandani  ye note karleti hai aur.

Nandani _ mansi idhar aao maire pass.

Mansi shoked hokar nandani ko dekhti phir apne papa ko.

Nandani _ apne papa ko kya dekh rahi ho kya woh mana kar denge maire pass aane ke liye.

Manik _ no way mairi aisi majal kaha ki main mana karo jaao beta aaj tumhari maa ko tum par pyar aa raha hai jaao pyar lekar aao onse phir Hume nikalna hoga.

Mansi jaldi se maa ke pass jati hai aur.

Nandani _ jab tumhare face par ye hair style suit nahi karta to kyu banaya tumne pehle bhi kaha banane deti thi main ye styel han kholo ise kitni badi badi lag rahi ho oske hair open kar deti hai aur manik mansi manvi oski baat sunkar sjoked khade reh jate hai oski baat sunkar ke. Next jhtka.
Nandani _ mansi woh maire liye imli lekar aao gi na market se papa ko nahi batana thik hai na.

Mansi _ Ji papa ko kyu4nahi batao.

Nandani _ kyunki maine kaha hai.

Mansi _ par papa ne to pehle hi kaha hai tumhari mom ke liye imli yad rakhna sab bhol jana par imli nahi.

Nandani ye sun kar man hi man khush hoti hai par dikhati nahi hai

Idhar manik keenly nandani ko observe karta hai aur.
Manik pov nandani ki memory Sach main gayi hai ya pretend kar rahi hai abhi jis tarha osne mansi ko bola hair ke liye woh memory jane wala insan nahi bol sakta hai pov end.

one night changed my life (Complite )जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें