truth revel

4.5K 376 18
                                    


Amma _ nandani kya bol rahi ho tum main nahi samghi.

Nandani _ sahi kaha ek na samgh iss ghar main main hi rahi jiski life he'll ban kar reh gayi woh papa ka so cold damad din rat apni lust ko satisfied karne ke liye sex toy ki tarha maira  use karta hai aur main kuchh nahi kar paati hon.

Amma _ nandani.

Nandani _ kya nandani Amma pori body panic rehti hai mairi oske torture se mughe kuchh kehne ka haq nahi hai agar kaha to aapka ladla beta appa ko destroy kar dega janti hai woh one night stand person koun tha oss rat.

Amma _ koun.

Nandani _ manik matlab yesh papa ka damad aapka beta monster osne ye sab plane ke that kiya tha aur ab bhi aaya hai to kuchh souch kar aaya hoga.

Amma _ kya hole jaa rahi nandani tu mughe kuchh samgh nahi aaraha hai.

Nandani _ abhi samgh main aajayega don't worry about it chaliye niche dinner karte hai pehle phir aaj ki rat hi sab clear karna hai mughe thak gayi main ab aisi life spend karte hue Jahan mairi koi marji nahi hai.

Amma _ maira manik aisa kaise hogaya woh to bahut soft hearted tha.

Nandani _ chaliye niche aur pochhe osse jakar woh angel se monster kaise ban gaya mughe to pata chal gaya hai oska sach baki woh banayega ab aapko.

Amma norvouse norvouse si aur nandani normal way main niche otarti hai aur.

Appa _ mairi beti kaise hai.

Nandani _ achhi ho appa

Appa _ ab nind pori hogayi na damad Ji bahut care karte hai tumhari.

Nandani _ han appa bahut care karte hai jaise khud the mughe bhi apne jaisa bana diya thoda rude hokar bolti hai aur ab ki baar manik thoda chonk kar nandani ko dekhta hai jo ab aalia aur mukti se mil rahi thi.

Aur Amma khadi khadi manik main apne barso porane manik ko sarch kar rahi thi aur manik onke intense gaze ko fill karleta hai aur .

Manik pov Amma mughe aise kyu dekh rahi hai ghur ghur karke kya mughe pehchan gayi hai par maine to makeup kiya hua hai. Pov end.

Nandani _ Amma jaldi se khana lagao bahut bhok lagi hai mughe.

Appa _ han han sab ready hai tumhari dono beh no ne tumhari pasand ka khana banaya hai chaliye damad Ji.

Manik _ Ji appa chaliye.

Phir sab dinner karte hai aur Amma bas manik ko hi dekhti hai ose hi food sarve karti hai aur manik confuse hota hai aur nandani ye sab chup chap dekhti rehti hai.

Amma _ ye pays am lo bittu.

Bittu name sunkar manik shoked hota hai aur.

Manik _ kya kaha aapne abhi.

Amma _ kuchh nahi beta ye pays am lo na tumhe pasand hai na.

Manik pov in hone bittu kaha tha mughe ya mughe thoka hua tha han ye hi hosakta hai inhe maire bare main sach those hi pata hai jo mughe bittu bolegi ye pov end.

Phir sab dinner ke baad hall main beth kar coffee pine lagte hai aur.

Manik _ appa main yahan aapke pass ek request lekar aaya tha.

Appa _ kya beta.

Manik _ woh aalia aur mukti ki shadi main apne bhai dhurav aur abhi se karna chahta hon agar asp chahe to.

Appa _ tumhare bhai.

Manik _ han appa maire cousin  brother hai dono abhi UK main hai dhurav maire sath hi buisness main hath batata hai jitni achhi upbringing nandani ki hai wesi aalia mukti ki bhi hogi teeno beh ne sath rahegi to aap bhi tension free rahenge inki tarf se.

Aur osi waqt.

Nandani _ bilkul sahi kaha Mr manik malhotra jaise mairi life he'll ki ab mairi beh no ki life hell banao ge kyu.

Nandani ye ye kehte hi manik bhi shoked hota hai aur baki bhi.

Appa _ nandani beta ye manik kisko bol rahi ho tum ye to yesh hai na.

Nandani _ nahi appa ye yesh nahi hai manik malhotra hai Amma ka beta.

Ye sunte hi sab eksath khade hojate, hai aur manik shoked sa nandani ko dekhta hai jo bina dare aaram se khadi thi sab ke sar par bomb dal kar.

Appa _ sudha tumhara beta.

Nandani _ Amma ka name nyunika hai appa nyunika malhotra sudha nahi hai.

Appa _ nyunika malhotra par aise kaise.

Nandani _ kya hua manik shoked hogaye aap ye sab sunkar ke mughe kaise pata chala han to Mr malhotra main itni bhi bewakuf nahi ho jitna aapne mughe samgha tha main chup rahi to aapne kya soucha dar gayi aapse no way Mr malhotra darna to Nandani ne kabhi nahi sikha tumhare har torture ko bear kiya sirf sach ka pata lagan ke liye jo laga liya maine ab apna makeup hatho aur Amma ko apna face dikhao ho kab se taras rahi hai tumhe dekhne ke liye aage badh kar oski beard hata deti hai an lence aap khud hatho pati parmeshwar.

Beard hatne ke baad nyunika manik ko dekhti hai aur dhere dhere chalti hui manik ke pass jakar . oske face ko apne hatho main lekar.

Nyu _ maira beta maira manik itna bada hogaya hai.

Manik jhatke se nyu ke hath face se hata deta hai aur.

Manik _ don't tuch me dor raho mugh se kis mon se aap mughe beta keh rahi ho han jisko chhod kar gayi apne so cold premi ke sath tab beta yad nahi aaya aapko maire papa ne suicide karli aapke jane ke baad mairi behan aur main ro ro kar pagal hogaye tab hamara khayal nahi aaya aur aaj aap ko beta yad aaraha hai jab apne so cold premi jo aapka ab pati hai iske sath bhagi aage ki baat manik bol nahi pata hai aur nyu ek Jordar slap manik ke face par Marti hai aur.

Nyu _ bas aage ek word nahi bolna maire pati ke liye.

Manik _ aaj ye aapke liye sabkuchh hogaye aur msire papa ka kya jinse aapne shadi ki thi jinse aapne pyar ka kitna bada natak kiya aur phir onhe chhod kar inke sath bhag gayi.

Nyu _ just shut up manik aage ek word nahi samghe main kisi ke sath nahi bhagi thi samghe tum aur ye insan woh hai jisne mairi izzat bachai thi oss rat ko jab main bina kisi sahare ke road par khadi thi ki kaha jao kaha nahi kyunki maira ghar maire bachche to tumhare so cold chacha chachi ne chhin liye the.

Manik _ chacha chachi ne.

Nyu _ han tumhare pyare uncel aunty ne mugh se maira sab kuchh chhin liya aur mughe badnam kar diya main apne premi ke sath bhag gayi hon.

Manik _ aap jhot bol rahi hai aisa nahi hosakta hai.

Nandani _ Amma sach bol rahi hai aisa hi hua tha Mr malhotra barso pehle.

Manik confuse sa nandani ko dekhta hai aur.

Manik _ tumhe kaise pata hai.

Nandani _ main aapki jitni bewakuf nahi ho Mr malhotra jitna aap samghte hai mughe aqal hai mugh main thodi bahut aapne maire sath jo kiya woh koi bhi insan aise hi nahi karta hai oske pichhe koi na koi resion hota hai aapne hum sab ko tarap kiya kyu jab ki hum to aapko jante bhi nahi thi isliye main waha reh kar sach pata kiya store room main gayi to waha aapki Amma ke sath picture dekh kar shoked reh gayi phir sarvent se pochha to osne kaha ye aapki maa hai par inke bare main baat karna mana hai yahan par jab maine pochha to osne batane se mana kar diya phir ek din market se saman lekar aarahi thi woh bahut JYADA tha aur maire pass paise nahi thi tab ek lady ne mairi help ki pata  woh koun thi.

Manik _ koun.

Nandani _ aapki masi jisne aapko bachpan main dodh pilaya tha aapki mom ki cousin sister anita saksena yad aaya.

Manik _ anita masi woh zinda hai.

Nandani _ han kyu aap to onhe mara hua mante hai hai na Mr malhotra onhone mughe sara sach batya ki barso pehle iss ghar main kya kya hua tha.

Manik _ kya hua tha.

Nyu _ main batati hon kya hua tha manik.







one night changed my life (Complite )Where stories live. Discover now