ayappa KYA karo kya nahi

5.4K 331 19
                                    


Dadi _ kya hua chup kyu ho jao jakar kaam karo.

Nandani _ Ji dadi.

Phir nandani first time apne aap kitchen main khade hokar dadi ke liye woh sab banayi hai jo onhone kaha tha aur lekar room main aati hai Jahan samne chachi mehak ke sath bethi najar aati hai. .

Nandani _ chachi nsmaste.

Chachi _ han han jati raho kya bana kar laayi hon.
Nandani _ jo dadi ne kaha tha woh sab.

Dadi _ laa de mughe dekho kya banaya hai chal bahu kha kar bata kaisa banaya hsi is ne.
Chachi _ han maa .

Phir mehak chachi aur dadi sab eksath khana start karti hai sab itna yummy bana Hota hai ki koi kuchh nahi bolta hai aur nandani chup chap dekhti rehti hai ki ab koi kuchh bole aur.

Mehak _ wah bhabhi kya banaya hai aapne so yummy food kyu maa dadi.

Dadi sunkar chonk jati hai aur.

Dadi _ han thik hai itna bhi achha nahi hai bas thik hi hai jao manik ke liye lunch banao woh lunch ghar par hi khrta hai .
nandani _ Ji dadi.

Kehte hue bahar chali jati hai aur manik ke liye lunch ready karti hai aur bahut jyada thaka jati hai aur khana ready karke apne room main jakar ac on karti hai aur bed par beth jati hai aur.

Nandani _ oh ayappa thak gayi itna kam2kiya maine maa ko batati hon main phir maa ko phone karke sab batati hai aur.

Amma _ aaj hi kaam par laga diya onhone beta kyu sarvent nahi hai kya waha par.

Nandani _hai na Amma par manik sarvent ke hath ka khana nahi khate hai aur dadi bhi to maine banaya bahut yummy bana tha maa aapne sikhaya tha aaj kaam aaya.

Amma _ tab hi to sikhaya tha susral main aaj kaam aaya na dekho wese tum khush hona beta.

Nandani hurt hoti hai sunkar par kuchh nahi kehti hai aur.

Amma _ nandani beta kya hua tum khush nahi ho kya.

Nandani _ nahi maa aisa kuchh nahi hai main khush ho bas aap sab ki bahut yad aati hai mughe rone lagti hai aur.

Amma _ nandu beta rote nahi hai chup ho jao lo appa se baat karo apne rona band karo ab beta papa pareshan hojaye nge aapke.

Phir nandani sab se baat karke phone rakhti,hai aur.
Nandani _ oh God manik aane hi wale honge jaldi se shower le leti hon main phir niche jaongi phir.

Niche manik aata hai aur.

Dadu _ aa gaya manik.

Manik _ han dadi garmi
Bahut hai pehle shower longa phir lunch karonga main.

Dadi _ han han kyu nahi bachcha jaa fresh hokar aa.

Manik idhar od har dekhta hua room main jata hai aur.

Manik niche bhi nahi hai yahan bhi nahi hai kaha gayi tab hi bathroom se pani girne ki awaj aati hai aur.

Manik pov oh shower le rahi hai dear wife woh bhi akele no no maire hote aise kaise hogaya spare key hath main lekar gate dekhta hai aur cloth remov karke only boxer main spare key se gate open karta hai aur samne nandani ko fully naked shower ke niche khada dekh kar shoked reh jata hai aur nandani gate par kisi ke hone ko fill karke turn karke dekhti hai aur sambe manik ko khada dekh kar shoked reh jati hai aur showr se girte pani main bhigi bhigi nandani ko dekh kar manik uncontrol hota hai aur gate band karke chalta hua nandani ke pass jakar khada ho jata hai aur nandani ose samne dekh kar norvouse hone lagti hai aur Headown karleti hai shy fill karte hue.
Manik _ maire bina shower le rahi ho wife han this is not fair yar softly face ko hatho main lekar dekhta hai jo bala ka khubsurat lag raha tha pani girne se aur nandani eyes closed kiye kadi thi aur oske lips shivring karne lage the manik ke pass aane se manik thumb se softly lips ko rub karne lagta hai aur nandani ki body react karne lagti hai manik ke tuch se aur jark karke aankhe kholti hai aur najar sidha manik se milti hai aur cute se eye lock ke baad manik Headown karke blush karti nandani ke lips capture karke smoch karne lagta hai aur nandani dhere se manik ke hair rufling karne lagti hai aur manik kiss karte hue nandani ko pori body par shamlesy hand roaming karne lagta hai aur nandani kiss broke karke manik ko dekhti hai aur.

one night changed my life (Complite )जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें