promo.

4.8K 227 16
                                    


Nandani room main dari sehmi bethi hoti hai jab manik room main enter karta hai aur

Manik _ so Mrs malhotra kya hall hai aapke han oske pass jakar beth jata hai aur.

Nandani _ aap kyu aaye hai yahan par rote hue bolti hai aur.

Manik _ tac tac ro rahi ho han rat ko to bahut jaban chal rahi thi tumhari ab kya hua han oske pass jakar husky voice main bolta hai aur nandani dor hojati hai aur.

Manik osko hold karke pull karta hai aur.

Manik _ mugh se dor kyu jaa rahi ho han husband ho tumhara dor jaa kar kya hoga rat ki punishment bhol gaya kya han.

Nandani _ no plese don't do this to me plese maine kya kiya hai aapke sath aap aisa kar rahe hai maire sath bachcho ki tarha aanso saf karke complain karti hai aur sobing karne lagti hai aur manik oske cute complain ko sunkar pata nahi kyu sab kuchh bhol jata hai aur nandani ko ek tak dekhe jata hai aur.

Manik _ so jao main jaa raha hon.

Nandani _ Ji chonk kar manik ko dekhti hai aur manik oske cheek ko curse karke chala jata hai aur nandani heran pareshan si bed par let jati hai aur.

Nandani pov kya husband mila hai mughe ek pal main monster ek pal main kind person pov end.

one night changed my life (Complite )Where stories live. Discover now