every thing change between manan

3.4K 235 15
                                    

Nandani _ suna nahi tumne bolao maa papa ko abhi ki abhi duvet se khud ko cover karke bolti hai aur.
Manik _ jaan clampdown I am your husband manik malhotra.

Nandani _ no way maire husband ka name yash hai manik nahi samghe tum.
Manik _ jaan main jhot kyu bolonga husband wife hai tab hi to bed par dono sath hai hum nahi aise kaise eksath hote hum dono.

Nandani _ nahi maa papa ko bolao abhi ki abhi tum wahi ho na one night wale manik malhotra tum maire pati nahi ho yash maire pati hai.

Manik _ yash bhi main hi tha jaan manik bhi main hi ho tumhara accident hua tha isliye tum sab kychh bhol gayi ho hamari do betiyan hai mansi manvi hamari shadi ko das sal hogaye hai.

Nandani _ bakwas kar rahe ho tum tum mughe dhoke se yahan lekar aaye ho jaise pehle laye the wese tumne maire sath rape kiya hoga.

Manik _ nandani just shut up.

Nandani _ don't shout on me ok pehle bhi rape kiya tha tumne ab bhi wahi kiya hoga.

Manik _ nandani bar bar rape ka name lekar hamare rishte ka mazak mat banao.

Nandani _ I don't care bolao maa papa ko abhi ki abhi yahan par aur niklo room se bahar mughe tumhari shakal bhi nahi dekha ni hai bas duvet se face cover karke let jati hai aur.

Manik helpless sa Cloth wear karke bahar jata hai aur nandani face ko uncover karke washroom main jakar fresh hoti hai aur ready hokar bahar aati hai Jahan oske maa papa mansi manvi aalia mukti dhurav abhi sab bethe hote hai.

Nandani _ Amma appa kehti hui bhi kar onhe hug kar leti hai aur.

Nyu _ kanna kya hua ro kyu rahi ho.tum.

Nandani _ Amma ye aadmi keh raha hai ye maira pati hai aap batao ye jhot hai na.

Amma _ ye thik bol raha hai beta ye aapke pati manik malhotra hai aur ye dono apki beti manvi mansi hai dono ka hath pakd lekar oske samne khada kardeti hai aur nandani ajnabi ajnabi najro se dono ko dekhti hai aur 

Nandani _ mairi betiyan.

Mansi _ yes mom I am your daughters plese mom yad kare kuchh dono nandani ko hug karke rone lagti hai aur manik ye dekh kar restless hone lagta hai aur nandani dono ke rone se pareshan hoti hai aur.

Nandani _ amma inhe chup karwao plese maira sar ghum raha hai bahut tej tej sans lene lagti hai aur manik bhag kar ose hold karleta hai aur nandani unconciuse hojati hai aur.

Manik _ nandani nandani oh God abhi hospital call karo abhi ki abhi bolo dr se hum nandani ko lekar aarahe hai.

Aur nandani ko apne aarms main otha kar gadi ki back seat par lita kar.
Manik _ maa aap bethe aur aap sab ghar jaaye abhi.

Manvi mansi _ papa hum bhi maa ke sath jayenge.

Manik _ no means no jao mousi ke sath kaha na ek bar sunana hi gusse main bolta hai aur gadi gate se bahar nikal ke jata hai.

At hospital

Jab manik nandani ko sterture par lekar jaa raha hota hai samne se sterture par aati girl manik ko dekh kar chonk jati hai aur manik nandani ko liye dr ke cabin main lekar jata hai aur.

Dr nandani ke sare reports dekh kar.

Dr _ sorry Mr malhotra ab hum nandani ji ka opret ion nahi kar sakte hai .
Manik _ what do you mean dr chair se oth jata hai aur.

Dr _ relx Mr malhotra pori baat sune aap pehle hum onka hart transplant karenge ab kyu ye hi sabse achha rahega onki life ke liye.

Manik _ but itni jaldi hart kaha se are nge hoga dr.

one night changed my life (Complite )Where stories live. Discover now