••Shrutakarma••
Panchali was sitting quietly
Yudhishthir:- 3 din ho gaya panchali tum Bahar nahi aai ho apna kaksh se
Panchali smile
Draupadi:- 3 din ho gaya hai Arya mera putra ko gaya hua
Yudhishthir look down
Draupadi:- itna dino se uski muskaan nahi dekhi hai Arya
🍂
Subhadra:- Arya toh abhi tak nahi aaya hai
Bheem get frown
Bheem:- waha panchali 3 din se kaksh se Bahar nahi gai hai or Arjun 3 din se rajya mein nahi hai
Nakul:- Kuch samjh nahi a raha hai bhrata ho kya raha hai
🍂
Satanika:- bhrata Prithvrindya
Prithvrindya look at him
Satanika:- bhrata apka liya patra aaya hai
Prithvrindya:- accha do or suno wo shayad Shrutasena tumhe bula raha tha
Satanika Nod and leave
Prithvrindya open the letter and smile
🍂
Arjun came in rajya Subhadra run to him
Subhadra:- Arya kaha gaya the ap
Arjun:- kisi karya se gaya tha
Subhadra:- Shrutakarma ko dhundne gaya the
Arjun look at her
Subhadra:- mein janti hun Arya aap
Arjun:- aisa kuch nahi hai
Arjun comes to his chamber and sit a tear fall down from his eyes
Arjun:- kaha ho putra
🍂
Vedika was sitting quietly
Radha and Rukmini where tensed for her
Satyabhama:- Arya dekhiya na apki putri kabse chup aisa pehli baar hua hai ki wo
Krishn:- mein janta hun Satyabhama kintu iss samay mein kya karun mujhe samjh nahi a raha
Jambhvati:- vikat samasya hai yaha Vedika chup hai or waha Shrutakarma ka abhi tak kuch pata nahi chala hai
Pradyumna:- pitashree..
Pradyumna came and sambh was also with him
Pradyumna:- pitashree mein or sambh Angrajya ja rahe hein
YOU ARE READING
Shrutakarma~ Hidden Tears
FanfictionThis story is totally fictional, so don't mind or said any harsh words to me or my story.. This story is based on Shrutakarma [son of Arjun and Draupadi] the youngest uppandava.. This story have some fictional characters as well.