part 7 (finding the truth)

598 58 3
                                    

(Do read the author note at last)

Continue from the previous part...

Next morning...
8:00am

Today bondita had taken a leave from court and taking rest in her house.

She has got a opportunity to take a beautiful head massage from her mother...so she is taking a nice massage from her mother...

Sumati (while massaging) beta sun na..kuch kehna tha tujhse...

Bondita - haa maa bolo...(While enjoying the massage)

Sumati - mujhe lagta hai ki anirudh ne yeh sab nhi kiya hai...

Bondita - maa..plzz phir mat shuru hojao...sabko pata hai ki jo kiya hai ussi ne kiya hai...

Sumati - are..meri baat to sun...idhar aa..(she made her sit beside her) dekh dhyan se sunna jo mai keh rhi hu... tune kaha ki anirudh ne arvind jii par hamla kiya hai...(she nodded) aur tune yeh khud dekha bhi hai..(she nodded) matlab tune uska chehra dekha tha....?

Bondita - nhi..uska chehra to nhi par maine usko bhagte hue dekha tha..his back was facing me...aur uske shirt se aur vaha baba ke pass pare uske watch se mujhe yakeen hogaya ki yeh vo hai...(sad tone)

Sumati - back....matlab tune uska chehra nhi dekha...(she nodded in no) iska matlab sure hai ki anirudh ne yeh sab nhi kiya hai....

Bondita - maa...uska chehra nhi dekha par uska shirt aur watch dekha tha maine...so...(interrupted by sumati)

Sumati - chup reh...sirf shirt aur watch dekhne se hi pata nhi chal jata ki kaun hai..koi aur bhi to ho sakta hai

Bondita - maa ab aap yeh batao...aapko Aisa kyu lagta hai...

Sumati - kyuki...sun dhayan se sunna...us din jis din yeh sab hua...tab 2 log gayab the...ek arvind jii..aur dusra binoy daa...haina..(she nodded) dekh tu aur anirudh dono dhundne nikle the tu apne baba ko aur vo binoy daa ko..haina (she nodded) aur ab mujhe yaad aaya ki...us din hamla hone se pehle anirudh humare ghar aaya tha... (She shocked)

Bondita - par maa...anirudh bas ghar aaya tha..isse yeh to saabit nhi hota na ki usne yeh nhi kiya....

Sumati - hota hai...kyuki usdin anirudh yaha aaya tha aur kuch samay ke liye nhi..vo to yaha bahut der baithkar binoy daa ka intezaar kar raha tha...aur vo bahar dhundhne tab gaya jab tera phone aaya ki tere baba hospital mei hai...!

Bondita was totally shocked... listening this...

Bondita - (shocked tone) iska matlab anirudh yaha se jab kaka ko dhundne gaya uske kuch hi minto baad maine call Kiya tha hospital se...(sumati nodded)

Sumati - to ab soch agar arvind jii pe hamla hone ke dauraan anirudh yaha tha aur bas tere phone aane ke kuch mins pehle hi nikla to asal mei hamla kiya kisne..??!

Bondita shocked her brain was hanged...

Bondita - maa Mera dimaag kharab horaha hai...iska matlab anirudh ne yeh sab nhi kiya aur mai....yoonhi..

Sumati - dekh beta ab tujhe dhundna hoga ki kaun hai is hadase ke peeche...

Bondita - Kaun ho sakta hai ?

Sumati was thinking when her eyes fell on chandrachur who was standing outside...

Sumati - shayad koi apne hi ghar ka..(looking towards him)

Bondita looked the way sumati was looking and then she also thought of him only....

Bondita - Chandrachur....(looking towards him)

Sumati - haa...par is pure planning mei vo akela to nhi hosakta zarur uske saath koi aur to zarur hai....par kaun hai yeh uspe Nazar rakhne pe hi pata chal jayga....

Bondita - sahi kaha...par maa mai ispe humesha kaise nazar rakhungi...

Sumati - tu akeli...huhh..pagal hai...acchi tarha pata hai mujhe is haivan ki kaisi nazre hai tujhpe aur uske baad mai tujhe akela ispe Nazar rakhne choru...haaa..soch bhi kaise liya tune...

Bondita - to kaun ayega mere saath...?

Sumati - aur kaun... Anirudh..!

Bondita - Anirudh...vo kyu..?

Sumati - aree... rishta tum dono ka hai.. to rishta tootne ke peeche ka sach bhi tum dono ka hi hona chahiye na...naki sirf tera...hmm

Bondita - thik hai..par vo manega mera saath dene ko...?

Sumati - tu shayad bhool rhi hai ki dushmani ki baat anirudh ne nhi tune ki thi...usne to is baare mei hmm tak nhi nhi kiya...sab manega vo..kal jaana uske pass aur jaise maine samjhaya bilkul vaise hi usse samjhana...thik hai..

Bondita - hmm..bahut Bharosa hai na apne jamai pe...?

Sumati - haa...beshak hai...tujhse bhi zayada...(chuckled)

Bondita - maa..aap abhi...(she went from there)

And that all night Bondita was only thinking about what her maa said..and about anirudh that how will she convence him...

Next morning...
8:00am
In court..
Bondita went inside anirudh's cabin and kept a letter on his table and then came back to her cabin...

Anirudh came back from his washroom after sometime...sat on the chair when he saw the letter...he opened it..

In the letter..

Hii Anirudh...mujhe bas tumse itna kehna hai ki aaj shaam 5:00 baje mujhe 'Calcutta Cafe' me milna...kuch urgent baat karni hai..

Bondita..

After reading the letter he looked towards bondita's cabin...and saw she was busy with her client...he kept the Letter and continued his work...

Soon it was 5:00 pm...

Anirudh was waiting for her in the cafe...but Bondita was little late...soon she came...

Bondita - sorry for the delay...kuch kaam tha isiliye...

Anirudh - it's ok...ab bataogi ki kis liye bulaya mujhe...

Bondita - haa.. actually (and she narrated the whole mystery that she and sumati took out from the hidden past and also their suspected person and their planning)

Anirudh was really very shocked...

Anirudh - maine pehle hi kaha tha ki maine yeh sab nhi kiya hai...(looking on the other side)

Bondita (in mind) yeh itna formal kyu behave kar rha hai..aise jaise mai koi parayi hu...

Bondita - (loudly) haa..thik hai..to tum batao doge saath mera...

Anirudh (in mind) baat to aise kar rhi hai jaise pehle kabhi iske saath Mai tha hi nhi...

Anirudh - (loudly) haa..kyu nhi sach ka pata lagana to humara pesha (profession) hai...

Bondita - to thik hai kalse chandrachur pe Kari nazar rakhi jayegi..done (forwarded her hand for handshake)

Anirudh - done...(shaked hands)

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

So, guys finnally it's the time for the truth...and also I'm gonna end this story soon and continue..my other story "Piya...O re piya" after this...

And also future chapters are gonna be very interesting so...keep reading my story...

Thank you
Akshu..

O morey saiyyan...♡ (Completed ✅)Where stories live. Discover now