HER NAME IS MOON(Nonfiction S...

By wajidsays

7.6K 183 18

"I'm still thinking that you're the good one.I hope you're happy, and you have learned that you're perfect. I... More

You never try to save us
After 3 months
Tassaliyo par kese ji paata
muddato baad |wajidsays
Ab kaha kisi pe itna yaken laaaya jaaye with explanation
Tere mehndi ke haath

khuda ne cahaa toh phir mulaakat hogi.

1.5K 57 5
By wajidsays

Khuda jaane kab, yeh dil ki
kaifiyat tere Dil me aam hogi

Tere sehar,aagosh taley ek
roz zeest ki aabaru tamaam hogi

Na Azmaa mujhey,agar ab
Mar gya toh zindagi mubtala azaab hogi

iftiyaar,sehari,ya falak ka mehtaab
Tere bgair suni meri har shaam hogi

Dubte sooraj puur-noor mehtaab
Jab dekhu tere zikr ki barsaat hogi

khwaab hai tujhse milna Tere sehar,gali mein kabhi toh meri shaam hogi

Ashmaan mein,hasar me
Ya yahi tumse mulaakat hogi

Ek nazar dekh sakta bhi nahi ab
Is mohtaaz ki kya zindagi abaad hogi

khyaal seerane rakhkar,so jata hu tere
Isi bharm kbhi toh khwaab me mulaakat hogi

khte teh taa-umar yaad rakhoge
btaaoge is kadar bhoolne ki kya baat hogi

Khuda bhi sab jaanta hai maanta hai
uske insaaf ki kisi roz awaaz hogi

Jo hua hona tha hokar raha wajid
yakeenan uski bhi khuch saaz hogi

Khuda ne cahaa toh rubaroo bhi milege
khwaabo ki kya mjaaal hogi

Musafir hai tum bhi,woh bhi wajid
Phir kisi modh pr mulaaqaat hogi.!!
-Wajid Shaikh ( @wajidsays )
#wajidshaikhpoetries
IG:@iwajidshaikh
Zikr-e-Yaar
Part-22| 2022|Her name is moon

Continue Reading

You'll Also Like

19.5K 1.4K 26
It's a story of a man who respect his family soo much and never said no he love his wife soooo muchhh but he always chosse family over wife to know...
Ajnabi By MG

Short Story

17.3K 646 15
Book One/Completed Ek raat hui mulaqat, Tha kuch lamho ka saath us Ajnabi ke saath, A short roman urdu novel.
5.3K 90 13
مكبلاً، مقيداً، معصوب العينين، مربوط على كرسى بالاحبال . لم يسمع منذ ثلاثة ايام اى صوت الا صوت غلق و فتح الباب و وضع الطعام و فك وثاقه لمدة لا تتعدى...
12.8K 634 7
Highest ranking:#1 in short story Completed Kya kisi ki mohabbat itni gehri ho sakti hai , ke dunya ke har rasm-o-rawaj ko tor kar nibhaayi jaaye...