Yeh hai mohabbatein(Season 2)✅

By Juyairah__Rahman

14K 1.3K 1.5K

Bhavna: Haseena aunty Haseena: Aapke papa kaha hai Bhavna: Wohi toh the Haseena: Dekhna ab daat padegi Anub... More

Introduction
The first meeting of Anubhav Bhavna Haseena
Kamini send legal notice to Anubhav
Anuseena told each other their painful past
Bhavna and Anuseena's picnic
Bhavna learn the truth from Anubhav
Bhavna choose Anuseena over Kamini
Bhavna get disappointed with Anubhav
Haseena make reunion of Anubhav Bhavna
Hasimaa her best gift in sagai from Bhavna
Haldi, Sangeet Sandhya and mehendi rasam
Anuseena's Vivah and Baba Bhav Hasimaa video calling
Anuseena won Bhavna's custody
Baba Bhav Hasimaa day
Khadoos Dsp aur Jhansi ki Rani
Ek duje se hai Shikhayatein
Rutha ruthi khathi mithi kaisi hai yeh ladai
Haseena make reunion of Karan Arjun RamBhav
Hearts are healing from wounds
Love is knocking the hearts
Bhavna take stand for her Hasimaa
Bhavna's change behavior toward Anuseena
Court notice again. The warning from RamBhav and Karishma
Children get separation again
Anuseena's emotional conversation
Karishma approved new law on child custody in final hearing
Back to Delhi forever. Anushma's childhood memories in Delhi
Mission Anuseena love story start
Bhavna banrehi hai Anuseena ki Dil rahatein
Anuseena ki nok jhok wala pyaar
Dear Anuseena second love can be true too
Anuseena's caring nature for each other
Love is in the air
DSP Anubhav is in love
Doctor Haseena is in love
Love found it way
Teasing newly love birds
Haan hum dono bhai mante hai ki hum jodru ka gulam hai🙏🏻
Chand k neeche hum dono premi premika
Little world of mothers
Saat janom ka maha vivah
Honeymoon in Goa
Good News for Anuseena and families
Happiness everywhere
Mid night cravings and mood swings
Ek dusre k dharam prati izzat
Babymoon. Purani yaadein
Holi ustav
Le Dil laya hai bahar aapno k sang kya kehna
The unexpected things
The wrong intentions
Good wins over evils
Baatein kuch unkahi si - Part 1
Baatein kuch unkahi si - part 2
The unbreakable bonds
Antim Adhaye
Kuch ateet ke panne

Ramayan Ram ke drishti se

155 10 27
By Juyairah__Rahman

A special part please read carefully and feel the emotions

Children were listening Ramayan from their grandparents suddenly Ruhi and Bhavna get idea of do Ramleela

Bhavna: Kyun na hum sab iss baar Ramleela kare

Kids called all the elders

Ruhi: Maine aur behena ne socha hai kyun na hum sab Ramleela kare waise bhi Vivah Panchmi araha hai teen din baad

Bhavna: Aur iss baar Ramleela karenge Chachu Ishimaa aur baba Hasimaa

Maa: Bacchon ki baat Galat toh nhi hai....waise Panditji ane wale hai kyun na pehele unka rai janle iss baremei

Kids: Thik hai par Ramleela toh hoga

At evening

Panditji come and elders tell about Ramleela that kids suggest them

Panditji: Ati uttam vichar parantu joh khata sunayenge unhe pehele pura Ramayan khata padhna hoga

Rambhav went toward Panditji and wishper something. Panditji smile

Karishma: Panditji sablog Ghar par hi hai....aapke samme roles decided kar lete hai.....aur rahi baat bhajan ki toh woh aap karenge

Everyone get together at hall for roles. Karishma start writing the roles

Bade papa and badi maa parents of sita, maa baba parents of ram, amma appa grandparents of ram, Raj and Vandu parents of Hanuman, Ishu bhabhi aur Ram Bhaiya shivshakti, Anu bhaiya aur Haseena lakshmi narayana, Karishma Viyom lakshman and urmila, Simmi di surpanaka, Abhishek jiju ravan, Cheeta brother of ravan, santosh vedvati , romi Bhai parshuram , pushpa maa sumitra, adi and anjali ram and sita,hasan Hanuman,Ira shabari mata,ruhi,Anaya, bhavna,pihu, ishaan, Raghav, Vedika,mahir, Mahira, shravan and krijitha are vanar seena ,pammi aunty manthara, Bala jiju vibhishan,mihika kaikai, vandu akka is the teller of the story aur Vandu akka aapka ek role hai Vrinda ka flashback dikhane k liye hum woh pehele karenge phir aap khata sunana aur Mihir Bhai aap Jatayu. And Abhi jiju Sorry Simmi di ko surpankha banane k liye agar param hota toh use hi Ravan bana deti.....aur haan kuch double roles bhi hai kyunki pura Ramayan dikhana hoga

Rambhav: Hum log clubhouse mei Ramleela karenge. Aur sabko bulayenge

At evening Vandita read the Ramayan and puran properly then write dialogues with Panditji and Karishma

After three days

A epics love story of India. A story of bhakti, prem, tyag aur viraah

Before starting the Ramleela. Everyone said Jai Shree Ram Jai Siya Ram Jai Shree Hanuman

Satya yug

Vrinda: Mai Vrinda aapki sabse badi bhakt aapko sharp deti hoon jaise aapne mera pati varta toda chaal kiya thik waise hi jab aap dusra avatar lenge tab koi aur aapki patni ko chaalega

Narayan: Manzoor hai vrinda

Treta yug ka samaye agaya

Narayan: Chandchala samaye agaya hai dusra avatar lene ka

Lakshmi: Iss baar viyog lamba hoga Narayan

Narayan: Jaise mere aradhaye ne Parvati ka pratiksha kiya.....Meri behen 3000 varsh tapasya ki Mahadev k liye......jaise samundar manthan mei aapki pratiksha ki waise iss baar bhi karenge

Lakshmi smile painfully and left for her Vedvati avatar then Siya's avatar. Narayan look at his Shree who disappeared then he too wait for his avatar

Lakshmi take avatar as Vedvati

Ravan tried to molest her

Vedvati: Tumne meri tapasya vandh ki hai....Mai sharp deti hoon ab ek Nari hi banegi tumhari maut ka Karan

______

Both Lakshminarayan take avatar

Mithila

King Janak found Sita from earth

Sunaina: Koi naam socha hai apne

Janak take his beloved daughter in his arms: inka toh anek naam hai maharani vaidehi, Janak ki Janaki....mithila ki Rajkumari maithili....bhumi se jamni Bhumija.....par har naam milakar hum inhe Sita bulayenge

Ayodha

King Dasharath take his most beloved son in arms with tearly eyes said Ram

Vandita start telling their childhood and education

Ram hug his siblings

Bharath: Aapko gyaat hai Bhratashree yeh dono hume dara rehe the

Lakshman: Aur yeh aapki pratiksha mei the ki aap unhe bachane ayenge

Ram: Mere Priye Anuj Jeevan mei age jakar aur bhi bohot kathino ka samma karna padega tab sayad mai na rahu issilye abhi se har kathino ka samma karna shikho

At Mithila

Sita is playing with mitthi with her siblings

Urmila: Aapko kuch zadya hi lagav hai mitthi se Didi

Sita: Hume sadev apne Bhumi yeani dharti se prem karna chahiye

Mandavi: Aisa kya khaas baat hai Didi

Sita: Aao baitho mere saath....ab yeh batao ki Bhagwan insaan kaise banate hai

Urmila: Yeh kaise prashna hua bhala

Sita smile: Mitthi se....har jiv iss mitthi se bane hai issilye hume apni bhumi se prem karna chahiye

___________________

Milne chale Siya Ram

Sita taking flowers from trees and saw Ram. Both were lost in each other lotus shaped eyes

Lakshman: Bhaiya Guruji bula rehe hai

But Ram Sita didn't listen anything and just looking each other

Urmila come and called Sita: Didi

Ram: Aapka naam

Before Sita speak Urmila said: Humari Didi Mithila ki Rajkumari Maithili hai....Raja Janak ki Jyesth putri Janaki parantu sab unhe prem se Sita pukarte hai

Ram look at Sita and smile: Sita

Sita smile: Aapka naam

Lakshman: Humare bhaiya Ayodha ki yuvraj aur Dasharath nandan Ram hai

Sita smile and close her eyes in peace

Urmila take Sita with her and Ram was looking at the direction where Sita is going he smile lightly

_________________________

Sita's Swayamvar

Ram sitting on stone Lakshman bring food for them

Lakshman: Bhaiya jab mai bhojan lene gaya tha tab pata chala ki kal Mithila ki Rajkumari Sita ka Swayamvar hai aur Guruji ne bataya ki har rajya se har raja ayenge aur saath mei humare rajya se bhi aapko ana hai

Ram smile: Haan zarur jayenge.....parantu mujhe nhi pata ki Rajkumari Sita ko kya Priya hai kya apriya....agar Swayamvar mei Jeet gaye toh kya mai ek accha ardhan ban payunga Anuj Lakshman

Lakshman: Aap sabse zadya acche ardhan sabit honge dekhna....agar aap acche putr acche bhrata hoshakte toh aap isse bhi accha ardhan hoshakte hai....mujhe toh Kal ki pratiksha hai....aapko pata hai parso Pitaji arehe hai

Ram smile look at the moon he again saw Sita's glimpse in moon

Ram pov: Kadashit yeh Prakriti kuch kehne ki prayas karrehi hai.....humne phirse unka mukh dekha chandrama mei

Sita too looking at moon from her room

Sita pov: Hey Gauri maa aapne 3000 varsh tak apne ardhan Mahadev ki pratiksha ki thi aj aapki bhakt aapse yehi prathna karti hai ki joh bhi Swayamvar jeete woh sabse alag ho

Shivshakti smile and Pravati bless her

Tomorrow

Everyone gather for Swayamvar

Janak: Joh yeh shiv danush todega wohi humari Jyesth putri Sita k yogya var hoga.....Swayamvar shuru kiya jaye

Sunaina and other 3 sisters bring Sita and Sita is looking at everyone

Sita pov: Woh ayenge....mujhe vishwaas hai woh zarur ayenge....Mata Parvati aap unhe jaldi bhejiye yehaan

No one can break the shiv danush not even Ravan who is the bhakt of Shiv

Ravan: Mai kaise Jeet nhi paya....Mai shiv ka bhakt hoon

Parvati look at Mahadev: Mahadev ismei aapki koi leela hai kya

Shiv: Joh dikhane k liye karta hai.....paap se bhara ho jiska Jeevan mai khud use apne bhakt hone se aswikar karta hoon....bhalai Ravan jitne bhi puja kare mere....Mai uske pukar ka uttar nhi dunga....bholenath hoon paranatu saath mei Rudra aur mahakal bhi hoon

Pravati nodded then answer Sita's prayers

Lakshman: Maharaj Janak humare Ayodha rajya se Rajkumar ka ana baki hai....humare Jyesth bhratashree Ram

Ram coming with his Guruji. Sita Ram again look each other and smile

Ram break the shiv danush and won

Suddenly Prashuram come and shout

Prashuram: Kisne Shiv danush ko toda hai....kisne yeh dusht karm kiya hai

Ram look at him: Jii maine toda hai

Prashuram identify him as avatar of Narayan's 7th avatar also look at Sita who is avatar of Lakshmi

Prashuram bless them and also give Vishnu danush to Ram and left

Janak: Putri Sita Rajkumar Ram ko apne ardhan k Roop mei swikar karo varmala pehna kar

Sita come toward Ram and exchange Varmala and declare as Husband wife officially

Shivshakti too bless them and smile

King Dasharath come

Dasharath: Raja Janak mai chahata hoon ki mere baki teen putro ka vivah bhi aapki mithila ki baki teen Rajkumari se ho

Janak smile: Yeh toh humare liye swabhagya ki baat hogi....aapke rajya se charon putron ka vivah humare rajya se charon Rajkumari se zarur hoga

Four prince of Ayodha get married with four princess of Mithila and went to Ayodha

Manthara plotting against Ram

Manthara: Maharani Kaikei ab toh Ram ka vivah hogaya hai aur ati shreegrah woh Raghukul vansh ka ane wale raja banega

Kaikei: Haan toh mera priya putr hai aur jyesth putr hai woh iss path ka adhikari hai

Manthara: Aap samajh nhi rehi Maharani agar Ram Raja ban gaya toh toh Maharani kaushalaya aapke upar hukum chalaigi....Bharath Ram ke neeche kaam karega....yaad kijiye aapne Raja Dasharath ki jaan bachai thi ek yuddh mei aur unhone vachan diya tha ki aapko jab bhi kuch chahiye woh denge. Aur Raghukul ki reet sada chali ayi hai pran jaye par vachan na jaye

Manthara left Kaikei in thoughts and smirk evily

King Dasharath come with his sons and daughters in law in Ayodha all the people get happy to see Ram. Sita smile on Ram that how people love him. Indeed she did a good deed that why Adi prashakti bless her with Ram as husband

Rani Kaushalaya and Rani sumitra welcome them

Ram: Maa Kaikei Mata kaha hai....woh nhi ayi

Sumitra: Patani achanak unhe kya hua...Mai aur kaushalaya Didi gaye the parantu koi uttar nhi diya

Ram: Mai dekhkar ata hoon

Dasharath: Nhi Ram mai jata hoon.....Tum sab andar pravesh karo apni patni k saath

__________________

Hanuman: Maa Pitaji mujhe aisa abhas hua ki ati shreegrah mere prabhu Ram mujhe bulayenge.....toh kya mai jaun unki pratiksha karne

Hanuman's mother: Jao putr apna dharam nibhao

Hanuman's father: Agar tum nhi laute toh hum samajh jayenge ki tum apne Prabhu Ram k pass ho

Hanuman's parents bless him: Kalyan ho putr

Hanuman wishper: Ram

____________________

All gather for dinner

Kaushalaya and Sumitra: Aj tum Charon ki pariksha hai tum sabko pechan na hoga ki konse bhojan tumhari patni ne banaya hai

Ram taste kheer and see Sita: Yeh kheer Site ne banaya hai Mata kyunki ismei adhik prem ki mithas hai

Sita blush

________________

At Ram's room

Ram: Aapko apni ardhangini k roop mei pakar mai dhanya hua. Aur jab bhi koi mujhe pukarega toh unhe Ram ke Sita nhi balki Siya ke Ram kehkar pukarna hoga. Aur haan mere sadev ek hi patni hogi sirf aur sirf aap hogi humari patni aur koi nhi

Sita hug Ram happily

Sita: Raghunandan aapko kaise gyaat hua ki kheer maine banaya tha

Ram: Prem k karan Satya kahe toh pratham baar aapko dekhkar hume prem hogaya tha aapse.....aur joh pati apni patni ki har baat janta ho wohi toh saccha prem hota hai Site

Sita smile

__________________

Next day king Dasharath went to queen Kaikei room she was wearing black sari

Dasharath: Rani Kaikei yeh kya halat banai hai aapni

Kaikei: Aapko yaad hai ki aapne mujhe vachan diya tha ki aap humari har iccha purn karenge

Dasharath: Haan yaad hai

Kaikei: Toh Ram ko 14 varsh k liye van bhejiye aur Bharath ko raja bana dijiye

Dasharath: Yeh kya kehrehi hai aap Rani Kaikei

Kaikei: Raghukul ki reet sada chali ayi hai pran jaye par vachan na jaye aapne vachan diya tha toh humne bhi apni iccha bata diya toh use nibhana ab aapka kartvaya hai Arya

King Dasharath called Ram

Ram: Boliye Pitaji aapne mujhe kyun bulaya hai

Dasharath painfully: Ram mera adesh hai ki tum 14 varsh k liye van jaoge

Ram smile and without said anything he agree: Ji thik hai Pitaji aapke adesh ka palan hoga

Lakshman: Bhaiya mai bhi chalunga aapke saath....aapke seva karne

Ram: Lakshman Pitaji keval mujhe kaha hai

Lakshman: Parantu mujhe aapke chaya bankar rehna hai.....Mai aapke bina nhi rehshakta....Mai van mei aapki sevak banunga

King Dasharath hug his sons tightly and crying bitterly. The news spread in whole Ayodha like fire. All the people crying for their prince

______________

Ram: Site Pitaji ne adesh diya hai ki mai 14 varsh k van jaun

Sita: Mujhe bhi apne saath le chaliye raghunandan

Ram: Nhi Site yeh Raghukul ki Vadhu ko sobha nhi deta

Sita making ready Ram with tearly eyes

Ram: Mai ata hoon Pitaji aur Mata se milkar

Sita get ready in vanvasi sari. After sometime Ram come to room and saw Sita in yellow sari

Ram: Site aapke abhushan aise kyun hai

Sita: Kyunki mai bhi arehi hoon aapke saath....Raghunandan yaad kijiye hum dono ne vivah mei kya vachan diya tha ek dusre ko....aur aap mujhe apni patni dharam nibhane se nhi rok shakte

Ram: Site Vanvasi ka Jeevan bohot kathin hoga

Sita: Jab mere Raghunandan mere saath hai toh har kathin cheez mere liye saral hoga. Agar aap Kaikei maa ki adesh ka palan karke Raghukul ki reet nibhana chahate hai toh mera bhi kartvaya hai apna vachan nibha kar Raghukul ki reet ka maan rakhna

Ram gave up and agree: Thik hai hum dono iss Yatra ko ek saath par karenge

________

Urmila: Mai ana chahati hoon aapke saath Arya

Lakshman: Nhi Urmila mai bhaiya ka khayal rakhne k liye jaraha hoon

________

Ram Sita Lakshman get ready to go before they take blessing from their parents

Sita hug her three sisters

Sita: Apna aur parivaar ka khayal rakhna

They left for vanvas

Vanvas Jeevan

Lakshman Ram make their small house in van while Sita is screaching for something to eat

Sita: Raghunandan Lakshman ayiye bhojan kijiye

Day by day love increasing between Ram Sita and Lakshman take care of them

Lakshman: Bhaiya Bhabhimaa mai khane k liye kuch lekar ata hoon

Ram Sita nodded and smile

Ram hug Sita: Aapke saath har muskhilon se bhara din saral hone laga hai Site

Bharath take Ram's sandels

Bharath: Bhaiya Pitaji iss duniya mei nhi hai.....aur aap hum teeno bhaiyon k liye pita saman hai......laut ayiye Ayodha apne Ghar

Ram painfully: Par mai nhi aashakta Anuj....Pitaji ka vachan tut jayega.....Tum mere yeh jhoote le jao isse tumhe eshaas hoga ki tumhare Jyesth tumhare saath Ayodha gaye hai

Bharath hug Ram and cried

Surpankha and Lakshman punish Surpankha and Ravan's evil plans

One day Surpankha saw Ram she get attracted toward him and went to proposed him

Surpankha: Ati Sundar ho tum....Kya tum mere Jeevan saathi banoge....Mai tumhe pasand karne lagi hoon

Ram: Maaf kijiye mai vivahhit hoon....aur mere Jeevan mei sadev ek hi patni hogi mere patni ka naam Sita hai aur mai use atyant prem karta hoon

Surpankha: Mai tumhe har sukh dungi

Ram: Parantu mai apni Site k saath atyant sukh mei hoon.....aap kripia prasthan kijiye agar aapki baatein mere Anuj Lakshman ne sun liya toh aap uske krodh k agni mei jal jayigi

Surpankha: Mai nhi jaungi jabtak tumhe mai hasil na kar leti

Lakshman come in anger: Jao yehaan se

Surpankha: Nhi jaungi jabtak mai ise apne saath nhi le jati

Lakshman's anger increase more and cut her nose

Ram Sita look at Lakshman

Surpankha: Iska badla mai lekar hi rahungi

______________

At lanka

Surpankha: Ab aapka bhrata hone ki kartvaya purn karne ki samaye agaya hai Jyesth

Ravan shout in anger: Ram mai tumhe nhi chodunga

___________

Next day

Ravan reach van and doing some evil plans

Sita saw golden hiran in van

Sita: Raghunandan woh dekhiye Sundar sa hiran....mujhe woh chahiye aap kripia mere liye lekar ayiye na

Ram agree: Thik hai Site......Lakshman tum Site ki Raksha karna

Ram pov: Aj bohot bechani si horehi hai hriday mei

______________

Sita and Lakshman heard Ram's voice

Site.....Lakshman mere Raksha karo.....Site Lakshman

Sita: Raghunandan......Lakshman jao aur Raghunandan ki sahayata karo

Lakshman: Parantu bhabhimaa yeh sayad Maya jal hai.....joh khud iss sansaar ki Raksha karte hai unhe kyun sahayata chahiye

Sita: Tum jaoge ya mai jaun.....mere adesh ka palan karo Lakshman mere raghunandan ki sahayata karo

Lakshman gave up: Jii bhabhimaa.....parantu pehele mai yehaan Lakshman rekha bana deta hoon joh bhi ayega woh ek hi kshan mei jal jayega

Lakshman make Lakshman rekha and went toward Ram

Ravan in disguise: Bhojan do putri

Sita: Jii abhi lekar ati hoon

Ravan smirk evily

Sita from distance: Lijiye

Ravan: Pass akar do warna tumhare parivaar ko sharp dunga

Sita get scared and cross the line. Ravan hold her hand and come in real identity

Sita get shock: Ravan

Ravan: Haan Ravan Lanka ka raja

Sita shout: Raghunandan

________

Ram: Lakshman tum yehaan kyun aye ho

Lakshman: Aapne hi bulaya tha bhaiya

Ram: Yeh koi maya hai......arthat Site katre mei hai

Both Ram Lakshman run toward Sita but it was late Ravan did apaharan of Sita. But Jatayu tried to save her but couldn't do it as Ravan killed him

Ram lakshman saw Jatayu

Jatayu: Prabhu Mata Sita ka apaharan hua hai

Jatayu give Sita's abhushan to Ram

Ram cried in pain: Site

___________________

Ram Hanuman milan

Hanuman: Mai yehi pratiksha karunga jabtak aap mere pass nhi ate aur mujhe gale se nhi lagate. Jai Shree Ram

Ram lakshman screaching Sita everywhere. Hanuman saw Ram and run toward him like a child and knee down

Hanuman: Prabhu Ram mai aapka bhakt Hanuman

Ram hug him

Shivshakti saw them with smiling face

Pravati: Akhir kar Hanuman ki pratiksha khatam hui

Shiv: Aur bhi bohot kuch hai Gauri

Ram: Mai apni patni Site ko dhundraha hoon

Hanuman: Prabhu aapki patni yeani meri Mata mai abhi jakar dekhta hoon ki meri Mata kaha hai

Ram gave his ring to Hanuman

On the way of screaching Sita. Ram lakshman meet sabari who feed Ram lakshman food

_____________

Hanuman reach Lanka

Hanuman: Mata mai Shree Ram ka doot joh aapke pratiksha mei hai baikul......Mata Mai Hanuman Shree Ram ka doot......Mata Mai apka putr saman Hanuman hoon

Sita look at Hanuman: Raghunandan k bhakt ho

Hanuman give Shree Ram's ring to Sita. Sita emotionally look at it then give her kangan to Hanuman

Sita: Unka khayal rakhna putr Hanuman

----------

Hanuman: Prabhu Mata ne aapke liye yeh kangan diye

Ram take it with painfully smile: Site

Ravan vadh

Ram make Ram setu to cross the river and reach toward Sita. Hanuman with vanar sena making it by writing Jai Shree Ram

Hanuman: Prabhu chaliye.......sab bolo Jai Shree Ram

Vanar sena: Jai Shree Ram

They successfully cross the river

Vibhishan become friend of Ram and help in war between Ram and Ravan

Ram killed Ravan's brother then Ravan but Ravan become 100 Ravan it become difficult

Ram pray to Durga devi

Parvati appear as Durga devi

Ram: Mata mujhe Shakti dijiye ki mai Ravan ka anth kar shakun

Parvati bless him: Vijaya bhawa

Ram killed Ravan's stomach and finally Ravan dead even after being a great devotee of Shiv

Agni pariksha and Ram Sita Milan

Ram finally meet Sita and hug her tightly and cried. But he notice people aren't looking happy to their reunion. He feel that everyone is questioning Sita's purity. So to show the world that his Sita is innocent and pure and ask for agni pariksha

People: Prabhu hum chahate hai ki devi Sita ki agni pariksha ho kyunki woh bohot dinon se Lanka mei thi Ravan k saath

Ram become shock: Aisa kuch nhi hoga....Mai pati hoon Site ka agar mujhe mere patni par vishwaas hai toh aap sab koi nhi hote yeh bolne wale....yeh agni pariksha nhi hoga

Sita: Hoga.....Mai taiyaar hoon agni pariksha k liye

Ram: Nhi Site yeh sab karne ki zarurat nhi hai

Sita: Sabke mukh par dekhiye Raghunandan

Ram look at everyone who were standing with doubting expression

Ram: Thik hai hogi agni pariksha

Sita went in fire suddenly Ram went toward fire

Ram: Site rukiye

Sita come in one second. Chaya Siya sama gayi Sita mei. Ram hug Sita

Ram: Mere drishti se aap sadev pravitra hai logo k kehne se mujhe koi farak nhi padhta. Mujhe aap par atoot Vishwas hai

Hanuman: Ab Khush haina aap sab....meri Mata pravitra hai aur humesha rahegi

Lakshman: Bhaiya Ghar chalte hai bhabhimaa k saath

Ram Sita Lakshman went to Ayodha with Hanuman

In Ayodha everyone become happy on home coming of Siya Ram and Lakshman. Ram become king of Ayodha. Ram Sita spend more quality time with each other the love between them was selfless and pure and the trust and love between them was becoming stronger day by day

One day

Hanuman come to Ram's room to ask something to Sita

Hanuman: Mata Prabhu Ram ko sabse adhik kya Priye hai

Sita: Unhe iss sansaar k har cheez Priye hai putr....woh koi bhi cheez mei bhedbhav nhi karte

Hanuman: Parantu koi toh aisi cheez hogi na joh unhe adhik Priye ho

Hanuman notice sindoor on Sita's mang

Hanuman: Mata aap apne mathe pe yeh Kya lagati hai

Sita smile: Putr yeh sindoor hai....Raghunandan ko adhik Priye lagta hai jab mai sindoor lagati hoon

Hanuman understand: Jii Mata ab mai prasthan karta hoon

At evening

Hanuman come by applying sindoor in his whole body. He went toward Ram

Hanuman: Prabhu dekhiye maine aapki sabse priye cheez lagai apne shahir par

Ram Sita smile and bless him

People again start making question on Sita's purity which hurt Ram. Ram Sita second Viraah

One day

Lakshman: Bhaiya chaliye Ayodha mei thoda ghumkar ate hai

Hanuman: Mai bhi chalunga apne Prabhu k saath

They was roaming around villages. In one village they heard something a lady was crying coz her husband think she was sleeping with another man. The lady said that she is innocent but the man was asking proof. Then the lady said Devi Sita did agni pariksha but Ram stop her as he trust her more. But the man denied by saying it was fake nothing had happened. Sita is impure in the eye of society even others were gossiping about Sita's purity which break Ram's heart more he become devastated and his heart fill with pain. Hanuman witness everything and immediately went to Sita to told about the incident

Sita smile: Are Hanuman mai tumhe hi dhunrehi thi.....Tum mere pratham putr ho issilye tumhe ek khushkabri sunani hai bohot jald tum Jyesth Bhratashree banoge

Hanuman cried and told everything and also told that Ram is broken

Sita: Mujhe yehaan se jana hoga putr

Hanuman: Parantu Mata aap

Sita stop him: Unhe maat batana ki mai maa banne wali hoon. Agar yeh Khabar kisine suna toh sab hum dono k prem k nishani pe sawal karenge isse accha yehi hoga ki mai yehaan se jaun

Hanuman: Mata Prabhu tut jayenge phirse aapse alag rehkar

Sita: Janti hoon par tumhe unka khayal rakhna hoga putr

Sita went to room to change.....Ram come and saw Sita in vanvasi sari again

Ram: Site

Sita: Mai na aapko batana bhul gayi thi subah ki mujhe Valmiki Guruji k ashram mei jana hai.....aap chinta maat kijiye mai jald aaoungi

Ram: Aapko kahi jane ki zarurat nhi hai

Sita: Mera bohot maan hai Raghunandan

Ram immediately hug Sita: Aisa kyun Pratik horaha hai mujhe ki hum phirse alag horehe hai.....Mai nhi rehshakta aapke bina

Sita: Aap sadev yaad rakhiyega ki aapki Janaki sadev aapke hriday mei samai hui hai

Sita left while crying without telling about the happiness to become parents

Ram look at Sita who left few minutes ago

Ram cried loudly in pain: Site

Sita in ashram feel her Ram's pain: Raghunandan

_______________

8 saal baad

Third viraah between Siya Ram

Sita gave birth twins sons name Luv and kush who don't know their father's name. They grow up in ashram and get education from Valmiki and they were strong like their father Ram. Meanwhile in this 8 years Ram broken down everyday.  He used talk less with everyone and alway stay alone in room with the memories of his Siya

One day

Ram come to ashram and luv Kush was going to kill him Sita saw this and become angry and said the truth about Ram they used to heard in Ramayan from valmiki

Sita: Luv kush woh tumhare pita Shree Ram hai jinke baremei tum guru valmiki se sunte aye ho

Ram become shock to learn about truth

Before going to womb of Bhumi

Ram: Site ab apne Ghar laut jate hai

Sita: Nhi Raghunandan nhi.....warna yeh log phirse aapko vibaas karte joh mai kada bhi nhi chahungi....mujhe aise samaj nhi rehna jahan auraton k pravitra par sandeh karte ho. Aapne har kartvaya acche se purn kiye hai aap acche Raja bete bhai aur ardhan ka har kartvaya purn kiya apne kabhi mujhpar sandeh nhi kiya tha woh toh yeh samaj tha jinhone aapko vibaas Kiya tha....Mera hriday janta hai ki aap apni Siya ko nirswarth prem kiya hai balki jab humara dusra viyog hua uske baad bhi aap humare smriti ko lekar ji rehe the....Lakshman aur Hanuman putr Mai chahati hoon ki tum dono mere raghunandan ka khayal rakho

Ram: Parantu Site ab sab thik hai

Sita: Ab bhi kuch thik nhi hai mere raghunandan. Iss samaj ne hum dono ko punah alag karenge aur aapko punah peeda milegi joh Mai nhi chahati....apne Siya ko akhri baar dekh lijiye...aapki Siya aapse rusht nhi hai woh sadev aapke hriday mei Samai hui hai...agar Mai gayi toh unn auraton ko insaaf nhi milega....aapko insaaf dilana hoga

Siya disappeared

Ram crid in pain: Site

Siya ko jate huye hriday tut gaya Ram ka
Kaise bolun apni peeda sabko
Siya bina Ram hai adhura
Phirse bichar k tut gaye Janaki ke Ram
Kaise bolun apni peeda sabko

Ram again stop talking with people and used to live in his Siya's memories and bring many changes in society. Still society didn't change they think luv kush aren't Siya Ram's children. Hanuman used to tell them the actual truth but it was late to people understand the real truth. Ram went toward his Siya. Ram ne sarayu nadi mei samadi li. Hanuman tears his chest make people saw that Ram Siya is in his heart forever

After end of avatar

Lakshmi: Aapne thoda villamb kar diya ane mei

Narayan: Aap pehele agayi thi Lakshmi dusra Sita avatar mei aapko diye ho vachan joh purn karne se mujhe

Lakshmi: Dwapar yug mei aap Krishn k Roop mei apni leela dikhayenge aur saath mei mai bhi leela dikhaungi aur prem ki nayi paribasha dikhaungi

Narayan: Arthat Maya ki devi ab apni leela bhi dikhayegi

Lakshmi: Treta yug mei bohot kasht hua hai aapko issilye mai Radha aur Rukmini bankar har pal Aapka saath dungi saath mei astabharya bankar bhi parantu Radha Rukmini k avatar mei zadya dungi

Narayan hug his Shree standing on lotus flower

Rambhav come toward stage in Ram Lakshman outfits after performing the act

Aj humne Ramleela ek alag tarike se dikhaya hai. Tv pe Ramayan dikhate hai. Siya aur luv kush k drishti se bhi dikhaya saath mei Ghar mei Ramayan bhi sunte hai aur aj humne Ramayan Ramji ki drishti se dikhaya unpar kya beeti woh dikhaya ajkal kuch log Ramji ko Galat samjhne lage hai issilye socha kyun na aj unke nazariye se ramleela dikhaye. Bhalai Siya Ram Lakshminarayan ka swaroop the par Kuch cheez hai joh apne kabhi nhi socha hoga woh yeh ki Narayan ko pata tha sharp k Karan unke aur Lakshmi k beech viyog lamba hoga par logo ki baaton ne unhe majboor kar diya tha. Ek taraf raja ka kartvaya tha toh dusre taraf pati ka dharam dono ko nibhana tha....unka Dil bohot dard mei tha. Dono ko ek baar nhi teen baar alag rehna pada. Ramji ne adha Jeevan apni Siya ke yaad mei jiye. Apne bacchon ko bade hote bhi nhi dekha. Ek pita banne ka joh sukh hota hai woh mehsoos nhi kar paye thik se nahi apni Siya ko dekha. Aj humne uss bete bhai pati aur pita ko Dikhaya jinka Dil Kitne dard mei the. Agar khud Bhagwan apne prem se bichar k rote hai toh hum keval insaan hai....kabhi unke jaise nirswarth prem nhi kar pate par Khoish karte hai. Ramji Maryada purushottam hai aur rahenge humesha unhone har kartvaya purn kiya acche se. Jai Siya pati Ram

Elders: Adbut

Rambhav and Ishita come in Ram Sita Lakshman outfit and Mihir in Hanuman's outfit and give the message of Ram's pov

Yeh thi

Ramayan of kalyug

Ramayan Ram ke drishti se

Gift for anuseenalover25

Written by myself and roses_100

Continue Reading

You'll Also Like

171K 12.1K 60
ShivOmRu : Shivaay Singh Oberoi, Omkara Singh Oberoi, Rudra Singh Oberoi. These 3 brothers belonged to a Rich family. Something went wrong and the fa...
3.1K 148 10
"What the hell are you so scared of, Ishita? Why can't you love me back?" His voice boomed in the room with an echo. "I'm afraid of falling in love w...
86.3K 3.5K 41
This book is based on the starplus serial "Anupama" and revolves majorly around Anupama and Anuj kapadia. ***************** Excerpt 1 The arrogance d...
28.3K 2.8K 37
What happen when a father of a 6 yrs daughter married a widow woman to save her from society....??? How will they cope up with each other when both a...